MG SS ~Dil Ke Rishte~
.
Part 2
Geet was coming to the orphanage losing all her hope of getting job
She was going to her room when she heard of kid's voice in garden she went towards the garden and saw a man blindfold and kids around him
Geet (s.t ) : yeh kaun hai aur bacche inke saath khelte huwe kitne aacha lag raha hai lekin maine inhe phale kabhi nahi dekha
While thinking geet was moving ahead where there where playing
Maan : pakad liye
.
And he open's his blindfold with a sweet smile but he saw a beautiful girl in his arms he was mesmerized by her beauty and then maan lost his balance and both fell on the ground...
.
maan was just staring at geet and
our geet was trying to move but how can she move maan was on top of her
Geet : suniye
.No response from maan
******
Then all the kid started shouting bhaiya har gaye bhaiya har gaye ...
Maan came back to his sense and got up from geet
.
Maan extended his hand towards geet to help her Geet keep's her hand on maan's and he pulled her up
Maan : sorry woh mai bacho ke saath khel raha tha
Geet : ji koi baat nahi
Maan : waise aap yahan nayi hai kya maine aapko phale kabhi nahi dekha
The suddenly rajji comes
Rajji : maan bhai yeh hai meri didi geet and runs to play with our kids
Maan : ohh toh aap hai geet jab bhi rajji se milta hoon woh bas aap ki hi baat karti hai
Geet : aa aa aap Mr khurana
Maan : hi MAAN SINGH KHURANA
Geet : hi aap yahan
Maan : woh kya hai na ki mujhe jab bhi time milta hai mai yahan bacho se milne aa jata hoon
Geet : ohhh aacha
Maan and geet settle down on a bench and see's kids playing
Maan : toh aapko job mili Geet see's towards maan and give's him a smile
Geet : nahi aabhi tak nahi
Maan : aapko job nahi mili phir bhi aap smile kar rahi ho
Geet : toh kya karun rone se toh mujhe job nahi milegi na
Maan liked the way geet was talking positive
Maan : waise aapne kahan tak padai ki hai
Geet : maine BA ki hai
Maan : hmmm toh tum ek kam kyun nahi karti bacho ko hi padaha lo waise bhi mai inke liye teacher dekh hi raha tha aab tum yahin rehti ho toh mujhe bhi easy hoga inke progress mai nazar rakhne ke liye
Geet : lekin mai mere pass toh experience nahi hai
Maan : experience tab aayega na jab tum kuch karogi
Geet : thank you so much mai jab bhi gayi mujhe experience ke wajse se job nahi mili aap sab se alag ho
Maan : nahi geet mai alag nahi hoon mai bhi ek aam insaan hoon bus mere kam karne ka tarika alag hai so u accept the proposal
Geet : yes
.
Precap : Geet teaching & Maan Drooling 😉😉
PS: This Part Written By Zeba...
.
Thank you so much for ur likes & Comments...😃
Love AngelR
1.1k