Part 17
Before half an hour in Sahil's house:-
Vatsal was getting ready. He was unable to choose the shirt for himself.
"Sahil bata na kya pehnoo? Samajh nahi aa raha hai." Vatsal asked Sahil in totally confused way. Apna sir khujla raha tha vo.
"Yaar mai kya batao tujh ko, mujhe khud nahi samajh aa raha hai ki mai kya pehnoo." Sahil was totally confused also.
"Hello guys. How r u all?" Someone greeted them.
They both turned n saw a beautiful face .It is none other than our Sakshi.
"Hi kaise hai tu ?" Vatsal shook his hand with hers and it sent a tickling sensation in her body "Kab aayi tu yahan?" , he again asked.
"Mai bus abhi aayi jab tum dono decide nahi kar paa rahe the ki kya pehna jaaye." Sakshi replied holding her breath calmly.
"Oh" Vatsal said n asked "Yaar kuch samajh nahi aa raha hai.Accha ye bata Muskaan ko kuch pata to nahi hai na?" Vatsal enquired.
Suddnely we see Poorvi comes in room running and she bumps with Vatsal and they both fell on the bed by this sudden jerk.
But Sahil was completely lost in Sakshi. He was not realizing anything ki us k aas paas kya ho raha hai.
Dekha jo tum ko ye dil ko kya hua hai,
Meri dhadkano pe ye chaya kya nasha hai.
Mohbbat ho na jaaye ,diwana kho na jaaye;
Samhaloo kaise isko mujhe tu bata.
Haan Mohbbat ho na jaaye,
Deewana kho na jaaye,
Samhaloo kaise isko mujhe tu bata haan.
Dhegee -2 alko se chori-2 palko se,
Kyoun mera sapna chuarye,
Dheeme -2 aakhiyon se meethe-2 batiyon se
Kyoun mujhe apna banaye.
Meri najro pe chaye,Khusboo k jaise aaye;
Mera tan man mehkaye;
Sanson me ye pal-2 jaane kaise hulchul,
Kuch bhi samajh me na aaye.
Ye chahat ho na jaaye,
Deewana khona jaaye;
Samhaloo kaise is ko,
Mujhe tu bata.
Mohbbat ho na jaaye ,
diwana kho na jaaye-2
(sorry guys agar song k lines theek nahi hongi so pls. forgive me.)
Par Sakshi ka dhayan to kahi aur hi tha; vo dekh hi nahi paa rahi thi ki koi us ko itni pyaar bhari aankhon se dekh raha hai .Koi us k liye itne sapne saja raha hai apni palko me.Us ka poora dhyan to bed par gire hue Vatsal aur Poorvi ki taraf laga hua tha. Us ko kuch ajeeb sa feel ho raha tha Poorvi aur Vatsal k bare me.
Idhar Poorvi aur Vatsal to ek doosre ki aankhon me hi khoye hue the.
Tabhi ek ajeeb sa sound aata hai aur is sound ki wajah se Poorvi,Vatsal aur Sahil theeno hi apne daydream se bahar aa jaate hai. A dog was barking over Poorvi .
"Ye kya hai?" Vatsal asked still holding her hand.
"Mai Sinha uncle k ghar jaa rhai thi Nikki se milne tabhi se ye mere peeche pada hai." She said making an innocent face.
Us ki baat sun kar Sahil ne hasna shuru kar diya, Sakshi was also smiling, but Vedant didn't respond.
"Accha bada maja aa raha hai na." Poorvi said in anger.
"Haan normal logon ko is situation par hassi hi aati hai." Sahil said n started laughing again.
"Jao mai na jaongi Anuual Function me na tum se baat karoongi." Poorvi said in anger n sat on the sofa.
"Bus kar yaar tu bhi na kabhi-2 had kar deta hai." Vatsal said.
Sakshi was watching Vatsal's face quietly. Achanak Poorvi ka dhyan vahan khadi Sakshi par gaya.
"Tu kab aayi?" She asked n went towards her. She hugged her. Sakshi too hugged her with equal force.
"Bus kuch der hue." She replied.
"Hi Sakshi kaise ho tum?" Sahil said with a small smile on his face.
"Mai theek hoon par mujhe laga ki shayad tum ne mujhe dekha hi nahi." Sakshi said in complaing tone.
"Nahi aisa to nahi hai vo mai bus............" Sahil couldn't complete his sentence.
"Accha batao na yaar kya pehnoo samajh nahi aa raha hai." Vatsal asked n winked Sahil.
Sahil took a sigh of relief ki vo bach gaya. Dono he decide nahi kar paaye the apni dress. (Vaise ladke bhi kya hain hum sab k paas itni choices hai jabki boys hamesha vahi pehnte hain).
Sakshi selected a blue shirt whereas Poorvi selected a black one. Ab Vatsal ko decide karna tha ki vo kya pehnega. Sahil k liye Sakshi n purple shade ki shirt choose ki. Sakshi ka mobile ring hua aur vo bol k gayi ki see u all in Fuction.
Ab sab se mushkil kaam tha Poorvi ko manana.Vatsal ne Poorvi ko manaya Function me jaane k liye ye keh kar ki vo jo kahegi vo us ko kal vahi dilayega.
Finally all set bus intejaar tha to Poorvi ka ki kab vo bahar aaye aur vo sab nikle.
Poorvi bahar aayi to us ne light orange aur green shade ka suit pehna hua tha. It was first time jab Poorvi ne suit pehna tha.Kyounki vo to hamesha hi jeans ,skirt aur capreys he prefer karti thi na.
Yahan Auditorim k bahar:-
Ek tum kya mile jane kya ho gaya,
Man hai khoya hua, ek nasha cha gaya,
Dhankano me chupi ek aawaj hai,
Is naye geet ka kaisa yeh saaz hai,
Sans ki bhi bahut tez raftar hai,
Kuch na aaye samajh kaisa ye raj hai:
Zhilmilata phalak ek mahkti fiza,
Gununate bhramar, sansanati hawa,
Jane tum ne ye kya keh diya,
Ab to dil ko sab lagta hai naya.
Sarthak k man me pata nahi kahan se Raja Saheb Rai (imaginary) ki likhi hue ye kavita aa agyi us ko samajh nahi aaya.Vo bus dekhe jaa raha tha us ladki ko.Us ko lag raha tha us k jaise ladki us ko aaj tak nahi mile. Koi ajeeb se kashish thi us me jo Sarthak ko us k dekhte hi rehne ko keh rahi thi.
Vo ladki bhi kuch samajh nahi paa rahi thi ye kya ho raha hai.Pehli baar kisi ajnabi se is tarah milna kitna ajeeb sa ho kar bhi kitna accha sa lag raha tha. Aaj se pehle ek baar hua tha aisa lekin us baar Muskaan ne us ladke ki band baja di thi to is baar kya ho gaya us ko ki vo kuch bol hi nahi paa rahi thi.
Us ajnabi ki badi badi aankhon me doob jaane ka man karta hai.Us ajnabi ki ankhon me itne saare jasbaat najar aa rahe the use ki chah kar bhi vo kuch bol hi nahi paayi.Varna normally is tarah ki condition ho to Muskaan ka gussa my god.Par aaj nahi kyoun pata nahi.Aaj us ko ye ladka duniya ka sab se alag insaan lag raha tha.
Kabhi na kabhi hum sab k saath aisa kuch hota hai ki hum chah kar bhi us cheej ko avoid nahi kar paate hain.Vo ek insaan jis k liye aap poori kaynat hain agar vo kahi aise hi aap se takra jaaye to kuch na kuch halchal to honi hi hain na dil me fir vo chahe kisi bhi roop me ho. Log kehte hain ki pyaar jhagde se shuru hota hai par har baar aisa hi ho ye bhi to jaroori nahi hai na.Pyaar duniya me har jagah hai pyaar meetha bhi aur khatta bhi,namkeen bhi hai aur kadwa bhi.Is pyaar ke kai roop hain.
Vatsal kaafi der se Sarthak ko dhoondh raha tha ab us se raha nahi gaya aur vo jab us ko dhondhne aaya aur yahan dekhta kya hai ki Sarthak aur ek ladki is tarah abhi agar kisi ne dekh liya to log kya sochnege us(Sarthak) k bare me.
Edited by Mahak Sinha - 15 years ago
281