Part : 2
He felt weak . A lone tear escaped from his eyes . He bowed his head and walked to the idol , he prayed silently.
After some time he asked
"Shradha aap hume kshama nahi kar sakthe , ek aur avsar nahi de sakthe "
Wind opened the windows and blew in . Both of them kept their hands to protect the lamp. The storm had strengthened
As the wind played with her hair she said
" Hazaar avsar de sakthe hai ap ko par kshama nahi kar sakthe "
Silent he went and closed the windows .
" Hazaar avsar nahi chahiye " he said " sirf ek avsar de dijiye , baaki hum sambhal lenge "
"Denge hume ek avsar "
Shradha remained silent
" ap ke yaadein na kabhi hume chodkar gaya , na humne kabhi jaane diya . Ab hume ap ke yaadom ka nahi , ap ka saath chahiye "
He cut his thumb and filled her maang with his blood
" Ab rishtha nibhane ka baari humara hai , hum ap ko vachan dete hai , ap ke vishwaas ka , ap ke bhavanaom ka , ap ka , poorn roop se khayal rakhenge hum . Phir se ek baar Amber ka Kuwarani bankar , humara patni bankar , phirse ek baar grahpravesh karlijiye na "
"Ek nayi shuruvaad hongi yeh "