aashish: papa, mujhe ek GIRLFWEND chahiye 😭 😭
jassi: haila!! dekho armaan. kya sikha rahe ho!!
armaan: arre jabh main teen saal ka tha, toh main bhi aise baate karta
tha! aur dekho na, aaj main kitna romantic hoon? *pulls jassi closer and
kisses her*