Kitne dinon baad main comment derahi hoon...๐tumse behtar kaun jaanta hain ki main kitni aalsi hoon...the biggest lazy bee of GF..๐.๐Update padhke main shock hogayi...๐ฒ๐Maan itni jald baazi kyun ki...Shaadi ki baat chedi hain Ram ne...sheedha mandap mein nahi bithaya...arre shaanti se toh sochte...Lagta hain ki maan ki nazar taji se hatgayi hain.isliye usse kuch nahi dikhayi deraha hain...๐Geet ki feelings bhi sahi hain...woh abhi ke liye toh Maan ke baare mein soch nahi sakti...๐ thoda time do maan baba...Lekin kya Geet Ram aur Priya ghar chodne ka wajah bata payegi...๐Kya keh payegi Maan ke pyaar ke izhaar ke baare mein...mujhe toh nahi lagta...Yeh kya yaar...Suman ki naam se hi Maan ke zindagi mein bhuchaal aagaya...aur woh khud aayegi toh kya hoga๐(Mujhe aisa kyun lag raha hain ki yeh sab Maan ki dream hain...๐๐๐ณ)Thanks for the lovely update...Mujhe ek exclusive taiji wala update chahiye...(Mere saare weapons kone mein pade hain...I want to use them...๐...) Nahi seriously I want to read her POV on certain things...andar ki baat...waaj kal woh chup rehne lagi haina...I am missing her taunts...๐Ab jaldi jaldi next update bhi dedo...
1.1k