@nigi di...jahppiz...
Episode mein jo hua wo aap mat suno to heen achcha hai...Abb ye din aa gaye hain ki ek bus driver Maan ko 'aira gaira natthu khaira' kah raha hai.Aurr to aurr...G*** ka bhai seedhe dadi ma ke kamre mein ghus kar unki insult karta hai. aurr uske baad maan ki insult karne ke liye nikal parta hai ....
jhappiz my sweet angel🤗
kya MSK ko aisa bola aira ghaira🤣 wah ye din bhi agye😆
Geet ka bhai matlab wo cartoon new entry 🥱 uski to😡 i wish MSK uski aisi pitai kare ke yad rakhe🥱