Biker: Hotel yahan is chotte se shahr main khaane peenne ko to milay gay kai place…per rahne ko nahi…ha per ek kaam ho sakkta hai…Main yahan pass he k hospital main medicine shop pr kaam karta hu..aur aaj meri night duty hai..aap mere sath chal sakte hain... duty per jo staff hota hai..unke liye wahan arrangmenet hai…aap raat wahi reh lijiye ..kaal kush na kush intjaam ho jayega ( so he gav mid way )
Addi said yes..felt much relieved ..it was like biggest achievement for him to get a shelter at this time n season.Addi put his beg on back n sat on back seat of bike. Biker started conversation wth him
Biker: waise bhi saab aap is mausam main itni raat ko kya kar rahhe thay….yahan k to nahi latay…
Addi: Ji main Delhi se hu..( he was not in mood to talk but he said in limited words)
Biker: theek pehchana….yahan k hotay to season aur transport ki jankaari hoti aur aapko aise problem na hoti…forest department main hai aap.( he thought Addi was in forest rest house might b any official there )
Addi: Nahi ..nahi actually meri jaan pehcaah waale hai…jinhone mere yahan rehne ka arrangement kiya..
Biker: oh ghumne aaye hongay…snow fall ka mazza lene…per aapke liye yeh mazza hogaa..hum jo yahan rehte hai…unke liye sazza hai…( he laughed)
Addi: Nahi bhi saab main yahn ghumne bhi nahi aaya….
Addi could say more Biker put a break to bike.Hospital was in front of them.He parked his bike..in a big hall especially for parking vehicles…as in this season vehicles couldn't b parked in open area.
Biker: Chaliye bhi saab…waise aap baata ra rahhe thay aap yahan ghumne bhi nahi aaye to fir….there should b any reason..if not personal...( he again started conversation)
Addi: Ji sir..personal to hai..per chupaane walla bhi nahi..actually mera koi apna…kai maheene pehle yahan aaya tha…per ghar nahi lauta…kaha hai..kaise haalat main hai…patta nahi…..I thought main dhund lunga…per aab to himmat haarta ja rahha hu…( he was about to cry )
Biker: Yeh to bahut dukh ki baat hai…au raise ilaake main kissi ko binna naam patte dhundna bahut mushkil hai…( he showed interest )
Addi became too emotional ..that he put out Maan's photo which always he had in his pocket
Addi: Kahan challe gaye aap Maan Sir…kahan dhundu aapko…..umeed k saath aaya tha k aap ko sath le kar he jaayuna.( he put off his spects n wiped his tears wht his coat.)
Biker: Maan…yeh naam to jaise sunna hai ( he said thinking )
Addi: Maan…apne sunna hai yeh naam…kahan ( he became restless)
Biker: Yaad nahi aa rahha..per lagta hai jaise kai baar sunna hai…
Addi: Yeh photo dekhiye shayad kush yaad aa jaaye.
Biker took photo from his hand. Continuously looked at…a smile came on his face
Biker: Arre haaa…yeh to issi hospital main milay thay humme….kai months ho gaye..
Addi: Four…
Biker thought for a while..He calculated some thing
Biker: Ha itne to ho he gaye hai..unhi dinno main meri behen ki shaadi thi…aur usko kuch dinno main 5 months ho jaayegay .
Addi: Wo yahan thay..fir kahan gaye…kush patta hai aapko..( he tried to know mor)
Biker: Unko bahut burri haalat main yaha laaya gaya tha..shayad bahut height se niche jheel main ghir gaye thay…Bhalla ho un logon ka jo unko yahan le aaye
Addi: Per aab wo kahan hai..
Biker: Unko kush dinno yahan rakha humne…mujhe is liye patta hai..kyonki patients k rooms main medicine pahucaane ki responsibility hamari hai…aur jo medicine doctor prescribed karte hai..ghar mai le jaane ko...wo yahai se jaati hai….aise medicine dettay hue unko aksar dekhta tha…aur aab bhi jab check up k baad medicine detay hai unko ..yahin se jaati hai…
Addi: wo yahan se medicine le kar jaatay hai…wo doctor k paas aatay hai check up k liye...then fir Maan Sir ghar kyo nahi laute…( he put his hand on his hair )
Biker: Bhi saab bahut to patta nahi..per regular patients se kush jaan pehcaan ho he jaati hai…aur yahan takk main jaanta hu..yeh saab puri tarah se paralyzed ho gaye thay..kissi ko kush nahi patta inke baare main….per ek bhalli ladki aur uski Maa ne na sirf inki zindgai bacchai…saath main inki aaj taak care kar rahi hai….wahin aati hai inko check up k liye..aur jab wo medicine lati hai..yeh saab sath hotte hai wheel chair per..
Addi was shocked to know this .A man who always created his rules n compelled others to follow .Who always lived his life in his own way...Now he was depending on some other.Some where he was happy to thing…His hunt was not a waste. At least now he knew He could reach him soon.
Addi: Sir kya aap mujhe unka patta batta sakte hai..main milna chahta hu unse…
Biker:Abhi to bahut raat ho gayi hai…aur Rajni..I mean jo ladki hospital ka record handle karti hai…sshe ll come tomorrow.U hav to wait.Tab takk aap staff room main rest kijiye...apke sonne ka intzaam main kar detta hu ..aur khaane ka bhi ...
It was much difficult for Addi to wait .But he was helpless n consoled himself that where they had waited for months it was a matter of nite
But this was not a matter of nite for Geet.couple of days back Rano took her to gynecologist.Leela stayed back wth Maan to take care.Rano's intentions were clear she wanna abort child.Geet was not ready for this.Rano took her forcibly .After tests it was clear.Every thing was okey wth Geet's pregnancy n doctor also suggested not to go for abortion….n why they want abortion..if she was a married girl…n to hav a kid always b a desire for a girl.Rano asked doctor that they hav any personal problem so abortion is only thing left.
So doctor had no option.When nurse took Geet to operation theater n she checked her bp..that was high….She wanted to say some thing but she was not in condition to think that she could rite.
scroll down
1.2k