k-sujal yahan se jao tum
m-aare ye kyun jae,tuje jaana hai tu jaa,main apne bete se hi bata karne aai hoon
k-mumma...[lik a kid]..main nahi jaungi bass..[sits there]
m-waise main tum dono ko kal ki puja ke lie bulane aai thi
s-puja?
m-haan hamare ghar mein har saal kali puja manayi jaati hai
k-oh kal kali puja jai,mian to bhul hi gai thi
m-tujhe kuch yaad rehta hai kashish! apni masti mein hi bandariya ki tarah kudti phandti rehti hai
k-mumma!
m-waise kal ek aur bata hai beta kal jamai shoshti hai!
s-jam..jamai kya?
k zor se haas padti hai
m-chup! jaab dekho khi khi khi hasti rehti hai
m-beta wo hamare bengali mein iss din ghar ke damad ko ghar pe bulake khilaya jaata hai
k-aur gifts bhi die jaate hain
m-haan to islie tum puja mein bhi aana aur jamai shoshti paar to aana hi, tum ghar ke bade damad ho! pehli jamai shoshti hai thik, hai beta!
s-jii
m-waise beta kal puja ke lie tumhe khuch khaas kapde pehnne hain, ye lo
mom gives a packet 2 s
s-ismein kya?
32