I'm really really really sorry for the late updates guys. 😭 I'll try to do as many as I can today. 😭 I hope you guys can forgive me. Once again, I'm really sorry for the late updates. 😭
Recap: Ridz blames everything on Armaan.
Ridz Room
Ridz is talking to Gannu Bhaiya.
R: Gannu Bhaiya, Armaan ne mere saath aisa kyu kiya? Kya aap ko lagta hai, ki who aisa kar saktha hai.
Thunder strucks outside.
R: Mera maan, aur meri aatma, mujhse yehi kehe ri hai, ki who bekasoor hai. Lekin, jo us insaan ne mujhe dekhaiya, aur baathaya, kya joot hai?
The hard wind blowing outside opens the window. Ridz goes to close, and she sees Armaan standing outside by his bike. He was about to say something but Ridz slams the window shut. It starts raining heavily outside. She tries to tell Armaan to go away, but he's not able to understand her. She calls him.
R: Armaan, tum plz yaha se chale jao.
A: Nahi. Jab tak, tum mujhe maaf ni karti, tab tak nahi.
R: Tho phir baraash mein raho. Kyunki, mein tumhe shayad kabhi maaf ni kar pao gi.
A: Teek hai. Jab tak tum mujhe maaf ni karti, tab tak mein yahi rahoga.
They both disconnect the phone. Ridz tries to go to sleep. She keeps turning sides, fixes her pillow a couple of times, but no luck. She just can't go to sleep. It's 2:30 in the morning, and it's still raining.
R: Abhi bhi itni baraash ho ri hai. Shayad Armaan ghar chale ga. Check karti hoon.
She looks out the window, and sees the driveway is empty.
R: Meine aap se kaha tha na. Who ek baatameez aur ek number ka joota insaan hai.
Thunder strikes loudly.
R: Gussa kyu ho re ho. Iss me meri kya galti. Agar usse, saach mein meri maafi chahati, tho phir kya, who rok tha nahi?
She's going back to bed, when the wind opens the window again. A gust of wind, makes a red cloth, that was on a chair nearby, fly out the window. Ridz tries to grab, but couldn't. The cloth just flies, and flies, until it dropped, underneath a tree, on a person's face. The man was trying to protect himself from the rain. Ridz is trying to make out the face, but is unable to because of the cloth. The man removes the cloth, and Ridz is surprised to see who it was. The person underneath the tree was no other than Armaan. Armaan is trying to find out from where the cloth came from. He sees Ridz by the window. He waves to her with his right hand. Ridz is stunned to see blood coming down, from his hand. She runs out the room, down the stairs, out the door, and to underneath the tree, where Armaan was still standing. (The fast track of KZK is playing while all this happens.) When she gets to Armaan, she grabs his hands and starts staring at it.
R: Yeh.. yeh tumare haath ko kya hua? Itna koon kyu behaa raha hai?
A: Tumhe isse kya?
He pulls his hand away. Ridz just stares at him.
R: Mujhe isse farq parta hai Armaan.
A: Kyu? Mere rishta kya hai tumare saath? Mein tumara kya lagta hoon. Jab mujhe taqleef hothi hai, tab tumhe dard kyu aata hai?
Ridz just looks down, unable to answer his questions.
A: Dekha. Meine tumhse kaha tha. Hum dono ke beech koi rishta nahi hai.
R: Agar hum dono ke beech koi rishta ni hai, tho phir tum yaha kya kar re ho?
A: Mere bike karaab ho gi thi. Iss liye mein abhi tak yaha par hoon.
R: Phone kar lo, aur Kavya ko kedho, ki who tumhe aa kar pick kar le. Varna agar mere ghar valo mein se, kisse ek ne bhi tumhe yaha par dekh liye, tho phir gazab ho jai ga.
A: Tho phir tum yaha par kya kari ho?
R: Who.. who mein tumhe baas yehi baatane ke liye aai thi.
A: Sirf, yeh baataane, ya phir...
R: Sirf, yehi baataane.
Kavya comes to get Armaan in his car.
K: Hi Ridz.
R: Hi.
K: Sorry for coming so late. Lekin kya kare, yeh mera paagal dost ki bike, ko abhi karab hona tha.
R: It's ok.
K: Chale Armaan.
A: Hmm.
K: Ok. Oh, Ridz hum bike kal pick up kar len ga.
R: Ok. Bye.
K: Bye.
Next day - 20 December
In the bus for Lonavala
S: Arre Ridz tumne hum sab ko bataye ni, ki tum kal kaha thi.
R: Who.. who mein.. kal busy thi.. Lonavala.. ki party ki preparations mein.
Anj: Lekin, di.. kal librarian ne mujhe yeh baataya ki aap kuch books lene ke liye aai thi. Aap ka koi project hai kya?
R: Nahi, tho. Who mein books lene aai thi apni dost ke liye. Uska ek project hai.
Anj: Kaunse topic ke baare mein?
R: Poonar janam. Anjali tum mujhse itne sawal kyu pooch ri ho?
Anj: Nahi.. bas yuhi.
At: Ridz kya tumne Bhagam Bhag dekhi hai.
R: Ha. Tumne ni dekhi.
At: Meine tho dekhi hai. Mein bas iss liye pooch ra tha, kyunki hum sab ne, tumhe aur Armaan ko bhag the hue dekha tha. Iss liye.
R: Oh.
They stop infront of Armaan and Kavya's house. They both come in and see that, all the seats have been taken. There's one seat empty that's beside Ridz and Anjali's. They both sit down. Ridz was sitting in the seat by the window, and so was Armaan. Kavya asks Armaan about his hand.
A: Dressing ki hai. Lekin phir bhi thodo sa dard ho raha ha.
R: 2-3 din mein teek ho jai ga.
A: Tumse kisne poocha.
R: Itne complain karo ge, tho phir sar mein dard ni hoga.
A: Hoga na. Iss liye tho tum aiye ho humare saath.
R: Huh. Tumara matlab kya hai. Ki tum mujhe yaha, in sab ka ilaj karne ki liye lai ho?
A: Shukar hai bagwan ka. Ki tumhe ab tho samaj aai.
R: HUH! You.. you.. Argh!
A: Huh.
They both look out the window and avoid contact throughout the rest of the ride. While on the ride, Riddhima goes to sleep. The window was open. The window was blowing her hair onto her face again. Armaan sees this and just keeps staring at her. The slow track of KZK plays.
Armaan to himself: Ek pal itni kaafa, aur doosre pal mein itni masoom. Jab mujhe lagta hai, ki mein isse janta hoon, tab uska ek naiya roop aaja tha hai, mere samne. Kya mein Riddhima ko kabhi samaj pao ga. Kitne aur roop hain iske paas, jo meine ab tak nahi dekhe?
The bus stops.
Bus driver: Armaan sahab, hum Lonavala aa gai.
A: Teek hai. Let's go guys.
Anj: Di.. di.. uthiye. Hum Lonavala aa ga.
R: Chalo.
They all get out of the bus and start heading for the hotel. They all get inside the hotel and wait for Armaan to get their keys for the room. Armaan rings the bell at the receptionist's desk. The receptionist comes and greets him.
A: Uh. Yeah. Hi. I need the keys for our rooms.
Receptionist: Rooms. Um.. Oh yes. You're Mr. Armaan Malik, right. You booked for like about 20 rooms for your trip?
A: Yes, I did.
Receptionist: Well, here you go. These are the room keys. Um.. we didn't get to divide the rooms, so.. if you don't mind. Then can you..
A: Don't worry. It's done.
Receptionist: Ok. Thank you and have a nice day.
Armaan divides the rooms and gives everyone their room keys. Armaan and Kavya get settled in their rooms fairly quickly. They go outside to see if everyone is happy with their rooms. They see Anjali is still waiting outside her room, with all her luggage.
K: Anjali. Tum apna saman lekar bahar kya kari ho? Tumhe tho andar hona chahiya.
Anj: Jaanti hoon, Kavya. Lekin kya karu. Maloom ni ki di kahan chali gi. Aur unke paas room keys hai.
A: Basket phir se.. Yaha Lonavala mein par bhi humhe parashan kar ke rahe gi. Kavya tum yaha Anjali ke paas raho, mein hotel mein dekh kar aata hoon. Who yahin kahin hogi.
K: Ok.
Armaan asks everyone that comes in sight about Riddhima's whereabouts. But no one is able to help him.
He goes outside and sees the manager and asks him.
A: Apne Basket ko dekha?
M: Basket? Who tho market mein mil the hain. Aap mujhse kyu pooch re hain?
A: Nahi. Who basket nahi. Meri basket. Mere matlab Riddhima. Apne Riddhima ko dekha?
M: Nahi. Mene na Riddhima ko dekha aur na basket ko dekha. Lekin ek baath, baatao, aap doosre shaks hai, jisne mujhe Riddhima ke baare mein poocha.
A: Doosra shaks. Mujhse pehle kisne poocha?
M: Who Lonavala ke bohot hi mashoor pandit hai.
A: Ek pandit Riddhima ke baare mein kyu pooche ga.
M: Mujhe ni maloom.
A: Kya aap jaante hai, ki who pandit ab kahan hogay?
M: Shayad who...
K: Armaan! Riddhima mil gi.
A: Abhi aaya! Ab mujhe chal..
The manager had vanished.
A: Kahan chala ga.
K: Armaan!
A: Aaya!
He heads towards inside. He sees Riddhima with a bandage around her ankle.
A: Tumhe kya hua?
R: I sprained it.
A: Good. You deserve it.
R: Huh! What do you mean by I deserve it.
He sits down besides her.
A: Agar tum bar bar gyab ho kar, hum sab ko paraashan karogi, tho phir chot tho ponchi gi na.
She faces him.
R: Meine kisko paraashan kiya? Sab tho kush naazar aa re hai.
A: Par ki chot, aankhon ko effect kar gi kya? Anjali ko dekha, kitni paraashan ho gi thi.
R: Who meri behaan hai. Paraashan tho hogi. Agar who bhi gyab ho jaati phir mein uski baare mein sochthi ni?
A: HUH!
R: HUH!
Anj: AAAAAAAAAAAAHHHHHHHHHHH!!!!!!!!!!!!!!!
K: Yeh tho Anjali ki awaaz hai.
He rushes to her room. Armaan also goes after Armaan.
R: Armaan! Mujhe bhi lekar chalo.
He picks her up in his arms and takes her to the room. Kavya opens the door. Anjali runs to him and hugs him.
Anj: Kavya! Who.. who..
K: Kaun tha?
Anj: Maloom ni. Lekin who meri aur di taasvir le gay.
Everyone: Kya?!
End.
Kaun tha jo Anjali aur Ridz ki taasvir le gay.
Jaane ke liye paarna maat bhooliye ga
4