yar asal me aj kal uski band baji wi hai ghar walo k hatho parhai k uper so is liye uper se us ki taraf light bohat jari hai so isliye ye sab horaha haiyr samra n ana maham k paas meena ka phone num hai us say pocho may b usay pta ho k prob kiya hai medam kahan gayab ho jati hain mujhy to kal pm kiya tha k tum or ana roz update q kar rahi hu hafty main 1 se 2 bar karo us k baad jab main nay kaha k mujhy nahi pta tha ab aisa hi karoungi to no reply yr
1.4k