Awesome part..
Priya na past ma kuch bad kia hai jiska liya maan uska saath aisa hai aur wo geet ko maan ka saath khush dekha ka khuad gam ma hai..
Geet excited hai maan ko apne pregancy bolna ko surprise rakha hai and maan geet ka bold behaviour sa usa tease karta hai and khush vi hai and geet ki pregancy sa wo abhi sa care karna laga hai uska liya tense ho raha hai and priya unka baatein aur ek saath ka pal dekha ka sad hai jo usa nahi mila wo geet ko mil raha hai..
Scary precap.. Kuch toh sad hona hai jo bahut rulayega huma geet ka saath😳
Waiting for next part..
717