Part – 99
Next day Maan asks Geet to take rest at home, but Geet wants to go with him…
Maan: Geet, tumme mujhpe barosa nahi hai kya? Tum fikar mat karo, sara kaam kal tak achche se katam ho jayega, tumme aaram ki zaroorat hai
Geet: Maan, ghar beitke mein kya karoongi?
Maan: par Geet, tum saath ho toh mera mann kaise kaam mein lagega, aur tum bhi jaanthi ho ki hummare paas zyada waqt nahi hai
Geet: teek hai, aap jao, mein aapke liye lunch lekhe aathi hoon
Maan: that’s good, bye Geet
Geet wants to make something for Maan herself…
Geet gets her hands on one of her Nani’s special recipes…
Geet makes a simple chole bature…
Maan comes home for lunch as he wants Geet to take complete rest…
Geet doesn’t tell Maan that she has prepared the lunch all by herself…. .
She wants to keep it a surprise for Maan…
Geet asks Maan to have his food first along with nanaji and she would serve them…
But Maan asks Geet also to join them and they can help themselves with the serving…
As channi brings the garma garam nature, nanaji asks her to serve Maan first.
Geet is eagerly looking at Maan itself….
Maan has just taken a bite when Geet gets impatient…
Geet: kaisa hai?
Maan has his mouth full and couldn’t reply…
Nanaji: Geet, unko pehle khane toh do, tumne itne mehnat karke banaya toh achcha hi hoga
Maan now understands her plight…
This is the first time she has made something as the real Mrs. Khurana…
Maan: it’s too good, this is the best chole I’ve ever had
Geet is so happy….
Geet: aapko pasand aaya?
Maan: bahut
Geet: channi ek aur lao, jaldi
Maan: tum bhi khao Geet
Maan asks channi to keep it on Geet’s plate…
Nanaji has tears in his eyes as he tastes that…
Geet: nanu, kya hua? Bahut teeka hai kya? Lo, pani pilo
Nanaji is all nostalgic as he remembers his wife after eating the food….
Nanaji: nahi puthar, humme tumnari nani ki yaad aagayi
Geet: ye unka hi recipe hai
Nanaji: aaj woh yahan hothi toh tumme dekh kar bahut kush hoti, mujhe toh hamesha teri chinta hi hoti thi, tum shadi karke apne pariwar ko kaise sambalegi, tummari nani ne toh tumme ek ladhke ki tarah hi banadhiya tha, par ab tum mujhe uski hi yaad dilati ho Geet, ab mujhe chinta karne ki koi zaroorat nahi hai, tum bahut samajhdar ho gayi ho
Maan: Geet ghar hi nahi balki kaam bhi bahut achche se sambalthi hai, aap ko ek bar Geet ka kaam bhi dekhna chahiye
Nanaji: Geet ki kaam ki kabilyat mein mujhe kabhi koi shak nahi hota, mujhe toh dar tha ki ye apna ghar kaise sambalegi
Maan: Geet ek all rounder hai, ye toh Annie aur bache ko bahut achche se sambalthi
Nanaji: haan, Geet hamesha sab ki kadar karthi aur sab ko asaani se apnathi, uski ek hi kami hai
Geet is worried that nanaji would damage her reputation saying something about her love affair which is the last thing she wants to remind Maan… Geet tries to distract him…
Geet: nanaji, aap ko nani ki bahut yaad aarahi hai, aap issiliye senti ho gaye ho
But nanaji is thinking about Geet only… .
Nanaji looks at Maan…
Geet is helpless… ye toh Maan se kuch ulta seedha kehne wale hai… .
Kitne mushkil se Geet ne Maan ki dil wapas jeetha hai…
Babaji, ab aap hi meri raksha kar sakte ho…
Nanaji: Geet ko apne aap ko sambalna nahi aatha, woh hamesha kuch na kuch mushkil mein fasjaathi hai, usko sambalnewala koi hona chahiye hamesha uske paas, aap ne hamesha Geet ki saath diya hai aur uski Bewakoofiyon ko maaf bhi kiya hai, aap se mein yahi mangta hoon hi aap iski choti moti galthiyon ko aaisa hi maaf kardhi aur kabhi uska saath na chodo, kyunki usko aapki saath ki bahut zaroorat hai
Maan is overwhelmed seeing that grand old man bowing in front of him…
Maan: aap ne kabhi apne pathni ki saath choda hai kya?
Nanaji: kabhi nahi
Maan: toh aapko kaise lagtha ki mein kabhi apni biwi ki saath chod sakta?
Nanaji is so happy….
Nanaji: mujhe pata tha, issiliye meine hamesha umeed kiya ki aap jaise bhi Geet ko apnaooge, sirf aap hi issko kush rakh sakte ho
Maan: kyun? Geet mujhe kush nahi rakhegi?
Nanaji is speechless… uski koi guarantee nahi hai…
Geet: nanaji, aap kuch bolthe kyun nahi?
Geet bahut pareshan ho jaathi…
Maan: aap ko abhi bhi shak hai kya?
Nanaji: nahi nahi
Maan: mujhe toh pura barosa hai ki Geet aaise hi mujhe hamesha kush rakhegi
Maan is looking at Geet with full admiration….
Geet feels so proud of Maan’s confidence in her….
Nanaji prays that their love lasts like this forever….
1.2k