Congrats for new thread
Maan geet se coffee ke liye thanks bolta hai jo ki geet ko samajh nahi aata isliye wo Hindi mai usse batata hai ki wo usse coffee ke dhanywad keh raha hai
Maan riya se kehta hai ki geet abb safe hai kyuki jo teesra goon hai wo arrest ho gaya hai aur wo usse kal dinner par le jaane ka wada karta hai
Maan geet ko kehta hai ki wo ghar se bahar kahi na jaaye aur wo usse ye bhi nahi batata ki wo abb safe hai
Geet sabke liye breakfast banati hai but uss ne jo bhi banaya hai wo sab maan ka favorite hai samarth ke aisa kehne par geet kehti hai ye sab uska favorite hai
Jab maan dinner ke liye nikalne wala hota hai tabhi geet stairs se gir kar injured ho jaati hai aur maan usse lekar hospital chali gaya
Poor riya ka dinner phir reh gaya
Beautifully written
Loved it
302