hope u guys like it.
Tere lab se yun " muskrana" acha lagta hai
Bar bar " nazrain" jhukana acha lagta hai
Tumhain maloon hai mujhe shikast k naam se "nafrat" hai
Lekin "tum" se haar jana acha lagta hai
Mein "tumhain" iss liya bar bar tang karta hoon
K tum "rooth" jao to mujhe manana acha lagta hai…
474