maan just ignored her presence and went to the small bar that was attached in his bedroom, he made himself a drink and started drinking... geet stormed towards him and with all her anger and rage asked him " kya mujhe poochna padega ki aapne yeh sab kyun kiya, main aapko jaanti tak nahi phir aapne kyun mujhse zabardasti ki shaadi ki.. aur yeh mat samajna ki main iss marriage ko accept karoongi, waha main iss liye chup thi kyunki aapne mere mom aur dad ko gunpoint pe rakha tha " maan smirks " to tumhe aab aisa kyun lag raha hain ki main tumhare parents ko kuch nahi karoonga, mere aadmi abhi bhi wahi par hain ".. geet glares at him and feels helpless..
maan comes closer and closer to her, geet moves back and touches the wall " aab tumhari boldness kaha gayi mere do kadam rakhne par tum chaar kadam piche ja rahi ho aur tume kya lagta hain ki aise chillne se main tumhe yaha se jaane doonga, sochna bhi mat " and walks away with his glass to his study room... geet follows him and pulls him from behind so that he is facing her, the glass slipped from his hand and broke into pieces, maan glared at her but geet sternly asked him " yeh mera sawal ka jawab nahi tha,aapne aisa kyun kiya " maan pulls geet by her waist both of them are standing close to each other "accha toh suno main tumhe chahata hoon, tum sirf aur sirf meri ho, issliye maine tumhe KC main job diya, issliye shaadi ki "
geet was shocked beyond her wits, she used all her force and pushed him away " aap mujhe chahate hain???? par aapne mujhe kab dekha, mujhe jaante kaise hain??? " " maine pichle saal tumhare college ke annual day function par chief guest ban kar aaya tha aur uss din tumhare dance dekh kar fida ho gaya tha, bas maine tay kar liya ki agar main kisi se shaadi karoonga toh woh sirf tumhi se, aab mil gaya na tumhare sawal ka jawab toh jao yaha se " geet starts clapping " wahhh!!!! kya kya dialogue mara, aapko yeh sab film ke shooting lag raha hain kya ya phir aap zaroor pagal hain,kya aapne mujhe poocha ki main kya chahati hoon???? " maan turns and glares at her " geeettt... bakwas baandh karo aur jao yaha se " " toh phir teekh hain main aapne ghar jaoongi " and starts leaving... maan stops her " teekh hain jaao aab mujhe koi fikar nahi kyunki aab tum meri legal wife ho aur tumhe mujhse koi alag nahi kar sakta "
geet feels relieved and was about to remove the mangalsutra but maan holds her hand " maine sirf jaane ki permission di thi isse utarne ki nahi " geet snaps his hand " main yaha se geet ban kar ja rahi hoon naki Mrs. Maan Singh Khurana" maan smiles and comes forward "hmmm... accha laghta hain jab tumne apne app ko Mrs. Maan Singh Khurana kehti ho... " " kya!!! " " haan main tumhe issliye jaane de rahi hoon kyunki tumhare apne parents iss shaadi ko nahi todenge... har maa baap ka yahi formula hota hain ki jab beti ki ek baar shaadi hoti hain toh usse koi nahi tal sakhta... " geet immediately retorts " nahi main apne parents ko jaanti hoon woh yeh shaadi nahi maanenge "
maan makes another drink and goes towards her " accha itni barosa hain apne parents par toh hum ek sharth kyun nahi lagate " geet with confidence " kaise sharth????? " maan smirks " hmmm... itni confidence toh teekh hain aab hum dono tumhare ghar jate hain aur pehle tum andar jaaogi agar tumhare parents isse shaadi ko maane bina tumhe apna te hain toh main tumhare zindagi se door chala jaoonga par agar unhone aisa nahi kiya toh tum mere saath wapas iss ghar main humesha humesha ke liya aaogi, sharth manzoor hain tumhe " " haan bilkul... "
agreeing upon this both maan and geet went to her house... her parents were tensed and roaming from here to there.. once the car stopped in front of their house geet ran inside, seeing her parents in so much tension she became emotional and started crying.. hearing geet's cries both of them looks towards the door seeing them geet ran and hugged her parents... geet's mom was consoling her and asked " bete woh tumhara pati kya naam tha.. haan.. maan, bete woh kaha hain aapke saath nahi aaye " geet's dad also asks " haan bete maan kidhar hain... "
geet is a bit surprised as to why are they asking about him now.. " maa papa main waha se bhaag kar aayi hoon aab main yahi rahoongi aapke saath, aab sab kuch pehle jaisa ho jaayega " geet tries to remove her mangalsutra when her mom stops her " nahi geet isse mat uttaro beta aab jo bhi hua uske baad maan hi tumhare pati hain... " geet gets shocked listening to this and wonders is this her mother talking when geet's father puts his hand on her hain " beta ladki ki jeevan main shaadi ek hi baar hota hain aab maan hi tumhara sab kuch hain " geet remembers maan's words how they were true... she just leaves from there despite of her parents calling her.. she simply goes and sits in the car where maan was present.. as soon as maan sees her he smirks and shakes his head and tells the driver to leave to khurana mansion...
506