PART 2
Days were passing. Mohinder handled office work very well. Finally day arrived when Mohinder have to go to Hoshiarpur to come back to Delhi with family. Mohinder already told Rano to do all packing to avoid mess. Mohinder asked for leave to Amar.
Mohinder arrived at Handa House. Kids were happy as they saw Mohinder. Geet and Brij ran to him and hugged him.
Devki: Arre safar se aaya hai. Jara aram se baithne to do.
Mohinder: Nahi Maa rehne dijiye itne dino bad dekh raha hun aankhe taras gayi thi inhe dekhne ke liye
Rano brought water for him.
Rano: Aapki nayi naukri kaisi hai koi pareshani to nahi hogi naa ji ?
Devki: Chup kar aisi bate na kar sab thik hoga.
Mohinder: Aap dono bhi chinta na karo. Boht acha office hain aur ghar bhi.
Brij: Papa ji ghar bada hai kya is ghar se bhi.
Mohinder: Haa bada hai boht jyada nahi par hai. Tumhe achha lagega.
Brij: Par gudiya ko achha nahi laga na to hum waha nahi rahenge.
Rano: Jao dono andar. Papa ko aram karne do.
Devki: Hamesha gudiya gudiya ka jap chalta rehta hai, kya jadoo kar rakha hai. Bas gudiya ye gudiya wo .
Mohinder: vinti hai aapse aap mat shuru ho jao. 6 sal ki bachi hai. Masoom hai. Kuch mat kahiye. Aur aap ko ek baat bata du. Hum jaha rehne wale hai wo mere sahab ka hi ghar hai. To dhyan rakhiye. Main aram karna chahunga ab.
Devki: Keh deti hun Rano ek din ye jo masoom si bachi hai na lekar dubegi sabko.
Rano kept quite. Went to talk with Mohinder.
Mohinder: Puri tayyari kar li na ham kal hi nikal rahe hai. Tum maa ki bato ki chinta mat karo. Wo to aisi hi hain
Rano: Nahi jee. Mujhe maa ji ki bato ka bura nahi laga. Bas Brij ke samne agar unhone ne Geet ko kuch bol diya. To kahi ulta jawab na de de.
Mohinder: Aisa kuch nahi hoga Brij boht samjhdar hai bas Geet ko lekar...waise acha hi hai na hamre alawa bhi use koi itna pyar karta hai. Ye ladki hai na Rano nasib lekar aayi hai. Jisse bhi milti hai rishta jod leti hai.
Rano: Haa. Aap kuch der me niche aa jana main khana laga deti hun.
All of them gathered for dinner. Rano served food to them. All started eating.
Brij: Gudiya tum kha kyun nahi rahi?
Geet: Veer ji ye garam hai.
Rano made her eat food.
Devki was about to say something but kept quite because of Mohinder.
All of them finished their dinner. Rano took kids to room and made them sleep.
Next day,
They started their journey to Delhi. As they reached to KM. Devki asked.
Devki: Beta ji pata to sahi hai na.
Rano: Haa ji kahi kuch galat to nahi hua na.
Geet: Veerji ye to boht bada hai.
Brij: Haa
Mohinder: Sab sahi hai.
Guard allowed them in. Mohinder took them to outhouse. Mohinder told kids to keep quite and devki to take rest.
Mohinder discussed with Rano about things she need .
Mohinder: Main Ramesh ko bula leta hun wo madat kar dega.
Geet: Maa mujhe bahar jana hai. Yaha acha nahi lag raha.
Rano : Geet abhi thodi der hi hui hai tumhe acha lagega.
Brij: Main Gudiya ko bahar le jata hun.
Devki: Nahi ghar me raho. Koi jarurat nahi. Waise bhi itni badi haweli ke pas rehna padega wo bhi ajib lag raha hai.
Rano never talked much infront of Devki.
Rano: Brij Geet Chalo mere sath Dadi ko aram karne do.
Rano gave fruits to both. Just then Ramesh came with things Mohinder asked him. To kids surprise Pinki was also with him.
Ramesh took Devki's blessing. And greeted Rano
Ramesh: Sach me tumhe achi jagah mil gayi rehne ke liye.
Mohinder: Sab tumhari wajah se . Tumne boht madad ki hamari.
Ramesh: Main chalta hun. Thoda jaldi me hun. Chalo pinki .
They left. Mohinder told Rano.
Mohinder: Main sir se milkar aata hun. Kal se office jana hai.
Rano: Jee. Main kya keh rahi hun dekho na bache kitne udas lag rahe hai.
Mohinder: Unko bhi sambhal lunga. Pehle Sir se milkar aa jau.
Mohinder went to KM. But servant told no one is at home.
Servant: Sir aaj Sunday hai. Amar sir sabke sath bahar gaye hai sham ko lautenge.
Mohinder: Sir se bol dijiye ga ki main aa gaya hun.
Servant: Aap ko koi cheej ki jarurat ho to bata dena.
Mohinder: Thank you.
Mohinder came home.
Brij: Papa ji mujhe yaha bor ho raha hai.
Mohinder: Chalo ghoom ke aate hai. Rano main bacho ko garden me le ja raha hun.
Rano: Jee. Geet Brij papa ko tang mat karna.
Devki: Main bhi aati hun thoda tahal lungi bagiche me.
Rano got busy with her work. Four of them come to garden.
Devki and Mohinder sat on bench. Brij and Geet started running. Geet tried to catch Brij.
Devki: Mohinder tere malik ne itna bada ghar hame de diya rehne ke liye . Ajib nahi lagta.
Mohinder: Lagta hai na maa. Par main mana bhi nahi kar paya. Sir hai hi itne ache. Aap to kehti hai na aap kisi bhi insan ko ek najar me jan lete ho. Jab aap miloge to aap hi batana main sahi hun ya galat.
Devki: Thik hai beta. Delhi me hame itna kuch mila yahi boht hai.
Geet and Brij were still running.
Mohinder : Main abhi aaya shayad rano ko kuch kam ho. Main abhi aaya 5 min me. Please Geet ko kuch bhi bolna mat.
Devki: Nahi bolungi.
Mohinder went to outhouse. He saw everything arranged.
Mohinder: Tum ghar ka kam kitne ache se sambhalti ho.
Rano: Sab ho gaya. Bas ye chije rakh ni hai
Mohinder : Thik hai ye nipta lete hai phir tum bhi chalo bahar. Bache abhi khush lag rahe hai.
Mohinder started helping Rano.
In garden
Geet: Maine aap ko pakad liya abhi aap mujhe pakdo .
Devki: Dheere khelo lag jayegi.
Geet was naughty . She moved out of garden .Devki saw them going out of garden she too started walking behind both.
Devki: He babaji ye ladki na.
She started running Brij was running behind her and just then Geet collided with Maan and fell on ground ,who was with Amar Anjali and dadi.
Brij: Gudiya utho. Papa ne bola tha na garden me khelna hai.
Maan saw her.
Maan: Aise koi daudta hai kya. Ye koi race track hai kya?
Geet hugged Brij listening Maan's scolding. Brij hold her
Mohinder Rano saw them. Went there in hurry. Devki said.
Devki: Kaha tha dheere.( kind of angry on Geet)
Listening to Devki Geet clinged more to Brij.
Mohinder saw situation. And intervened
Mohinder: Maan beta aap ko lagi to nahi naa.
Amar: Are nahi
Brij: Lagi to Gudiya ko hai phir bhi ulta gudiya ko daant raha hai ye ladka.
Mohinder: Say sorry Brij.
Brij: Sorry.
Amar: you too say sorry.
Anjali: Haa beta dekho wo chhoti hai na galti ho gayi.
Maan: Am sorry.
Brij: Mujhe nahi Gudiya ko sorry bolo.
Maan: Sorry Gudiya.
Geet listened and went near Rano.
Brij : Ise sirf main Gudiya bolta hun. Meri gudiya ka naam Geet hain.
Brij: Now say Sorry Geet.
Mohinder: Boht hua brij chup raho
Three of them were amazed seeing Brij's behaviour.
Devki: Jee maaf karna bacha hai na
Savitri: Nahi hame to hairani hai itna pyar hai Dono main.
Mohinder introduced Rano and Devki to them. Anjali said Maan to greet Devki and Rano. Devki gave blessing to Maan.
Anjali : Ek dusre se dosti karo ab.
Mohinder: Brij
They shake hands with each other.
Amar: Geet beta idhar aao.
Rano said her to go. Amar lifted her in his arms
Amar: Baby aap ka naam kya hai?
Geet: Geet mohinder Handa.
Listening only her voice savitri and anjali delighted. Anjali took her from Amar.
Anjali: Aapko pata hai aap pariyon jaisi dikhti ho. Beautiful chhoti pari.
Geet only smiled. Maan thought "mom, dad, dadi maa mujhe ignore kar rahe hai."
Just then Anjali saw half moon shaped pendant with urdu calligraphy in black thread tied around her neck.
Anjali: Dekhiye Maa ye kitna sundar hai ? Hai na?
Savitri : Haa Rano ye bohot sundar hai.
Before they could say more Rano said.
Rano: Wo dargah gaye the tab pehnaya tha .
Savitri : Chalo maan ye chocolate do and be friend with her.
Maan gave her chocolate and they shake hand with each other .
Devki: Khade khade baate ho gayi aur waqt ka pata bhi nahi chala.
Savitri: Maan bete abhi vacation hai na to tum Brij ko invite nahi karoge to play with you.
Maan: Kal se main football khelunga . Tum kheloge?
Brij smiled to him and said yes.
Amar: Mohinder jao sab aaram kar lo hum kal milenge office me. Waise kam jyada hai kal ok
Mohinder: Jee Sir. And gave smile.
They moved to their respective places.
While walking Devki said.
Devki: Bhale log hain.
PART3
Edited by priyal12 - 8 years ago
770