Ch.8 part2
Jalal n Jodha lost in eachother eyes when adgha shaab's voice break their eyelock n jalal confusingly look him n said..
JALAL - kya hua adgha shaab?n adgha smile n said
ADGHA - ji shenshah hum keh rahe the aap apna dusara elaan abhi karenge ya phir baad me kyunki aapne mathura se pandit yoganand ji ko bulaya tha iss elaan ke liye diwan-e-khaas mai lekin kisi jaruri pooja ki vajah se woh yanha waqt pe nahi pahuch paye woh kal subah agra pahuchenge n jalal thinks something n he looked towards ladies section n find ruqaiyya smirking n then she looked jodha who still lost in jalal's thoghts with cunning smile on her face jalal understand immediately that wht she's thinking coz he knw her from chilhood n he thinks somthing n call adgha shaab n say something in his ears n adgha node his head n left from there n after sometime he came back with one large plate covered from red silk cloth n everyone in diwan-e-khaas looked that plate with curiosity that wht is there in that plate... jalal with lots of love in his eyes he looked jodha n gv her sweet smile n now he looked around him n said...
JALAL - aap sab soch rahe honge ki adgha shaab yeh kya leke aaye he toh hum aap sab ko dhikha dete hai ki yeh kya hai n he opened that red cloth n show everyone a very beautiful crown n with happy smile on his face he said..
JALAL - jaisa ki aap dekh rahe hai yeh ek taaz hai par yeh koi maamuli taaz nahi hai yeh Mallika-e-Hindustan ka taaz hai n after listen this all eyes looked him in shock n jalal again smile n said...
JALAL - aare aap sab log aise hairani se hume kyun dekh rahe hai humne kuch galat ya anokhi baat toh nahi ki har saltanat ko apne shenshah ke saat saat apni mallika ki bhi jarurat hoti hai aur har shenshah ko bhi apna saath dene ke liye ek saathi ke saath ki ek mallika ki jarurat hoti hai toh ab waqt aa gaya hai ki hum Shenshah Jallaludin Mohammad bhi apni mallika ko chunkar usski madad se apne awaam ke liye aur kaam kare aur humne apni mallika aur iss Hindustan ki Mallika ko chun liya hai n after listening this stupid ruqaiyya who still thinking that jalal choose her as his mallika stand up from her seat with proud smile but jalal's next words gv her 440 waltz shock...
JALAL - sahi suna aapne humne Mallika-e-Hindustan ko chun liya hai aur woh koi aur nahi hai woh hai n he looked jodha n said woh hai humari jodha begum n jodha looked him in surprise n jalal chuckled at her surprising face n said ab hum jodha begum se gujaarish karenge ki woh yanha humare pass aaye n jodha slowly stand up from her seat n cover her face n slowly slowly she come to near him n Jalal hold her hand n make her sit on throne n jodha's eye's feel with happy tears n he sit beside her n both look into eachother eyes n in slow voice jodha said. .
JODHA - yeh sab kya hai shenshah hum kaise Mallika-e-Hindustan ban sakte hai aur aapne hume pehale kyun nahi bataya iss vishaye mai...n jalal smile n he looked around him n again looked jodha n in confident tone he said. ..
JALAL - jodha begum hum aapko aur sabko yeh batate hai ki humne aap ko Mallika-e-Hindustan kyun chuna Pehala kunki aap Mallika-e-Hndustan bann ne ke liye sabse kaabil hai ya phir hum yun kahe sirf aap me hi woh taav hai jo Mallika-e-Hindustan mai hona chahiye dusara aap apni bahaduri aur akalmandi se kai baar saabit kar chuki hai ki aap humare saat milkar iss saltanat ko bakhubi sambhaal sakti hai aur jodha begum ki taazposhi ek bhut bade jashn mai raajvanshi tarike se subh mahurat mai hogi jo kal pandit yoganand ji aakar nikaalenge n he again looked around him n said..
JALAL - toh ab hume lagta hai ab kisi ke dil me koi sawaal nahi hoga ki humne jodha begum ko Mallika-e-Hindustan kyun chuna hai n at same time ruqaiyya who just comeout from her shock signal one of maullavi who present in diwan-e-khaas for opposing jalal's decision n that maullavi understand her signal coz he was ruqaiyya's prawn n always talk in diwan-e-khaas in her favor n profit directly n indirectly n in serious tone he said..
MAULLAVI - yeh sahi nahi hai shenshah aapka yeh faishla galat hai na islaam ke mutabik yeh sahi hai aur naahi saltanat ke kaayedo ke mutabik yeh sahi hai...yeh mughal saltanat hai aur ek hindu begum isski mallika nahi ho sakti hai aur dusara saltanat ke kaayedo ki hissab se bhi aapki sabse pehali begum ka haq hai Mallika-e-Hindustan ka audha aap yeh sahi nahi kar rahe shenshah aisa karne se aapko bagawat ka saamna karna padega n he looked ruqaiyya who smiling at him n Jalal notice this n with anger he said..
JALAL - aapko kissne haq diya shenshah ke faishle ko galat therane ka aur kya kaha aapne jodha begum hindu he isiliye woh Mallika-e-Hindustan nahi ban sakti toh saayad aap bhul rahe hai ki humne unnse nikaah kiya hai aur woh humari jaayaz biwi hai aur unka iss auhade pe pura haq hai aur rahi baat unke hindu hone ki toh salim chisti baba aap sabko pehale bhi bata chuke hai unnke hindu bane rehne se islaam ka koi bhi kayeda ya kanoon nahi toot ta hai toh unke Mallika-e-Hindustan hone se bhi islaam ka koi kayeda nahi tootega n with anger in his eyes he looked maullavi n said...
JALAL - aur janha tak hume pata hai saltanat ka aisa koi kayeda nahi hai ki shenshah ki pehali biwi ko hi mallika ka auhade milega yeh toh humesha se shenshah ki hi marzi rahi hai woh kissko apni mallika chunta hai toh hume nahi lagta humne koi galat faishla liya n he gv maullavi killing glares n maullavi start shivering in fear but with his all courage he again said..
MAULLAVI - par shenshah aapke iss faishle se mughal sultanat ke khilaaf bagawat ho sakti aur saltanat ko bhut nuksaan ho sakta hai n after listening this jodha hold jalal's hand n whisper..
JODHA - aap ek baar phir apne nirnay ke vishaye me vichaar kar lijiye n jalal release his hand from her hand n put it on her shoulder n in calm tone he said
JALAL - humne soch samjhkar hi yeh faishla liya hai jodha aap kisi bhi baat ki fikar mat kijiye n he again looked maullavi n in angry tone he said. ..
JALAL - bus ab hum ek aur lafz nahi sunn na chahte hai humne apna faishla le liya hai aur yahi humara aakhiri faishla hai jo kisi bhi keemat pe nahi badlega n he stand up from his throne n gv his hand to jodha n make her stand up n they about move for leave when some ruqaiyya's chamchi begums start their crying n they said...
Begums - shenshah aap yeh sahi nahi kar rahe hai aap jodha begum ke liye saltanat ko awaam ko nuksaan pahuchane ke liye tayyar hai aur sirf jodha begum ki vajah se aap hume bhi dur kar rahe hai yeh sahi nahi yeh shenshah batatiye aap jodha begum se mohabbat karte hai aur apni mohabaat me andhe hokar hi yeh sab kar rahe hai na aapko koi haq nahi apni mohabaat me dusaro ko dukh pahuchane ka aapko jodha begum aur unki mohabbat ko bhulkar apna farz nibhana chahiye jalal who knw very well that who telling all this from those begums mouth looked ruqaiyya from corner of his eyes n finds her smiling then he looked into jodha's eyes n find pain n sad tears n after watching her tears he loose all his control n he shouted like lion roars...
JALAL - haan aaj hum sari duniya ke aage yeh elaan karte hai ki hum Jodha Begum se beintaah mohabbat karte hai n he looked maullavi n said humari yeh mohabbat humara yeh ISHQ ab humare liye IBADAT ban chuka hai aur kisi ko bhi haq nahi hai hume ibadat karne se rokne ya humari ibadat me khalal daalne ka aur kisi ne bhi looking towards Ruqaiyya kisi ne bhi aisa karne ki koshish ki toh usko phirse ussi Jallaludin Mohammad ka saamna karna padega jisske pass dil nahi tha toh ab agar kisi ne bhi jodha begum ya humari mohabbat ke khilaaf ek lafz aur kaha toh khuda kasam yanhi usska sir kalam kar denge n looked again towards ruqaiyya who looking him with wide eyes n from his eyes he gv warning to her that he wont leave her now but instead of fearing ruqaiyya looked deep into his eyes n they start read eachother mind...in their mind...
plz chk next post for reaming part...
Edited by jiya.k - 9 years ago
94