Kaun hai partner ...Originally posted by: PariNain
Kisi se baat karna bolna acha nahi lagta
Tujehe dekha hai jab se doosra achaa nahi lagta
Teri aankhoon main jab se apna aks dekha hai
Mere chere ko koi aaeyna achaa nahi lagta
Tere bare main din bhar sochta rehta hoon lekin
Tere baare main sub se poochna achaa nahi lagta
Main ab chahat ki us manzil pe phauncha hoon Janaa
Teri janib ksi ka dekhna achaa nahi lagta
18