Aag Ka Dariyaa hai, Doob ke Jaana hai - Epi 123 - Page 7

Created

Last reply

Replies

76

Views

7.2k

Users

9

Likes

320

Frequent Posters

MR21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#61
kesar looks at talli in anger with tears in his eyes...talli looks at kesar n kesar leaves from there ...kesar comes out in total anger thinking abt gulaal...talli follows n says kesar..tu mujhse naaraaz hai...kesar looks at her n says tujhe zaraa bhi andaaza hai kya hosaktha tha...kisi ki jaan jaasakthi thi...kya zaroorath thi aisa mazaak karne ki,,,,pehli baar toh tu gulaal koh saath laayee kyun...yeh jhaanthe hue bhi ke usskoh therna nahi aatha hai..tu ne usko naav mein bhitaaya kyun...talli says mein toh bas usse khush karna chaahthi thi...kesar says khush...agar gulaal koh kuch ho jhaatha toh hum ghar waalon koh kya jawaab dethey...har waqt mazaak mazaak mazaak...

minizz thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#62

Originally posted by: MR21

this is a rare instance of Kesarji going into Galool mode.gharwaalon ko kya jawaab dethe.really Kesar that's what you were thinking.hmmm denial at its peak here😆
MR21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#63
talli says tujhe gulaal ki bahut chintha hai na...kesar looks at her shocked...kesar says bhakwaas math kar n goes away from her...talli follows n says jab tujhe gulaal ki ithni fikhar hai...toh phir kyun uske saath aisa bharthaav kartha hai...kyun har waqt usse dhukh detha hai...he shouts nahi hai mujhe uski fikhar...uske bhadle koi aur hotha toh usse bhi mein bhachaatha...samjhi...talli says toh theek hai...gulaal jeeyein ya maree tujhe usse koi farak nahi padna chaahiyen...kesar shouts tallli...kyun mere peeche padi hai...jaa na yahaa se...jis gusse aur thakleef koh ithne saal apne dil mein dhabhaa rakhkha hai..usse khuredne ki khoshish math kar...warna patha nahi kya hojaayega...

MR21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#64
talli says to kesar tu kya samaj tha hai...ithne saalon kya sirf tu ne thakleef sahi hai...tu ne dhukh jhele...kesar tu ne kabhi yeh jhaane ki khoshish kiya hai ki doosron pe kya bheethi hogi...kaise kaatein ithne saal...aisa bhi kya gussa kesar...ke jisne tujhe ithna andha kardiya ki tujhe doosro ki thakleef dhikthi hi nahi...kis baath ka gussa hai...hostel bhejhe jhaane ka...tujhe aisa kyun lagtha hai kesar ke tujhe hostel bhejke hum sab yahaa khushiyaan manaa rahethe...tujhe andaazaa hai ki gulaal kithna rothi thi...jab tu uske khatoh ka jawab nahi detha tha...kahi kahi dino thak toh woh khaana bhi nahi khathi thi...jab tu ne usse milne se inkaar kardiya tha...kesar is trying hard to not to break his so called anger for gulaal n is almost in tears...kithne barson baad uske chehre pe khushi aayee thi...woh tere aane ki khushi thi...par tu ne...tu ne aathe hi uske chehre se woh khushi bhi cheenli...tu ne poocha tha na kesar..ke mein gulaal koh yahaa kyun lekhe aayee...toh ab mein poochthi hoon...kyun nahi laathi mein usse yahaa...kisthne saal se meine usse khush nahi dekha tha...dil kholthe hasthe hue nahi dekha tha...ghar ke chaar dhiwaare se bhahaar jhaathe nahi dekha tha...kya usse khush hone kha...khushi ke chote chote pal jeene ka koi haq nahi hai...kesar gulaal bahut akeli hai...ithni akeli ke usse khud ka bhi saath nahi hai...woh dheere dheere khud se dhoor jhaarahi hai...aur kesar uske bahut bade bade sapnay nahi hai...bahut choti choti cheezein hai jinse woh khush hojaathi hai...toh agar mein usse wahi choti choti khushiyaan dene ke liye yahaa lekhe aayee...toh kya ghalat kiya...meri tharaf dekh kesar...ab kya hua tujhe...jawaab kyun nahi deraha...jawaab de kesar...jawaab de...

minizz thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#65
where is everybody today?yeh Jerry bhi gaayab ho gayi beech mein😭yahan ab sirf chaar log hain why?😭
prachurya thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#66

Originally posted by: minizz

yes woh dhobi waala hi tha bechaara poore scene mein background mein kapde dho raha tha😆

I want gifs of dat dhobi now as proof😆
TRIVIA: The same place was used in BV, where some guy recovers a lost idol
Coming back to the scene:
For the first tym in my life, I was happy dat Talli sunaoes all those things to him, he seriously needed the fact file badly. Xpressions on Neil's face wen Gulaal comes in- relieved and happy to see her but then again go back to his wall mode and of course Gulaal's defeat - "Aisa hi sahi..."- pinched him badly. Wen Gulaal hangs up her boots, Kesar is like "What??? You gave up already? How? Why? This was nt supposed to happen"😕 and then ultimate xpression
minizz thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#67

Originally posted by: MR21

talli says to kesar tu kya samaj tha hai...ithne saalon kya sirf tu ne thakleef sahi hai...tu ne dhukh jhele...kesar tu ne kabhi yeh jhaane ki khoshish kiya hai ki doosron pe kya bheethi hogi...kaise kaatein ithne saal...aisa bhi kya gussa kesar...ke jisne tujhe ithna andha kardiya ki tujhe doosro ki thakleef dhikthi hi nahi...kis baath ka gussa hai...hostel bhejhe jhaane ka...tujhe aisa kyun lagtha hai kesar ke tujhe hostel bhejke hum sab yahaa khushiyaan manaa rahethe...tujhe andaazaa hai ki gulaal kithna rothi thi...jab tu uske khatoh ka jawab nahi detha tha...kahi kahi dino thak toh woh khaana bhi nahi khathi thi...jab tu ne usse milne se inkaar kardiya tha...kesar is trying hard to not to break his so called anger for gulaal n is almost in tears...kithne barson baad uske chehre pe khushi aayee thi...woh tere aane ki khushi thi...par tu ne...tu ne aathe hi uske chehre se woh khushi bhi cheenli...tu ne poocha tha na kesar..ke mein gulaal koh yahaa kyun lekhe aayee...toh ab mein poochthi hoon...kyun nahi laathi mein usse yahaa...kisthne saal se meine usse khush nahi dekha tha...dil kholthe hasthe hue nahi dekha tha...ghar ke chaar dhiwaare se bhahaar jhaathe nahi dekha tha...kya usse khush hone kha...khushi ke chote chote pal jeene ka koi haq nahi hai...kesar gulaal bahut akeli hai...ithni akeli ke usse khud ka bhi saath nahi hai...woh dheere dheere khud se dhoor jhaarahi hai...aur kesar uske bahut bade bade sapnay nahi hai...bahut choti choti cheezein hai jinse woh khush hojaathi hai...toh agar mein usse wahi choti choti khushiyaan dene ke liye yahaa lekhe aayee...toh kya ghalat kiya...meri tharaf dekh kesar...ab kya hua tujhe...jawaab kyun nahi deraha...jawaab de kesar...jawaab de...

the second part is my fav dialogue in this whole episode and Kesar is affected by it.Talli for once talked about Gulaal's loneliness and spoke about it in such a poignant way.and the thing is what she is saying is absolutely true.Talli understands her situation perfectly and she also knows that Gulaal was waiting for Kesar to come back,I was amazed at her maturity here.no wonder their bond is so special.love Talli here.Kesar ki bolti bandh kar di😃
MR21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#68
gulaal says rehne de talli...kesar n talli look at gulaal n talli goes to gulaal...gulaal says kesar jo kehraha hai sahi kehraha hai...sahi kehraha hai woh...ke usse meri koi phikhar nahi hai...talli says aisa nahi hai gulaal...kesar koh teri chintha hai...agar aisa nahi hotah toh...kya woh tere liye paani mein khoodtha...kesar says woh toh mein kissi ke liye bhi karletha...apna dhushman ke liye bhi...gulaal looks at kesar shocked n says kissi ke liye bhi...achcha hua tu ne kehdiya..iss naathe toh mujhe tera shukriyaada karni chaahiyein...meri jaan bhachaane ke liye tera shukriya kesar...talli says kesar tu...gulaal stops talli saying talli...tu isse bhehas kyun karrahi hai...agar isse lagtha hai ke isse meri koi phikhar nahi hai...toh aisa hi sahi...agar yeh hameesha mujhse naaraaz rehna chaahtha hai toh aisa hi sahi...agar yeh mujhe zimmedaar maantha hai apne pareshaaniyon ke liye toh aisa hi sahi...agar isse lagtha hai ki bachpan mein isse dhoor bhejke mein khush thi toh aisa hi sahi...agar kesar koh mujhse sirf shikhaayathey hi hai toh aisa hi sahi...kesar says meine jo kuch bhi kiya uski wajaai hai mere paas...gulaal says shaayad...hosaktha hai koi wajaai ho...par aaj agar tujhe mujpe nahi teri uss wajaai par bharosa hai to aisa hi sahi kesar...par isse mein bhadloongi nahi...naahi tere liye mera pyaar...kesar looks at gulaal n gulaal continues saying mere liye tu hamesha wahi kesar rahega...jisse tu khud bahut peechein chod aayaa hai...kesar tries very hard all this while not to break his showcase of anger for gulaal...talli n gulaal go inside leaving kesar n kesar looks them leaving...

MR21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#69
done with todays update 😳
minizz thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 13 years ago
#70
Prachu,mujhe Gifs banaane nahi aathe nahi tho abhi fatafat proof laathi😆

BV trivia.you are still watching that.I used to watch it long ago
ab tho patha bhi nahi ki kya chal raha hai😆

I was also very happy that Kesar got that dose from Talli.it was very necessary and baad mein in front of Gulaal he tries to protest weakly saying "mere paas wajah hai"but by then he is overwhelmed and when Gulaal finally says that "pyaar" dialogue he has no other choice but to give up that so called nafrat.

He hurt her a lot in that scene na by saying he would do it for anyone even his dushman.Kesar😡

and Prachu I remember your comment regarding the significance of the tulsi plant near Gulaal during that "pyaar" dialogue.shows the purity of her intentions,her love😊

Edited by minizz - 13 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".