Part 1
1600 B.C
Rajasthan ke retila (sand) aur garam ilake mai basa ek rajya jis ki sundarta aisi hai joh dekhte hi aankho se dil mai utar jati hai who itna bhave hai ki kai padoi rajyao ke dilo ka kanta bana huwa hai iss rajya ka naam hai UDAIGARH
Jahan har taraf khushiya hi khushiya hai yahan ghum ka naam-o-nishan tak nahi hai yeh ek aisi nagri hai jise aaj tak koi parajay nahi saka tabhi iss khushali ke mathe par kalank ki tike ki tarha ubhar ke aaya Sher Khan
( UDAIGARH a very beautiful and big kingdom located in the sandy and hottest area of Rajasthan
It was so beautiful tht it was in everyone's eye of other kingdom
Everywhere it was just happiness no one was sad in that kingdom
this kingdom was not defeated by any other kingdom but then there was a evil eye on this kingdom called sher khan
Sher khan udaigarh ko Dwinethri ( BINOCULARS ) se dekh raha tha
Sher khan : udaigarh wah kya khubsuraat hai usmaan
Usmaan sher khan ka senapati
Usmaan : ji janab
Sher khan : ek haft eke andar humara jhanda (flag) iss kile par lehrana chahiye
Usmaan : ek halfta toh bohat dur hai janab hokum kare toh mai aaj hi lehra doun
Suraj singh sher khan's adviser
Suraj : nahi usmaan yeh soch galat hai yeh kabhi kisi se hare nahi hai yahan ki sainiko (solider ) ko jisne siksha(training ) di hai who hai veero ka veer MAAN SINGH RATHOD
usske kabile mai paida hone wala 100 marke hi marta hai
Sher khan : maan who bhagwaan hai kya khanjar jab uske dil mai khuseka toh khoon uska bhi bahega na suraj singh
Other situation wht happen between will be show later
At the war section
Usmaan to his soldiers
Usmaan : hamla karo
Maan's all solider are dead and now he have 2 fight alone with all the solider of sher khan to safe the princess
Maan puts tilak on his forehead
All the solider are coming towards maan
Maan : har har baha dev
Maan starts killing one by one
And here sher khan is counting
Sher khan : 1
Maan is killing and sher khan is counting
Sher khan is stunned and counts
Sher khan : 45
Maan get hit my the arrow
The princess is seeing all this and is shocked to this
maan fell down on the floor and sher khan's solider move towards princess but in tht moment maan gets up and turn and from the big arrow he throw it towards the solider and it hit directly on the two solider and there land up in front of princess dead
Maan again start the fight
Sher khan : 85
Maan is nowhere to stop now he is just killing all the solider to safe the princess
Sher khan : 99
Maan hold usmaan by his neck and killed him and usmaan landed on sher khan's feet
Maan : 100 ho gaye sher khan agar chahta hai toh aur 100 sipahi ko bhej
Sher khan climbs over usmaan dead body and goes to maan
Sher khan : shabash
And puts his hand on his shoulder
Sher khan : maan pure Hindustan ko aapni takhat se khof dena wala yeh baadsha aaj se teri bahaduri ka gulam banta hai
Sher khan keep his sword down in front of maan and all the solider of sher khan bend in front of him
Other situation what happen in between will be shown later
Princess in about to die and lying near the edge of mountain
Princess : maan inn akhri lamho mai aab unn na tadpao aapne andar chipe huwe prem ko aab toh aapne hoto pe la do khado ki tum humse prem karte ho
Maan takes out his safeguard which everyone wear during war
princess hand is now on floor as if she will die in few moments
Maan : meri saans mera jeevan mera prem mera sab kuch tum hi ho and kneels down in front of princess
maharaj ko diye huwe vachan ki waje se tumhe aapna nahi bana saka
Maan see's towards the princess but she is falling fron the edge maan try to move forward and hold her but it was too late
Maan is totally shattered to see princess falling and he also climbs down from the edge to hold the princess last time
Sher khan is shocked and had tears in his eyes as this all happened in front of his eyes
sher khan was holding fire in his hand to burn the safeguard of maan at that moment the sun was about to set down
Sher khan : maan aaj inn kale badlo ko gurur(proud ) hai ki inn hone teri zindagi le li hai who jante nahi kit u toh jalta huwa suraj hai jise phale ki majburan dubna pada lekin ek na ek din aapni uss bepanah mohabaat ko hasil karne ke liye tum inn kale andhere badlo ko cheer ta huwa zarura aayega
And sher khan burn's the safeguard of maan after saying all this
Sher khan : tujhe aana hi hoga MAAN SINGH RATHOD
next update after 50 likes and 2 page comments
thank you eveyone for the likes and lovelycomments for the prologue
1.1k