Ridz follows armi and even she is shocked…
Ridz and armi together: tum??
Armi: tu yaha kya kar raha hai?
Rahul: maine wooh riddhimajee ko akele itni raat ko jate hue dekha to main check karene peche aya ki wooh koi problem main to nahi
Armi and ridz are shocked.
Armi(angrily): iss ka matlab tu ne hamari saari baatein suni?
Rahul: hesitated but then says haa
Armi and ridz look at eachother and armi is about to say something when
Rahul: aur main aap logon ki madad karma chahta hu
Armi: Kya?????? Tu meri madad karna chahta hai?? Kyun?
Rahul: nahi Armaan main apni dost ki madad karna chahta hu.. riddhima meri dost hai aur main unki madad karna chahta hu
Ridz is uncomfortable with that statement and she goes near armi… armi understands that and holds her hand.
Even rahul understands and quickly adds: mere dost bohut kaam hai iss duniya main aur agar main uun chan doston ke kaam aa saku to muje bahut khushi hogi.. aur waise bhi yeh saari problem mujse hi shuru hui na (and scratches his head)
Ridz: tumse? Matlab?
Rahul: haan wooh muskan ne yeh jooth iss liye bola kyunki wooh mujse shaddi nahi karna chahti thi.. waise uske saath shaddi karna kaun chahta hai…
Armi: theek hai … par tum hamari madad karoge kaise??
Rahul: mein muskan ke parivaar ko achi tarah se janta hu… aur main yeh bhi janta hu ki wooh log aab tumhari aur muskan ki shaddi karva ke hi chodenge ….. par ek taqeeb hai..
Armi and ridz: kya?
Rahul: dekho tumne unhe 2-3 mahino ke liye tal diya hai.. hai na?
Armi: haa
Rahul: to agar inn 2-3 maino main tumhari engagement ho jaye to?
Armi: lekin..woh log nahi manege.. iss se to acha hai ki hum saab mil kar unhe saach bata de..
Rahul: nahi kar sakte kyun ki aab unhone saari biradari ko bata diya hai tumhare bare main aur agar unhe yeh pata chala ki muskan ne jooth bola tha to woh muskan ke saath kya karenge yeh tum soch lo.. aur waise bhi tu saab ko batayega lekin agar muskan ne iss bat se inkar kiya to? Kya tumhe uss muskan pe bharosa hai?
Armi: worried and says: nahi muskan ne aab tak mujse sirf aur sirf jooth hi bola hai aur uska behaviour dek ke to lagta hai ko wooh kisi ko saach nahi batana chahti…yeh to vahi baat hu ki age khai aur piche kua.. jaye to kahan…
He thinks for some time and then
Armi: lekin agar maan lo ki maine engagement kar bhi li aur agar muskan ke family yahan aa ke muje muskan se shaddi karne par majboor kiya to?
Rahul: hmm yeh bhi hai… yeh to maine socha hi nahi…
Ridz talking to herself: hmmm yehi thik hoga aab shayad wohi kuch kar sakte hai
Armi: kya?? … kaun kya kar sakta hai? Yum kya bol rahi ho?
Ridz: papa
Armi: Uncle? Kya matlab?
Ridz: haan Armaan. Dekho agar hum papa se baat kare iss bare main toh shayad wooh hi hamari kuch help kar sake?
Rahul: paar kya wooh Armaan par bharosa karenge? I mean kya unhe iss baat pe yakeein hoga ki Armaan sach keh raha hai?
Ridz: I m sure ki unhe Armaan pe yakeein hoga, wooh Armaan ko jante hai, I m sure ki unhe Armaan ki baat pe yakeein hoga
Rahul: apke papa Armaan ko jante hai? I mean unhe aap dono ke bare mein….?
Armi: are nahi .. tub hi janta hai iske papa ko
Rahul: kya main?
Armi: aree haan tu dr. shashank ko nahi janta kya?
Rahul(shocked): Dr. Shashank? Matlab sanjeevani ke head ?
Ridz: haan wahi to mere papa hai…
Rahul was speechless as he never knew ridz was shashank's daughter and didn't speak a word
Armi: tum theek keh rahi ho riddhima.. hum aisa hi karenge… rahul thanks for trying to help lekin muje riddhima ka idea better lagta hai.
Rahul sadly smiled and said :hmm muje bhi.. .well agar apko meri help ki zarurat ho to keh dijyega.. I'll definitely help….
Armi: hmm thanks (and smiles and gives his hand for a hand shake)
Rahul sadly shakes armi's hands and watches ridz while doing so and then says good night and leaves.
5