Hey all sorry i promised to post part 4 yesterday here it is now
Part 4
After lunch all docs checks the children and treats whoever needs treatment and then they have some chat and armi plays football with kids but they refuse to allow rahul to join so rahul goes to his room and reads a book while armi plays and ridz and bua watches armi and kids play.. later all go to sleep but armi is sitting at the same place where he sat when they came there for first time and is remembering ridz and all the muskan incident
Ridz comes there after she is sure that everyone is sleeping. She sees armi sitting and goes and sits beside him. He sees her and takes her hand and is catches it tightly and looks down
Ridz asks him that he was going to say something.. and he tells her everything about the muskan issue from the time he got to know about it while she (muskan) was doing armaan's audition till the time he managed to get out of patila without getting engaged and tells ridz about muskan being unaffected by them getting engaged but he doesn't want to get engaged to muskaan and has tears in his eyes
Ridz is taken aback for some time and looks into armi's eyes and at last says
Ridz: Armaan par… muskan?? Wohh wohh yeh saab
Armi: meri bhi kuch samaj main nahi aa raha hai ki wohh aisa kyun kar rahi hai, lekin aab main kya karu ?? muje aisa lag raha hai ki main ek bahut badi musibat main phas ta ka raha hu aur iss main se bahar nikalne ka koi rasta muje nahi dikhai de raha hai
Ridz:lekin Armaan..tum unhe yeh kyun nahi bata dete ki tum muskan se pyaar nahi karte aur use shaddi nahi karma chahte aur yeh saab muskan ka jooth tha?
Armi: agar maine aisa kiya to wohh log muskan ki practice bandh karva denge aur phir iska zimedaar main banuga na
Ridz: hmm..lekin hume muskan se baat karni chahiye… kya main koshish karu?
Armi: nahi.. agar tumne aisa kiya to woh yeh puche gi ki maine tumhe yeh saab kyun bataya.. aur phir hum kya kahenge?
Ridz: hmm.. hum saach bata sakte hai akeli muskan ko pata chalega to koi fark to nahi padega…
Armi: (laughs sarcastically) : haan koi fark nahi padega .. muskan ko batana matlab ..matlab haa paper main news print karvane jaisa hai
Ridz: (sighs) haa yeh bhi hai… ek baat batao tum ne unse yeh kaha hai ki tumhare mum-dad 2-3 mahino main ayenge to tum unse hi kyun nahi mana karva dete?
Armi: looks at other side and says : nahi karva sakta
Ridz: kyun?
Armi: kyunki mere parents aab iss desh main to kya duniya main hi nahi hai… main iss duniya main bikul akela hu
Ridz: shocked by this she keeps her free hand on his hand and says: I m sorry Armaan, muje nahi pata tha.. aur haan aaj ke baad yeh kabhi maat kehna kit um akele ho, main tumhare saath hu.. aur dekhna hum iska koi na koi solution zarur nikal lenge..
He looks at her and she notices that he was crying so she tries to wipe the tears but he hugs her and holds her tightly n she consoles her…
Armi (while still hugging her): ridhima tum mere saath ho na? tum mujse naraz to nahi ho na?
Ridz: haan main hamesha tumhare saath hu aur
She gets back from hug and looks at him and puts her hand on his cheeks and continues: aur ha main tumse naraz ho sakti thi, bahaut naraz hoti, agar muje yeh baat kisi aur se pata chalti to.. lekin tumne muje saab kuch bataya, muje acha laga aur aab main tumse bilkul bhi naraz nahi hu.
Armi puts his hand on hers (which is on his cheeks) and smiles. And says I luv u ridhima and she says I luv u too.. and smiles .. he is about to put his hand around her shoulder but notices something moving behind the bushes.. and gets up n goes there
He is shocked to see that a person is there
To be continued…………
3