Originally posted by: Aaliya_Fizz
Title exactly mere mann ki baat boldi🤣
Yeh kya🤬 laga rakkha hai...
Imlie kab isko pati manne lagi apna?
Shaadi ko shaadi parso tak woh bhi zabardasti wali samjhti thi aj inlog ney adi ko clean chit aur sab siyappa imlie sar daal diya ab jo karegi imlie karegi adi nahi woh toh pati parmeshwar banke rahega malini ka🤣
Kya matlab iska tum patni dharam nibhao humsey aur hum pati dharam nibhayenge malini sey🤣 khel chal raha hai ka 😡
Itni illogical baat koi kar kaise sakta hai yaar😆
It's like you can romance with me and I will romance malini and malini be like I will find out imlie ka pati and dev saab is like ab imlie meri beti hai toh main kya karo next🤣
I thought bhaut bada dharam hoga imlie Aditya ko bachayegi jaan pe khel ke then bada dramatic shot mein bolegi " hum aapko apna pati maantey hai BS" yeh kya thanda scene tha...aur malini didi hai uski toh woh BS ke saath patni dharam kaise nibhayegi🤣
I am done with ds show...yeh 🤬 hai🤣
Your post is INFINITY PLUS ONE ++++++++++++ 🤣🤣🤣
romance me n i will romance malini ha?! like tum chahogi toh main tumhare sath bhi romance kar lunga par tumhara pati banke nehi reh sakta aur nahi tumhe patni kahunga duniya ke samne, WAH!😡🤬
ab tak lagta tha yeh aditya shadi ko khel samajhta tha ab lagta hai ki imlie bhi samajh ne lagi hai! tabhi isko koi fark nehi parta agar uska pati jake kisi dusri aurat ke sath rahe, matlab koi mazaj chal rah hai kya? 🤬😡
yeh sara siyappa imlie ke sar dal diya toh ab hum viewers chahte hai ki woh apni is pati parmeswar zone se bahar nikle jald se jald aur usko lath marke apni zindegi se bahar pheke please 🤬😡
yeh dev toh alag level ka jerk hai uski baat hi mat karo 🤢 ab woh khudko imlie se picha churane ke liye use satyakam ki beti samjhega 😵
yeh BS kya hai? Bull shit kya? 🤣