Aaj miss patralekha mohite Patil bol rahi thi . Mai iss ghar me bahut suffer ki hi. Kaise please anyone explain me.
Sara ghar isake side se. Ye Jo bolati vahi pathar ki lakir samazake sahi bolate ye log. Kya suffer ki yahi sirf Ashwini isse virat ke pass jane ke liye tokati hai?
If she would be in Sai place sheust had file domastic case our apane aai baba ko suffering batake pareshan kar deti.
Now Virat matlab smrat ne kya suna hoga wo sach bhi ho sakata because there was past so today he is saying tune jo bhi suna galat hi suna hoga our misunderstand kiya hoga..bhai aise waqt log sab clear karate past sab bata dete but nahi, isse bhi aage valeko blem karana hai. Assum karana hai bate. Jo bhi khudane kiya wo galat tha eek bar bhi retrospective kar leta.
Writter kya batana chah rahe hai virat and patralekha are very pure hurted pepoles inocent one and they are suffering. They have right to do anything with others life and even after another person get to know something there past they will say you misunderstood without clearing things. How can people understand them thik hai hum log audiance hai hume virat ka part samaz aaya hai ki he is move on . But bai tumhare sath vale jo usaki monologue nahi dekhate sai samrat jab tak bolega nahi batayega nahi kaise pata hoga uune.
Darpok IPS officer eek bat himmat kar sab story clear kar sabke samane. And aaj ka khudaka stand bata. Ye karake story aage badate to sairat and samrakhi dekhane bhi majja aata. Kyuki samrat virat sai eill not give hoot to patralekha about her obsess with Virat.. the. Ye bhi dekhane ko milata kaise vhal chalegi vahini abb.
Loosing interest because of not clearing story and going forward.
Inn sab me Sai ke suffering in that house pani me hi phek diya hai CV me . Usse koi address bhi nahi karata kabhi kabhi dekhata bhi nahi our Sai bhi buckets roti nahi ki kya kya Saha ussane. Nahi abhi tak kisiko bhi ahesas hai ki usake suffering ke bare me . Sabhi character ko sirf pati nahi hai to patralekha ke suffering dikhata hai jis pati ke liye usake man me itasa bhi khuch bhi khayal nahi hai not her do called suffering for smrat. But sai ka pati hote hue kaise gharvale usse treat karate wo really itana common hai ki CV bhi address nahi kar raha.