PART 5:
Next mrng geet woke up opening her drowsy eyes. She tried to get up bt cudnt as two muscular arms encircled her waist firmly. She glanced at the person beside her, it was maan. She was shocked!!! and then she looked at the clothes they were all fine.
Geet(st): geet tu koi sapna toh nahi dekh rahi na? yeh kaise ho gaya? Dadima ne toh kal raat ko kaha tha ki maan ghar nahi aane wale? Matlab ki maan sach mein hai? Ab main kya karu? Mujhe toh yeh bhi nahi pata ki kal raat ko hua kya tha,maine piya kyun tha? Babaji ab main kya karu? Kal raat ke baare mein mujhe kuch yaad nahi hai agar maan uth gaye toh? Lekin maan mere saath kaise so gaye? Unhone bhi piya tha kya? How am I to escape now?
She slowly tried removing his hand from her waist bt failed miserably
Geet(st): kya kismat hai teri geet? Kitne dino se tu inke bahon mein hona chahti thi lekin aise? Yeh khate kya hai? Uff babaji lagta hai aadhi jindagi yeh apne jim mein hi bitate honge try kar geet agar yeh uth gaye toh tera kya hoga
She again tried to free herself again and the force with which she tried this time loosing her balance she feel down the bed shouting in the process waking up maan.
He opened his eyes looked around bt found no one he was abt to search for the personbt he heard the knock on door moreover his head was aching badly due to his drink last night. He walked towards it to open, dadima was shocked to see maan standing there
Dadima: maan aap yaha kaise??
Maan: kyun dadima ab main apne ghar mein bhi nahi reh sakta?
Dadima: aap humare har baath peh galat matlab kyun nikalthe ho maan? Hum toh geet ke liye yaha aaye the hume laga tha ki kal raat ko aap nahi aane wale ghar mein kamre khali nahi the toh maine geet ko yaha sone ke liye kaha tha
Maan: kya lekin kal raat ko toh main yahi so gaya tha !!! before he cud comprehend anything he heard a voice from behind
Geet: main yehi hoon dadima
Dadima: aap yaha? Dono ek hi kamre mein so gaye? Dadima asked mischeviously
Geet: nahi dadima ek hi bed mein so gaye geet answered boldly
Dadima: lekin beta tum dono kaise ek saath
Geet: woh dadima kal raat ko yeh nashe mein the toh maine inko disturb nahi kiya (aur khud jo piya tha uska kya????š”)geet didn't remember anything bt she used her brain that maan might be drunk too that's the reason for them to sleep togetha on the bed
Dadima: maan aap phir se peekar ghar aaye?
Maan: aap mujhse sawal mat kariye dadima main koi jawab nahi donga
Dadima: thik hai jawab mat dijiye lekin maan its high time for u to understand the reality of this marriage
Maan: I don't want to understand anything neither do I feel the need to understand dadima. Agar aapko mere iss ghar mein bhi prblm hoti hai toh koi baat nahi main outhouse mein rehlonga
Dadima: hamara matlab who nahi tha maan
Maan: toh kya tha dadima? Kuch din ghar mein nahi raha toh aapne ek anjaan ladki ko mera room dediya?
Dadima: aap baat ko kaha se kaha leja rahe hai maa? anjaan ladki nahi hai mohinder ki beti hai
Maan: oh toh isme kya baat hai? They have been living away in london since so long toh ab kyun yaha achanak?
Dadima: she is here to complete her studies maan
Maan: toh iski mom toh yehi rehti hongi na? toh yeh yaha kyun'. Dadima cut him off
Dadima: bus maan aap jaante hai u are speaking something abt which u are not supposed to she looked at geet chaliye geet aapke liye humne dosra kamra tayyar kiya aap wahi rahenge saying this dadima dragged geet out of maan's room in anger glaring at maan
-----------------------------------------------------------------
Dadima: I am sorry geet beta I know maan has crossed his limits he shudnt have raised ur mother's matter unke taraf se hum aapse maafi mangte hai
Geet: dadima aap yeh kaisi baat kar rahe hai? I know bt its ok dadima lekin maan aise kyun baat kar rahe the aapse? Kya hua? Tell me only if u don't mind
Dadima: geet agar koi aur hota toh main nahi kehte bt u r like family to me.
Geet: toh kahiye dadima plz
Seven months back maan fell in love with simran. Simran hamari ek family frnd ki beti hai. Maan and simran met in a family party both of them started to date each other lekin maan ka gussa aur uska possessiveness ne simran ko maan se dur kar diya and he being a kind of introvert simaran started to stay aloof dono ne ek dusre se milna chod diya milna toh dur baat hai baat karna bhi band kar diya maan apne kaam mein itne busy rehne lage ki unhe kisi cheez ka idea bhi nahi hota tha . He started to smoke and drink lekin ladkiyon ki taraf bhi nahi dekhte the phir pata chala ki simran aur shaan ek dusre se pyar karte hai. Shaan ne jab humse yeh baat bataya toh hum bohut khush hue. Hame maan ki chinta nahi thi kyunki hame lagta tha ki aaj nahi toh kal maan toh shaadi karenge chinta sirf shaan ki thi coz he is a casanova maan ko humne achi parvarish di lekin shaan ko nahi de paye aap jaante hai unke papa kaise hain. Jaise hi unke papa gujar gaye shaan hamare saath rehne lage lekin unhe lagta tha ki humne maan ko bada kiya toh hum sirf maan se pyar karthe hain lekin aisa nahi tha beta hum dono se pyar karthe hain lekin hume laga ki sirf simran hi shaan ko sahi raste peh laasakti hai issi liye hum iss shadi ke liye haan kahi lekin maan humse dur hone lage. Hum kaise usne kahe ki maan ne kabhi simran se pyar nahi kiya it was just a infactuation. Sab log iss baat ko samajhte hai yaha tak simran bhi lekin maan toh maan hai who toh dusron ke sunthe kaha hai? Ab hame maan ki chinta hai geet jab humne aapko dekha toh hame laga ki maan ki dulhan hame mil gayi. Aap itni khubsurat hai london mein rehke bhi aap yaha ki ladkiyon jaise hi hai I am impressed with u geet par lagta hai bhagwan ko yeh bhi manzur nahi hai geet was shocked listening to dadima bt soon she understood wat she meant. She was on cloud9 literally had butterflies in her tummy
Geet: dadima aapko meri mehendi aur chudiyan dekh ke laga ki main kisi aur se pyar karthi hoon? Dadima nodded in yes then geet continued Nahi dadima main maan se hi pyar karthi hoon kal mandir main maan ke liye hi gayi thi geet confessed getting shy looking at the floor (it was a riwaz for girls to have mehendi and bangles on hands for the pooja so is the reason for dadima to take geet to be committed)
Dadima: lekin geet maan ko aap kaise jaanthi hai aap toh bachpan mein london chali gayi
Geet: dadima maan ke college mein hi maine admission liya tha who mere seniour hai kal unhone mujhe ragging se bachaya tha and I fell in love with him love at first sight u seeš
Dadima: geet aap sach keh rahe hai? Aap maan se pyar karti hai? Aap maan se shaadi karenge?
Geet: haan dadima main sirf maan se shaadi karongi warna aise kuwari rahongi
Dadima: lekin geet aap jaanti hai maan itni aasani se hamare baatho mein nahi aayenge
Geet: uski chinta aap mat kijiye dadima maan ko main har haal mein apna banalongi aap bus mera thoda madad kar dijiye karenge na?
Dadima: yeh bhi koi poochne wali baat hai geet? Hum bhi yehi chahte hai aap jaisi pari maan ki jindagi mein aaye toh hume aur kya chahiye? Saying this dadima kissed geet on her forehead
Ab maan toh gaya!!!!
P.S: ppl might be guessing wats with the story of geet's mom as i already told u i am adding a new twist to the story and making it an ff thats the reason geet's mom story will reveal bt not so soon at the last so have patience with it and about maaneet i want to say maan and geet know each other bt during the childhood and geet left to london at an early stage so is the reason for geet to not know maan and no details ull know the past then ull understand things better
PREVIOUS PART:
PART 4
NEXT PART:
PART 6
1.2k