to arman -
hum dono hain alag alag
hum dono hain juda juda
ek dusre se hamesha rehte hain hum khafa khafa..
main khiladi
tu anadi 😈
arman jassi to bhag gayi ..tum bhi sikhlo yaar.. --
babuji dheere chalna
pyar main zara sambhalna
han..bade dhoke hain bade dkhoke hain is raah main..
babuji dheere chalna
aur jassi this for you--
chandani chand se hoti hain sitaron se nahi
mohobaat ek se hoti hain hazaron se nahi.....
you have teach me that----
chandani chand se hogi to sitaron ka kya hoga
mohobaat ek se hogi to hazaron ka kya hoga 😉 😆
so mallika.....
dil ke jharoko main tujko bithakar
yadon ke main teri dulhan banakar
rakhunga main dil ke paas
mat ho meri jaan udas...... 😳
yeh jassi aur arman dono humare pyar ke layak hi nahin...arey jassi tum kya muje thukraogi...aaj main sabke samne..tumhe thukra raha hoon.... 😈 😎 aur mallika ko yeh kehna chahta hoon---
mallika-- kehna hain kehna hain,
muje tumse yeh pehli baar...
tumhi to layi ho jeevan main mere pyar pyar pyar...
aur arman, jassi bhag gayi beta, aur mallika ko bahen bana liya tumne....aab tera kya hoga ra!!! 😆