Originally posted by: porankisrilata
Yojan ki shaadi sirf isiliye hui hai bcoz usne zubaan di aur koi Karan nahi hai....
Its like pakya patthar raja dashrath bann gaya praan jaaye par vachan na jaaye..
Isse acchha uske praan hi le lete ,character toh already butcher ho chuka hai.. what next??🤢