Posted:
hmmm 6feb episode mein jab anarkali naach rahi thi..tab ek baar k liye bhi jalal usse muh utha kar nahi dekha..phir jodha ne kahi ki "rakasa baan kar bhi kitne masoom hai yeh ladki"tab kisine notice kiya ki kaise jalal usse dekha..jalal ka chupchup ke dekhne mein kuch baat to hai..ho sakta hai ki upcoming track ka ek hint tha..agar aisa kuch hoga na 15 kya 50 mein bhi humari JA nahi rahega..aur rajjat k saath yeh heena kabhi nahi/bilkul nahi/haargaz nahi