Kesar was hurt to hear it he said "haan sirf teen din the..kya farq padta hai un teen din mein 72 hrs , 4320 min ya 259200 seconds the...kya farq padta hai dil 1 min mein 72 baar dhakta hai...aur kya far padta hai k har dhadkan k saath meine sirf tumhe yaad kiya...kya farq padta hai gulaal"
And then he left the place
Gulaal was in tears she said "yeh baat mujhse jyaada aur kaun jaan sakta hai"and she was shattered