Bigg Boss 19 Daily Discussion Thread ~ 5th Sept, 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 05 Sep 2025 EDT
GEETU vs MAIRA 5.9
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 2
Writers: Mad Dreamers or Silent Sages?
Maira Armaan Poddar
🏆ANUPAMA WINS dance contest !!🏆
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
Alia is new global brand ambassador of Levis
Should Janhvi Kapoor Get Married And Quit Acting
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
A clean-shaven Ranveer spotted at the airport
The most successful jodi in history of BW!
Happy Ending Kumkum Bhagya
Alia recent clicks
SRKs looks for King
23 years of Dil Hai Tumhaara
Abhishek is annoying
Katrina Kaif for Kay Beauty opening up UK Space NK
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Nice proposal mans. 😆
Welcome back!
hi everyone. I know that nobody is going to propose our Ravi uncle. So, i decided to propose Raviji.(Giving some respect to uncleji 😆 ) After reading his message on II signature wall'Kram kiye ja. Phal ki aasha mat rakh. phal uperwale pe chhod chhe'(I don't remember the exact words), I was impressed and decided to propose Raviji. So, I joined the music Guru's school where Raviji gets his traning from. SCENE- At Guruji's music school. Guruji and I are sitting with a harmonium.Raviji comes in. Me: " Namste Raviji 😳 " Ravi: "Ji namste .Maf karna maine aapki pehchana nahi" Guruji: "Yeh Ina hai, aur yahn sangeet shikhne ayi hai. abhi abhi shikhna shuru kiya hai to tum bhi thoda shikhaya karna" (Me smiling and Raviji confused) Guruji: "Chalo to tum dono gana shuru karo" Me:" (ahem ahem) Bhatke panchi bhool na jana yeh jag tera nahin thikana" Guruji: (thinking) " thik hai thik hai" Me: (kya thik hai thik hai. Maine to aapko kaha yeh jag tera nahin thikana. chalo footo yahn se.) (Now its Ravi's turn to sing) Ravi: "mere khayalo ki mallika(2), charo taraf teri chhaiya re.." Guruji: "Achcha hai. sur lag rahe hai. Ab tum gao."
Me: (looking at Raviji and singing) "Tu mere samne, main tere samne, tujh ko dekhu ki pyaar karu, Yeh kaise ho gaya, tu mera ho gaya , kaise mein aitbaar karu" Guruji: "Itna bura bhi nahin gati ho, Bahut jald shikh jaogi" Ravi: " Kuch na kaho, kuch bhi na kaho......" (Me smiling and 😳 😳 😳 throughtout the song) Me: " Ab main gati hun" Me: " Bahon ki darmiyaaaannnnn., do pyaaar mil rahen hai.." Guruju: " Tumhare bhi sur lag rahe hai. Aur Ravi tumne maine jo gane practice karne diye the woh bahut achchi se prectice kiye the"Me : ( kya?? Guruji ne kahe the woh gane gaye the 😡 ? Huh. main to bematlab hi khush ho rahi thi) Guruji: " ab tum dono practice karo. Main Apni biwi ke liye sabji lene jaata hun" Me and Ravi: "Jo aagya Guruji" Me :( Sabji lene jao guruji, warna apki biwi khana pakake nahi dengi. aur waise bhi mere liye to achcha hi hai) Now its ne and Raviji alone.😈
Me: "Ji ab pehle ap sunaie"
Ravi: "main?"
Me: "Ha ha aap. Baki batoin me to ladies first hoti hai, magar yahan aap pehle gaiye"
Ravi: " Allah tero naam, ishwar tero naam, sab ko sampati de bhagvan..."
Ravi: " Ab tumhari bari hai. tum bhi koi achcha sa bhajan suna do"
Me: (isko aur kuch aata hai ya nahin?) "Bhajan? thik hai sunati hun"
Me: "Mere to girdhar gopal, doosro na koi
mere to girdhar (Ravi) gopal, chautha na koi"
Ravi: (intrupting me before I finish my bhajan) "yeh aap kya ga rahin hai. | Is bhajan me choutha na koi nahin aata"
Me: (Abey ullu kuch samajh nahin aata) " oh! maine aisa gaya. Aap j jaisediggaj ke samne gate huwe gitni me thodi garbad ho gai"
Ravi: "ab main gata hun. .. e vatan .e vatan, tujh ko meri kasam, teri r rahon me jaan taklunta jayenge"
Me: (ek ladki pe jaan luntane ka gaana nahin ga sakte, vatan pe kya lutaoge. huh) " kya baat hai"
Me: (little closer to Raviji😳) " aaiye meharbaan, dekhiye jaanejan, shokh l lijiye ji, ishq ke imtihaaaaan" (waiting for some response) "Aap bhi l koi achcha sa gana sunaiye na😳"
Ravi: (getting nervous and with shaky voice) "Nanha munna rahi hun, l desh ka sipahi hun, bolo mere sand jai hind.. jai hind.."
Me: (moving more coser to Raviji😳😳) "Hushn ke lakho rang, kaun sa l rang dekhonge, aag hai yeh badan, kaun sa ang dekhonge?"
(before I finish my song, Raviji staeted to run)
Ravi: "hey ram ram.. .ram... bhago bhago...."
Me: (crying and singing) "dil ke armaan ansuo me bah gaye...."
I know its long. so, you mightfeel bored after reading it.😆😆😆. And excuse me for many wrong hindi spellings😉. You are great if you have read upto here and understood my kahani😆😆
hi everyone. I know that nobody is going to propose our Ravi uncle. So, i decided to propose Raviji.(Giving some respect to uncleji 😆 )
After reading his message on II signature wall'Kram kiye ja. Phal ki aasha mat rakh. phal uperwale pe chhod chhe'(I don't remember the exact words), I was impressed and decided to propose Raviji. So, I joined the music Guru's school where Raviji gets his traning from.
SCENE- At Guruji's music school. Guruji and I are sitting with a harmonium.Raviji comes in.
Me: " Namste Raviji 😳 "
Ravi: "Ji namste .Maf karna maine aapki pehchana nahi"
Guruji: "Yeh Ina hai, aur yahn sangeet shikhne ayi hai. abhi abhi shikhna shuru kiya hai to tum bhi thoda shikhaya karna"
(Me smiling and Raviji confused)
Guruji: "Chalo to tum dono gana shuru karo"
Me:" (ahem ahem) Bhatke panchi bhool na jana yeh jag tera nahin thikana"
Guruji: (thinking) " thik hai thik hai"
Me: (kya thik hai thik hai. Maine to aapko kaha yeh jag tera nahin thikana. chalo footo yahn se.)
(Now its Ravi's turn to sing)
Ravi: "mere khayalo ki mallika(2), charo taraf teri chhaiya re.."
Guruji: "Achcha hai. sur lag rahe hai. Ab tum gao."Me: (looking at Raviji and singing) "Tu mere samne, main tere samne, tujh ko dekhu ki pyaar karu,
Yeh kaise ho gaya, tu mera ho gaya , kaise mein aitbaar karu"
Guruji: "Itna bura bhi nahin gati ho, Bahut jald shikh jaogi"
Ravi: " Kuch na kaho, kuch bhi na kaho......"
(Me smiling and 😳 😳 😳 throughtout the song)
Me: " Ab main gati hun"
Me: " Bahon ki darmiyaaaannnnn., do pyaaar mil rahen hai.."
Guruju: " Tumhare bhi sur lag rahe hai. Aur Ravi tumne maine jo gane practice karne diye the woh bahut achchi se prectice kiye the"Me : ( kya?? Guruji ne kahe the woh gane gaye the 😡 ? Huh. main to bematlab hi khush ho rahi thi)
Guruji: " ab tum dono practice karo. Main Apni biwi ke liye sabji lene jaata hun"
Me and Ravi: "Jo aagya Guruji"
Me :( Sabji lene jao guruji, warna apki biwi khana pakake nahi dengi. aur waise bhi mere liye to achcha hi hai)
Now its ne and Raviji alone.😈Me: "Ji ab pehle ap sunaie"
Ravi: "main?"
Me: "Ha ha aap. Baki batoin me to ladies first hoti hai, magar yahan aap pehle gaiye"
Ravi: " Allah tero naam, ishwar tero naam, sab ko sampati de bhagvan..."
Ravi: " Ab tumhari bari hai. tum bhi koi achcha sa bhajan suna do"
Me: ( isko aur kuch aata hai ya nahin?) "Bhajan? thik hai sunati hun"
Me: "Mere to girdhar gopal, doosro na koi
mere to girdhar (Ravi) gopal, chautha na koi"
Ravi: (intrupting me before I finish my bhajan) "yeh aap kya ga rahin hai. | Is bhajan me choutha na koi nahin aata"
Me: (Abey ullu kuch samajh nahin aata) " oh! maine aisa gaya. Aap j jaise diggaj ke samne gate huwe gitni me thodi garbad ho gai"
Ravi: "ab main gata hun. .. e vatan .e vatan, tujh ko meri kasam, teri r rahon me jaan tak lunta jayenge"
Me: (ek ladki pe jaan luntane ka gaana nahin ga sakte, vatan pe kya lutaoge. huh) " kya baat hai"
Me: (little closer to Raviji😳) " aaiye meharbaan, dekhiye jaanejan, shokh l lijiye ji, ishq ke imtihaaaaan" (waiting for some response) "Aap bhi l koi achcha sa gana sunaiye na😳"
Ravi: (getting nervous and with shaky voice) "Nanha munna rahi hun, l desh ka sipahi hun, bolo mere sand jai hind.. jai hind.."
Me: (moving more coser to Raviji😳 😳) "Hushn ke lakho rang, kaun sa l rang dekhonge, aag hai yeh badan, kaun sa ang dekhonge?"
(before I finish my song, Raviji staeted to run)
Ravi: "hey ram ram.. .ram... bhago bhago...."
Me: (crying and singing) "dil ke armaan ansuo me bah gaye...."
I know its long. so, you might feel bored after reading it.😆 😆 😆. And excuse me for many wrong hindi spellings😉. You are great if you have read upto here and understood my kahani😆 😆
😆😆😆..ankita..very interesting...😆
thanks slv3
Inaaaa I mean ankita ...great proposal to Mr.Ravi ....aab pata chala who is behind Ravi 😛
I really enjoyed it and welcome to II2 Contestant broken heart club 😆 😆 ...so who is your next target ...me still thinking where to try next 😛 II2 or IF 😆
Oh! Mans, you got my name. I thought nobody would read it carefully.
Ravi uncle ke picchey koi nahin tha, to chance lagane ki koshish ki😆 . I am happy that master of stories liked my story or whatever you call it. Broken heart club??????😆 😆 😆 . Now no more targets for me. Raviji ke samne hi dil ke armaan ansu o me beh gaye. Abhi dil ke zakhm bhare nahin😆 You keep proposing, and best of luck for that. kabhi na kabhi to number llag hi jayega.