Originally posted by: maneetrocks
ha yar sach mei yar Nissar ki aisi ki teisi..ab bohoth hogaya pyaar vyaar..oyeeeeee Nissar jiiiiiiiiiiiii 😡😡😡
waah!! kya gussa hai..
aisi toh wo SL ki pehli flight se tumhare saamne haazir ho jayega..
"lo main agya..ab jitna naraz hona hai ho jao.."