MG FF-ESSENCE OF LOVE-Thd- 10/part-137/pg.no77/11/7/2014
Part:-137
Ankithas s.t.:Ankitha flabergasted by all this turns of events,.. bahut dukhi hue thi ,pareshaan horahi thi apni maa keliye,.. uper se ye sab ,.. ye Naintara ,.. unhe kya pblm hai ? wo kyu humesha maa ki jaan kipeeche padthi hai?ayur ye kya anaptionap bolerahe hai sab ? kya such me Maan sir maa se pyaar karthe hai? aur shaadi bhi karna chahthe hai? isa kaisa hosaktha hai? aur ye baath yaha sab ko pata hai siva mujhe? ye kya horaha hai? mujhe ye sune me bhi kuch azeeb sa lagraha hai ,.. maa ,.. aur Maan sir ke beech isa maamla chalraha hai aur hume kuch patabhi nahi chala?pehle hi mujhe maa ki barthav se kuch azeeb laga per maine isa kabhi nahi socha,.. ye itni dur chalega ,..didi ko bhi ye baath nahi pasand aya isliye wo maan sir ke saath isa pesh ki hogi shaayad ,.. per baath jobhi ho diko isa behave nahi karna chahiyetha,.. wo maa keliye bahut pareshaan horahi hai,. kya di such me is rishthe se nafrat karthi hai ya wo maa ki safty keliye mana karrahi hai? kya jiju bhi is baath per sehmath hai? aur log kya sochega? kya wo humper unglia nahi uthayegi nahi? tarah tarah ki baathe banathe nahi? aur maa isa kabhi nahi karegi jiski wajese humari naak katwaana padegi.
Aur Aakash ,.. Aakash ye baath kaise loge? mai achhi tarah se jaanthi hu ki wo prasant jiju jaisa nahi hai,.. unki logonki parawa hothi hai,. aur unki pariwaar ki bahut kadar karthe hai ,.. agar unhe kuch boleto wo unki pariwaar ki side lethe tho ,.. haa wo maa se bahut pyaar karthe hai , unhe izzat karthe ,. humari puri ateet jaankar hi mujhe se shaadi ki ,.. per ye baat tho alag haina ,.. mujhe nahi lagtha wo maanjayga is rishthe ko,..is baath ka asar humari shaadi ki zindagi me padi tho?. dar lagtha hai mujhe
,.. isa lagraha hai koi badi toofan anewaali hai humari zindagi me ,. ek taraf tho maa ki haalat,.. hey bhahwaan ;,.. humari maa ko bachalo ,.. hum unhe bina nahi rahsakthe,.. wo humari sab kuch hai bhagwaan,.. hume unki khushi chahiye ,.. aur kuchnahi ,.. humari maa ko sahi salamat hume waapas do bhagwaan.
Aakash s.t.:-ye kya horaha hai? ye naintara phirse maa per humla ki ? is ki itni himmat? aur maan sir kuch nahi karpaaya ? kisi ko dosh dene ki kya jarurat hai ,. galathi humaari hai ,. hume uss family se dur rahna chahiyetha ,. maa ko bhi dur rakhna chahiyetha,.. per hum nahi karpaay isliye ye sab,..aur ye kya hai ye pyaar waar sab? kya maa such me maan sir se pyaar karthe hai? shaadi karna chahthe hai unse? is umar me wo isa kaisa karsakthe hai ? unki family hai betia damaad aur pothi sab hai ,.. mai jaantha hu maa isi nahi hai ,. jarur ye galathi maan sir ne kiya hoga ,.. kyun ki wo ameer hai raised log hai ,. unki hifi society me ye sab common hai ,..per humari middle class ki zindagi me ye sab nahi chalegi ,.. kyun ki dunia ki ,.. logonki ungliya humesha aam logonki taraf hothi hai ,.. yaha hum humesha bahut saari logonko jawaab dena padtha hai ,.. har ek kadam uthane se pehle sou baar sochna padtha hai ,.. aur ye baat maa achhi tarah se jaanthi hai wo isa kabhi nahi karegi . kisi bhi galat kadam puri family me bahut bhaari padthi hai .isa nahi hosaktha.
Per ek baar maa ki taraf dekho tho ,.. unki baare me soche tho ,.. kyu nahi hosaktha? zindagi me abhi tak unhe kya mila ? sab kuch khokar ek berang ki zindagi ji rahihai wo abhi tak ,.. koi khushi nahi mili usse ,.. ab wo khushiya paana chahiye tho isme galathi kya hai ,. isa logon ki dar se ,.. aur dunia ki dar se hume unhe rukna hoga? ya unki ye rishthe ko humari sahmath dena hoga? hum kya karna hai? kis kis ko hum jawaab desakenge? meri khayaal se bhabhi thik karrahe,.. shaayad wo isliye mana rahi thi ,.. ya such me unki safty keliye manarahi thi,..maa ki khushi keliye wo kuch bhi karsakthe hai ye baat ma achhi tarah jaan tha hu ,. ye dono behno ka zindagi ki first priority humesha unki maa hothi hai
mujhe prasant bro se baat karni hogi pehle maa ko thik hona hai ,.. nahi tho ye dono behno ko hum nahi samalpaayenge ,. uper se ankitha pregnant hai ,.. mujhe dar lagraha hai is baat ka asar unki pregnancy me hotho ,.. bhagwaan rakhsha karo maa ko unhe kuch math honedena ,.. sab ki jaan chalejaayega bhagwaan,...
Finally after a long wait,..like eternity dr. came out completing operation. All rushed to them to ask how she is,..?
Dr.;; sighed seeing their anxiety and eager,..:- well we do our best rest is i gods hands,.. operation tho successfull hua lekin,.unhe 48 hrs observation me rakhna hoga,.. unhe hosh me aneki 2 din lagegi tabtak unhe i.c.u. me rakhna hoga. 2 din me hosh nahi ayitho,.. tab dekhna hoga,.. u know,. its a major accident ,. chances r abhi bhi 50/50 hai. She has to fight to live . Humari taraf se jo bhi karna hai hum karliya ,.. baaki aaplogonki duva aur bhagwaan ki haathom hai ,.. aap logon ki kismat mai ,... he is saying more ,.. when Maan rosed and caught his collar,.. Khabadaar,.. khabadaar,..isa kaho tho,.. kuch nahi hoga meri geet ko? kuch nahi hoga ,.. mai dunia ki best dr. ko bulaunga,.. lejaunga unhe jaha iski the best treatment milsake waha,. abhi ki abhi mai saari intezaam karunga ,.. ye thumhari ineffiency hai ,.. thumhe unhe sahi treatment nahi diya ,.mai thume chodunga nahi,. he shooked dr. holdig his collar,..
Dr:_ Mr. Khurana ,.. Mr. Khurana,.. stop it ,.. mai samaj saktha hu ,. aap logon ki dard,.. per such tho ye hai , mai pehlehi kahdiya ki thm log bahut der ki unhe hospital laane me,. ye sab iski nateeza hai,.. mai sab se best treatment diya ,. chahe tho dunia se kisi bhi dr. ko bulasakthe,.. per ab tho patient ko yaha se hilna nahi wo bahut danger hai,.. aap chahe tho reports dr. ko dikhao aur unhe yaha bulayiye,.. per is haalat me patient ko hum discharge nahi karsakhe,.. samajneki khoshish kariye,.. condition bahut serious hai mr. khurana.
Maan sunked on the floor in his helplessness and dismay. he hate himself for his vulnerable state. His life is in danger ,.. fighting for her life,. he could do nothing,.. nothing that bring her back to him,.. he broke down completely.
Annie ,Arjun and Prasant rushed to him to hold him fr. breaking like that . they never witnessed him like that even when his parents death,. he never broken this much.
Arjun:- samaliye jiju ,.. kuch nahi hoga di ko ,.. hum di keliye sab kuch karenge jiju ,.. mai laaunga worlds best dr. ko mai pura intezaam karunga,. aap hosla rakhiye jiju,.. hum sab kuch karenge jo bhi hum karsakthe ,. aur ye kya sochrahe aap ,. di aap ko chode ke kaise jaasakthi hai? jiju ye nahi hotha wo ayegi waapas aap keliye ,.. aap ki pyaar keliye ,.. umeed rakhiye aap.,. he turned to annie:- annie jiju ko samalo mai dr. ki intezaam kartha hu .
And hearing this fr. dr. Aarpitha ,Ankitha again broke down in to tears ,. loosing every hope for their mother.all sunked in the grief fearing to loose her.
After some time dr. shift geet to i.c.u.. Dr came out and said that they can see her 1 or 2 members fr. the family,. thah too one by one,.. as they will not allow many people inside i.c.u. to avoid the spreading of infections. Arpitha went first to see her mother. She bursted in to tears seeing her all bounded by machines, wires and bandages. never ever in her life seen her mother like that. She ran out not able to control herself fr. breaking down.
Next whose turn? All r wanting to see her ,but alas,.. its not possible.
Prasant came to Maan and said, Sir,.. aap jaayiye,.
Maan looked at him unbeleivingly,.. but Prasant ,.
Haa ,.. sir ,. aap andar jaa ke maa ko dekh ke ayiye.
Maan looked at Arpitha ,.. like asking her permission,.. but she didnt say anything,..
Prasant gritted his teeth s.t.:- kitni stubborn hai Arpitha,.. he looked her with his red angry eyes,..Sir,.. aap ko kisiki izazat ki jarurat nahi hai ,.. aap jayiye ,. he ushered Maan to the door and let him go inside, seeing Arpitha with his angry eyes.
Maan inched to geet,.. his feet not cooperating to him fearing to see her in that state,.. dreaded to loose hold on them loose the scencs and control on his body. He completely broked down seeing her lifeless all surrounded by life supoorting systems,..He lost his every ray of hope in him. frightened to loose her .His soul torned in to pieces crying for her ,.. sab meri wajese hua hai ,.. thumhari ye haalat sirf meri waje se hua hai geet"He slumped on the floor not able to bear this pain. The nurse rushd to him and led him to outside fearing to seeing his condition. Prasant and Arjun led him to the chair and made him sit on it consoling him.
Dev , who just came fr. police station,. rushed to him holding him asked wat happened to him .
dev filed a complaint against naintara . The police now r in search of her . One side Maans bgds and security,.. and another side the poilice. There is not a single pin chance to her to escape.now. Kaka brought the record of geet and naintaras discussion and handovered to police. Now every thing is ready to burry that culprit.
Dev came to Arpitha,.. :- Arpitha now I clear all the mess which caused this much damage . I filed a case in police station and now there r in search of her She will not escape this time. I will make it sure that she will get the worst of worst punishment. Ab wo jail me hi sadogi ,.. kabhi baahar nahi ayegi . Age thumhari maa ko wo kuch bhi nahi karsakthi, i will see her end. Ab tho thum shaanth hojao. Bhabhi ko kuch nahi honedenge hum. unhe sahi salamat thumhari hawaala kardethe hum,.. hume yakeen karo bhabhi ko humbhi chahthe hai,.. hume bhi unki jarurat hai,.. humara bhai ji nahi sakthe unhe bina,.. please Aarpitha samajneki khoshish karo unki pyaar,. math roko unhe Aarpitha he folded his hands before her.
Arpitha stunned by this ,she dont know wat to tell ,she turned her face other side not able to give reply to him
Dev sighed seeing her still not convinced.
Edited by anuradha.nandam - 10 years ago
1.1k