Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd Oct 2025
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 3rd Oct 2025
HEY JINDAGI 2.10
BAAT KARO NA 3.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 3, 2025 Episode Discussion Thread
Bingo Blitz - The Ultimate Showdown (Sign-up)
Gen 5 News article Mila
🏏India vs West Indies,1st Test: N M Stadium, Ahmedabad, Day 2🏏
Sunny Sanskari Ki Tulsi Kumari opens well!!
How saiyara became hit
Karan's one sided love for Tulsi
Is 2025 Jahnvi Kapoor's make or break year?
Janhvi -Tiger in Lag Jaa Gale
Wonderfuly OS Abilasha.
Enjoyed reading it and it was very plausible too. Wish they could have shown more logic in the show. The fact that Saumya and Anika ran into the nurse and used her aayi's help to show that Tia is a fake is well written. Shivaay being himself and Pinky still in disbelief over her golden bahu... LOl.. can't wait to see her illusions on Tia shatter.
Originally posted by: YeHoKyaRahaHai
This was incredibly sweet. Really enjoyed the chapter.
Nice..very nice.
Originally posted by: mankhush
what an awesome story. i just stumbled into it and read it in one go. do continue.
Originally posted by: sosweetsumi
wow hopefully they show some logic in the show also
please do continuebye sumi
read awl the OS... they are amazing... loved it ❤️
Originally posted by: poemssyndrome
Beautiful! I loved the ending. Anika does gives everything she has for their relationship. You have shown it so well!
Originally posted by: LyssaPie
Amazing
Loved this new OS.
Originally posted by: ArhiIPKKND
Wow...loved it ...awesome
Originally posted by: jarir2010
read all in a go.awesome.do write more👏
Lovely update
Originally posted by: -happilyunknown
i highly suspect that you are the dialogue writer of the show :D JK :D But all three snippets were wonderful and i thoroughly enjoyed reading them. The end of part 3 was absolutely beautiful. She has always been his shield and will be till the end. Please do write more :)
Originally posted by: Sakkiyah
Interesting
Originally posted by: aaradhaya1688
Awe supercute...
Originally posted by: MeetPremeer
Awesome series
OS: Heartfelt conversation
"Tum yahaan kya kar rahi ho?" Annika was startled to hear Omkara's voice when she reached the couch in the poolside to lie down at the end of the day.
She controlled her rapidly beating heart and took a deep sigh. "Main..." she stretched, looking here and there, wondering what to reply. Of course, she could not tell him that this was her sleeping place!
Om raised his eyebrows to indicate that he was waiting for her reply. She was the only true person in this house full of masked faces.
Annika shook her head and smiled little awkwardly. "Kuch nahin! Waise tum yahaan kya kar rahe ho? Woh bhi akele?" she asked slowly.
Om did not reply for a long time.
"Main... main Shivaay ko bulaoon?" she suggested.
Om smiled a little and shook his head "No" he said.
Annika stood there wondering what to speak next.
"Soch raha hoon.." Om said all of a sudden looking nothing at particular. "Zindagi bhi humein kahaan kahaan humein khada kar deta hai!"
Annika let him continue.
"Kabhi nahin socha ki aisa bhi din aayega ki, mujhe apna ghar chodne par majboor ho jaaonga." He smiled sadly and looked at Annika.
"Baith jao." he said as he patted the place beside him. Annika occupied the place. "Mujhe bachpan se pata tha ki Mr.Oberoi ko family se zyada, humse zyada, business important hai. Lekin ye nahin pata tha ki unki obsession itna bad jayega ki apne hi bete ko mohra banayenge."
Annika lent him her ears, said nothing. She got reminded of her words she told Shivaay on the day of their marriage. Aap company khareedthe khareedthe aap insaan kabse khareedne lag gaye?'
"Kabhi kabhi lagta hai ki itne bade khaandaan mein paida hona hi badkismat hai. Apne tareeke se, aam insanon ke tarah ji nahin pa rahe hai." Om continued. "Insaan ke soch aur zarooraat se zyada parivaar ka naam, na jaane kyun itna important ho jata hai?"
Annika remembered Shivaay's rant on the day of their marriage of what would happen if the marriage failed to happen.
"Apne khandaan ka naam rakhne ke liye, kya-kya karna pad raha hai!" Om felt disgusted as he said.
Annika was busy connecting Om's words with Shivaay's actions. Is this really the real fate of those born in rich families?
Om took a deep breath to control his overflowing emotions. He looked at his side at Annika who was lost in her own thoughts. "Kya soch rahi ho?" he asked her.
It took few seconds for Annika to respond. "Uhhh?"
"Soch kya rahi ho?" he asked again. Looking at her face, he decided to change the topic and added teasingly, "Ya phir ye soch rahi ho ki, aise jhoote, makkaar, matlabi logon ke beech kaise aakee phas gayi?"
"Aisi baat nahi hai, Om..." Annika said.
"Aisi baat hai toh bhi mujhe bura nahin lagega." Om said. "Frankly speaking, I am happy that tum Shivaay ke zindagi mein aayi." He said entirely going off-topic.
Annika was taken aback by the sudden U-turn of the conversation. "Matlab?"
"Main, Rudra aur Dadi bahut khush hai ki Shivaay ne tumse shaadi ki aur tumhein ghar le aaya." Om explained.
Annika raised her eyebrows at the revelation. "Mujhe nahin pata ki tum kya bol rahe ho. Par main... Shivaay ki pasand nahin hoon." Om was taken aback by her statement. Annika continued, "Bas... main ek.. Ek adjustment hoon... aur kuch nahin."
Om looked at her intently. There was no sign or indication of fakeness in what she was speaking. "Pata hai, Annika, tum donon ke dil mein kya chal raha hai, ye main nahin jaanta, lekin, jo rishta tum donon ka ab hai, use main maanta hoon... dil se... " Annika was surprised at his admittance. "I'm really happy."
"Lekin, Om, ye meri jagah nahin hai." She stated clearly.
"Lekin, Shivaay ne tumhe diya hai." Om clarified.
"Par, majoboori mein, woh bhi sirf talaq hone tak" Annika corrected.
Om put forth his next statement carefully, "Agar us waqt tak, tumhe pyar ho gaya toh?"
Annika's eyes widened. Shivaay se pyar? Can that ever happen? The dream of flight crashed immediately before taking off.
Words ringed in her ears.
...koi insaan kaisa hai, uski parvarish, maa-baap, khandaan par depend karta hai. Surname sirf label ya brand name nahin hote, usse ek insaan ki, uske character ki pehchan hoti hai.'
Annika is obsessed with me. Uska real motive yeh hai ki main Tia se shaadi na karoon. Aur Tia ki jagah woh khud le le.'
Tum meri biwi banoge, par sirf ek din ke liye. Kal main tumhein divorce de doonga.'
Shivaay se pyar?! Her inner mind laughed at the possibility.
Annika smiled. She looked at Om and asked, "Tumhein aisa kyun lagta hai?"
"Kyun? Pyar karne ka poora haq hai tumhein." Om said.
Annika looked at the floor and then ahead, "Pata hai, Om. Jab se Shivaay se mili, meri toh life ulta-pulta ho gaya. Phir main yahaan kaam karne aayi. Maine bahut koshish ki, aap ke ghar ke maamle mein dakhal na doon. Par jab bhi kuch toot padta hai, toh khudko rok nahi payi." She smiled sadly. "Tia agar achchi ladki hoti na, Om, toh mujhe kabhi yeh din nahin dekhna padta. Shivaay apne zindagi mein, aur main apni zindagi mein khush hote. Haan, yeh baat alag hai ki main apni baat prove nahin kar payi. Par sach toh sach hoti hai na? Main kabhi nahin chahti thi ki unke life ke beech aaoon ya unke faisle ke beech aaoon, par main unke life mein kuch bhi galat hote huye nahin dekh sakti thi."
"Kyun?" Om asked immediately.
"Pata nahin." Annika replied genuinely. "Pata nahin, Sahil aur maine is baat ko samajne ki bahut koshish ki, par samaj hi nahi paye."
"Tum bahut achchi ho." Om said.
"Tum bhi." Annika said.
"Shivaay itna bhi bura nahin hai." Om pointed tactfully.
"Jaanti hoon." Annika said.
After a short while of silence. "Ek baat kahoon, Om?" Annika asked. Om looked at her. "Aaj tumhein is tarah ka bartaav nahin karna chahiye tha, Tej uncle se." Annika said slowly.
"Woh isi ke laayak hai." Om stated. "Tum nahin jaanti."
"Hamesha, Om, jo jaisa dikhta hai, waisa hota nahin hai. Aur jo hota hai, dikhta nahin hai." Om looked down. "Tumne toh keh diya ki ghar chodke chale jaaoge. Lekin pata hai, bahar duniya mein bin maa-baap ke akela rehna kaisa hota hai? Woh chodo, Shivaay aur Rudra ke baare mein socha? Ki unpe kya beetegi..."
"Sirf usi baat ka fikar hai mujhe. Isi wajah se aaj tak jo bhi hota aaya hai, ghar chodne ki baat kabhi nahin aayi. Aaj had paar ho gayi." Om said.
"Ek baar us ladki se mil lete!!!" Annika said uncomfortably.
Om narrowed his eyes, "Tumhein kya lagta hai, ki main shaadi ke khilaaf hoon? Nahin. Shaadi ke naam par jo business deal hai, uske khilaaf hoon."
Annika nodded her head.
"Jab Shivaay ne Tia se shaadi karne ka faisla liya, tab main aur Rudra uske khilaaf the. Hum nahin chahte ki Shivaay apne life ko bhi ek business ki tarah use deal kare. Lekin jab bhi hum use samjhane ki koshish ki, woh maanne ko tayaar hi nahin tha. Phir, tum aayi uske zindagi mein. Tumse lagao hone laga use. Use bhi maanne ke liye tayaar nahin tha. Lekin aaj tak ek baat toh pakka hai." Annika raised her eyebrows. Om replied, "Tum donon takkar ke ho."
Annika smiled. "Om, ek doosre ko takkar dena, ek doosre ka parva karna, care karna, ek doosre ke saath rehna, poori zindagi ke liye kaafi nahin hai. Ek doosre ko samajna hai, ek doosre ko jaanna hai, aur lagao honi chahiye."
"Yeh sab toh tum donon ke beech mein hai." Om pointed out. "Aur kya chahiye?"
"Sab se zaroori.. Ek doosre ke saath rehne ki chah aur ek doosre ke liye izzat..." Annika stated.
Om looked at her sadly. "Tum donon ke beech jo bhi koi samaj hi nahin payega."
"Baat itni si hai, Om. Main Shivaay ki chahat kabhi nahin ho sakti. Woh mere liye jitni fikar karte hai, utna kaafi hai. Om, is ghar mein main hi ek artificial hoon. Jitna bhi usmein gold ka plating lagaoge, rahega toh woh artificial hi na? Main jaisi hoon, waisi hoon, khush hoon. Meri aukaat nahin hai, ki main kisi ameer ladke ke baare mein sochoon..." She did not leave any room for any more thoughts.
"Ishq par kisi ka zor nahin chalta, Annika." Om added.
"Par humari soch ko toh kaboo mein rakh sakte hai, na?" Annika said.
Om looked at her carefully, "Trust me, Annika, Shivaay kabhi tumhein jaane nahin dega."
Annika gave a dry laugh. "Meri koi ummeed nahin hai, ki use pakadke bait jaoon."
"I just wish, tum jo deserve karti ho, woh tumhein zaroor mile." Om wished her sincerely placing his hand on the side of her head affectionately.
Annika smiled, but added rightfully, "Ab kabhi ghar chodne ki baat mat karna..."
Om nodded his head with a smile.
*****