Kuchh Rang Pyar ke Aise bhii - RaiNa ff thread 1 - Page 52

Created

Last reply

Replies

951

Views

82k

Users

52

Likes

1.4k

Frequent Posters

janu2006 thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
g8 parts,,
cont,soon

thanks for pm dear
golu_1677 thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 9 years ago
Wen do we get the next update
Vartika07 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Hey dear finally started reading this FF.😃 😃 Just read five more parts. 😊 😊

Really interesting concept.👏 👏 I don't like angry young man Raj but I know a bad past has made him. 😔
😔

What's wrong with Shalu? 😕 😕 Us ki condition aise kyoun hai? 😕 😕 Raj kis se revenge lena chahta hai?

I think I will get the answers soon when I read further.



Milleegarg thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 9 years ago
Awesome update dear
Finally Naveen maan gya
Hope uske papa v maan jayenge
Raj parents r agreed too
Ye raj v na
Naina ko like karna start kar diya h fir v nai manta
Naina ke pain Se usko pain Ho raha fir v
Ufff ye raj ko kav Akal aayegi

Update soon dear

Love millee 😛
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: Mahak Sinha

Hey dear finally started reading this FF.😃 😃 Just read five more parts. 😊 😊

Really interesting concept.👏 👏 I don't like angry young man Raj but I know a bad past has made him. 😔
😔

What's wrong with Shalu? 😕 😕 Us ki condition aise kyoun hai? 😕 😕 Raj kis se revenge lena chahta hai?

I think I will get the answers soon when I read further.




Thanks vartika
I have tried some thing new hope u liked it
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: Milleegarg

Awesome update dear
Finally Naveen maan gya
Hope uske papa v maan jayenge
Raj parents r agreed too
Ye raj v na
Naina ko like karna start kar diya h fir v nai manta
Naina ke pain Se usko pain Ho raha fir v
Ufff ye raj ko kav Akal aayegi

Update soon dear

Love millee 😛


Thanks Miller
Raj ko b jald hi akal aayegi
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

Originally posted by: golu_1677

Wen do we get the next update


Hi dear
M.really sorry m a bit busy so couldn't pened down anything
But will try to give an update before this Saturday

Vartika07 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Stunner Thumbnail + 3
Posted: 9 years ago
Finally finished reading all the parts. It is really a nice attempt and surprisingly I like grey shade in Raj.

Kuch bhi kahe Raj but we know that he loves Naina but apne gusse k aage vo kuch bhi nahi samajh pa raha hai.

One thing is still under the wraps that why Naveen lied and what happened between Shalu and Naveen?

I was touched to see Naina's love for Raj and when I felt touched to Raj kaise bach payega? Alekh is so right only Naina can make him love.

Raj's parents are lovely how easily the accepted Naina as Raj's life partner. Raj is wrong he shouldn't use Naina for his motives but I am sure the things will be clear.

Continue soon and do pm.

rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago
hii every one... how's u all...
first of all... sorry for late updating... actually m a bit busy now a days with my study... so may be onwords... i can update once in 15 days...
and thankyou so much for commenting on part 14...
here is part 15... enjoy...
rkchandni thumbnail
10th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 9 years ago

*** Kuchh Rang Pyar Ke Aise bhi...***

Part 15

rajveer closes his eyes with pain... and tears flows down to his cheeks...fir rajveer bhi apni ateet ki kuchh yaadon

ke sath so gaya...

next day...morning...
rajveer aur aalekh dono hi naina ke ghar aaye... aur uske room me gaye...naina ne jab unhe dekha to khush ho

gayi...

aalekh:- hi naina.. kaisi ho ab...

naina:- i m fine aalekh... just thoda sa behose hui thi... bimaar nahi hu main...

rajveer:- tumhare pair ki chot ab kaisi hai...

naina:- hmmm theek hai... pain killer khaya hai to bilkul bhi pain nahi hai...

aalekh:- good... chalo ab hum chalte hai... humari meeting hai...

naina:- byee...( both turns to go... but naina stops rajveer...)raj... ( he turned)... aap theek to ho na...?

rajveer:- ha - ha... i m fine... mujhe kya hoga... u take care...( he left)...

rajveer aur aalekh ja rahe the ki naveen unhe enterance pe rokta hai...

naveen:- rajveer wo... main tumhare ma papa se milna chahta hun... tumhari aur naina ke rishtey ki baat karni

hai...

rajveer:- jab aap chahe...

naveen:- kal shaam... kal tak naina bhi puri tarah se theek ho jayegi toh...

rajveer:- par mr aluhwalia...

naveen:- tum unki chinta mat karo... unki jaan basti hai naina me... wo maan jayeinge... main aur ritu hai na...

rajveer:- ha har pita ki jaan basti hai apni beti me hai na...?

naveen:- ji...

rajveer:- nothing... aap aa jaiyega... maine mere mom dad se baat karli hai... unke liye meri khushi sabse jayada

important hai... aur meri khushi naina se shadi karne me hai toh... u all are most welcome...( naveen smiles...)

byee...

naveen:- byeee...(both left...)

naveen's room...

naveen:- ritu... tumhe papa ko manana hi hoga... jaao baat karo unse... plzz... main nahi chahta ki jo harkat naina

ne ki thi... waisa kuchh dobara ho... main bahut dar gaya hun naina ko lekar...

ritu:- aap chinta mat karo... main hun na... main sab theek kar dungi... aap office jaao...( naveen smiles and left...)

theek to karna hi hai mujhe naveen sab theek karna hai... aur main rajveer aur naina ki shadi kara ke rahungi...

ritu rishabh se baat karti hai... rishabh pehle to nahi maan rahe the... par apni beti naina ke liye finally man hi

gaye... yeh baat jab ritu ne naina ko batai... to naina saatve aasmaan me thi... bahut jyada khush... aur usne yeh

baat rajveer ko bhi bata di... dopahar me baani, huda aur ali bhi mil kar gaye naina se... huda naina ke saamne

normal behave kar raha tha...

next day... evening...
now naina is fine... sabhi shekhawat vila aate hai( bani bhi sath thi...)... jaise hi naveen un sabko dekhta hai...

naveen ki aankh bhar aai.. kyuki shalini bhi unke sath baithi thi... statue ki tarah... sabne shalini ko dekha...

aalekh akar unhe sofe ke pas lekar gaya...

rishabh:- hello viren...kaise ho...?

viren:- bilkul theek hu... aap loge baithiye...( sabhi baith gaye... naveen ki nazar bar - bar shalini pe jaa rahi thi...

jise kisi baat ka ehsaas nahi tha... rajveer shalini ke bagal me baitha... pooja aur ishita nasta lekar aate hai...)...

rajveer:- naina ritu ji yeh meri mom hai...

ishita naina ko utha kar apne bagal me bitha deti hai...

ishita:-manna padega veer teri pasand hai bahut achhi... naina ek baat puchhu sach - sach bataogi...?

naina:- ji puchhiye...

ishita:- agar zindagi me kabhi bhi... tumhe aisa lage ki veer galat hai... to kya karogi...?

naina:- ji raj koi bhagwaan nahi hai... insaan hi hai... to galti to unse bhi ho sakti hai... par jeevan saathi hone ke

naate mera yeh haq hoga ki main unhe roku... aur mera yeh farz hoga ki main unki galti ko sudhaarun... (ishita

smiles)...

ishita:- viren aap kya kehte hai...?

viren:- rishabh... a i mean mr aluhwalia... humein aapki naina pasand hai... kahiye kab shadi karna chahte hai

aap...?

rishabh( looks at naveen);- theek hai... hume bhi rajveer pasand hai... aap jab kahe hum apni naina ki shadi badi

dhoom - dhaam se karienge...

ritu( happily):- theek hai,,, fir main kal hi pandit ji se saadi aur sagai dono ka muhurat nikalwa deti hun... aur

kyun na kal hi aap humare ghar aaye aur naina ka roka karde... aur wahin par hum bhi rajveer ji ka sagun kar

deinge...

ishita:- ji...

bani in naina's ears:- kya baat hai naina... teri train to bullet ki speed se chal rahi hai... mubarak ho...( naina

blushed...)

rajveer:- main kuchh kehna chahta hun... ya yeh kahiye ki meri ek shart hai...

naveen:- shart...? kaisi shart...?

rajveer:- jaisa ki aap sab jante hai ki meri di ki tabiyat sahi nahi hai... aur doc ne unhe jyada shor sharabe se door

rehne ko kaha hai... to yeh shadi saadgi se hogi... koi jyada dhoom dhaam nahi hogi...(naveen looks at shalini...

then to rajveer)...hope so naina ki...

naina:- mujhe koi problem nahi hai...

naveen:- theek hai.. fir jaisa aap chahe... achha to ab hum chalte hai... kal aapka intezaar rahega...( all said good

bye to each other and left)...

aalekh:- yeh tune kya kiya... naina ke bhi kuchh armaan honge...

rajveer:- uske armaan di se jyadaimportant nahi hai... mujhe nahi lagta maine kuchh galat kaha hai...

viren:- tumne sahi kia hai veer... ishita... hum kal shalu ko lekar nahi jayeinge...

rajveer:- par kyun... di ke bina...

viren:- nahi... shalu us ghar me nahi jayegi... n its final... yeh shadi bhi hotel se hogi us ghar se nahi... mana veer

ki hum tere is rishtey se khush hai... kyuki isme teri khushi hai...par...

rajveer:- ok... dad... i understand...

ishita:- achha.. ab sab kaam par lag jaao... mujhe bahut kaam hai... pooja tu abhi mere sath chal hume roke ka

bahut sara samaan kharidna hai...

pooja:- ok ma... (all of them retired to their work...)...

its about night...


yudi shalini ke sath back yard me tha... aur kuchh excercise kara raha tha... shalini ek chair pe baithi thi... aur

yudi uske saamne knees ke bal baitha tha...

yudi:- shalu... are kuchh to jabaab do... koi nahi ab main to aapka friend ban chuka hu na... to main to aapko

shalu keh sakta hu... jaise apka veer kehta hai... right... ( but shalini has a stern face)... are ha veer se yaad

aaya,... kal aapke veer ki shadi ki pehli rasm hogi... shadi jiske sapne aapne bhi dekhe the hai na... socho shalini

agar jo sab tumhare sath hua... wo sab veer ke sath bhi ho gaya to... achha hi hai ho jaaye... like jaise behen waisa

bhai bhi ho jayega... achha hi hai... tumhe company mil jayegi... ( shalini was shivering... and for yudi it was a

good sign... bcz some how she was responding)... kitna achha ho agar tumhare veer ka accident ho aur... uske

sath tumhara pura pariwaar... ( now tear flows down to her cheek... and shivering like hell... yudi thought... it

was enough for today... he instantly hugged her...)... calm down... calm down shalini... look kuchh nahi hoga...

kuchh nahi... then he gave a injection to her...( aur shalini ko uske room me le jata hai...)( in his mind) meri

planning kam kar rahi hai... shalini ko medicines se jyada shocks ki jarurat hai... ha... aaj usne jaise react kia...

iska matalab abhi bhi uske dil aur dimaag me saari cheeze jinda hai... which is a good sign... ( he smiles and went

down side informs a servent and left...)...

night...aluhwalia mansion...

naina's room...


naina apne bed pe baithi hai... aur uske haath me rajveer ka wahi jacket hai... wo apne hi aap me muskura rahi

thi... tabhi naveen aur ritu use uske kamre ke door se dekh rahe the...

ritu:- maine aapse kaha tha na naveen ki naina ki khushi sirf rajveer me hai... aap dekh rahe hai na uske chehre ki

chamak... kitani khush hai wo... yahi to aap chahte the... hai na...?

naveen:- ha ritu... main sirf naina ki khushi chahta hun... ( naveen apne room me chala jata hai... aur uske peeche

ritu...)...

naveen - ritu's room...


naveen apne bed pe baitha tha... ritu aakar uske bagal me baithti hai... aur uske soulder me hath rakhti hai...

ritu:- kya baat hai...? main janti hun ki jo bhi past me hua tha us wajah se aap naina aur rajveer ka rishta nahi

karna chahte the... par ab hume sab bhulna hoga naveen naina ke liye hain na... plzz aap tension mat lo... maine

dekha hai rajveer ki aankhon me bahut pyar karta hai wo naina se... humari naina khush rahegi... dont worry...

naveen:- hmmm... good night... ( naveen late jata hai...)...

ritu:- kya baat hai naveen... main kuchh dino se dekh rahi hun... aap mujhse kate - kate rehte hai... mujhse koi

galti...

naveen(looks at her...):- ritu aisi koi baat nahi hai... tumne to is ghar ko sambhal ke rakha hai... wo bas sir dard kar

raha hai...

ritu:- theek hai... main aapke liye tablet aur doodh laati hun... aap pi kar so jaiyega... ( naveen nods... and ritu

left...)...

naveen( in his mind):- kya karu main... kya naina ko sach bata dun... ki maine kitani badi galti ki hai... kya naina

mujhe manf kar payegi... ritu ko bhi to nahi pata pura sach kya wo mujhe... nahi kabhi nahi... main naina aur ritu

ko nahi kho sakta... aur rajveer... ha sayad wo bhi pura sach nahi janta... warna wo kabhi bhi... par viren uncle

aur ishita aunty... we to sab jante hai ki... phir wo raji kaise ho gaye... naina ke liye... kya sach me we sab bhool

gaye hai ya... sirf rajveer ki khushi ke liye... ha sayad rajveer ki khushi ke liye hi unhone aisa kiya... (tabhi ritu

milk lekar aati hai... naveen ko milk aur tablet deti hai... aur naveen aakhien band kar leta hai... aur ritu bhi use

dekhte hue late jati hai...)...

Shekhawat vila...Rajveer's room...


Rajveer window par khada tha... uski aakhien shurkh lal thi... sayad wo ro raha tha... ha wo ro hi raha hai...
Rajveer in his mind:- kyun ho raha hai yeh... kyun aisa lag raha hai ki tum mere kareeb ho... kyun aaj bhi main

tumhe bhool nahi pa raha hun... kyun jabki main janta hun ki mujhe ab apne badle ke liye sahi naina ke sath aage

badhna hai... par kyun nafarat ban kar hi sahi... aaj bhi mujhme zinda ho ragini... kitna pyar kiya tha maine

tumhe... tumahre liye aalekh par hath tak utha dia tha... itna bharosha tha mujhe tum par... kyun... kyun...

kyun... ( tabhi rajveer inner soul angel wala bahar aata hai...)...

angel rajveer...:- kya hua veer... takleef ho rahi hai... kyun - kyun rahi hai takleef...

rajveer;- kaun ho tum...?

angel rajveer:- main, yeh tum mujhse puchh rahe ho... yeh to mujhe tumse puchhna chahiye ki kaun ho tum...?

tum wo rajveer nahi ho... jo kabhi kisi ka bura karna to door sochta bhi nahi tha... look at youself... kya se kya ho

gaye ho tum... ha apne is badle ki aag me tumne asli veer ko to maar dala hai... mat karo veer aisa... mat karo

naina ke sath aisa... yeh tumhe bhi pata hai ki naina tumse pyar karti hai...

rajveer:- pyar... kaun sa pyar ha... kaisa pyar... kuchh nahi hota yeh pyar vyar.. sirf dikhawa hai... dhokha hai...

fareb hai...

angel rajveer:- ek insaan galat hai... to iska matalab yeh nahi ki puri duniyaan galat ho gayi... ha mana ki naveen

ne uske baap ne galti ki... but naina ki koi galti nahi hai... nahi naina ki actually galti hai... jiske liye wo zindagi

bhar pachhtayegi...uski galti yeh hai ki usne tumse pyar kiya hai... ( rajveer turns his face...).. muh kyun fer liya

ha...sahi keh raha hun main... jo tumhe mila ab tum naina ko de rahe ho... abhi waqt hai... ruk jaao rajveer...(

rajveer turns and find no one there...)

he clintched his fist... and smashed his hand on the wall...and sat down on the floor... against the wall... and

again closed his eyes... and remembered...

{flashback...
rajveer ( ragini ko uski waste se pull karke):- aaj tak jo bhi gaya hai... wo bhi tumhare liye... aage jo bhi gaunga...

sirf apne liye... ( ragini smiles...)... chale...?

ragini:- chalo... ( dono bahar aaye... aalekh naughty smile ke sath rajveer ko dekh raha tha... rajveer use look

dekar stage pe chala gaya... rajveer ke jaate hi aalekh ke expressions change ho gaye... ragini ne aalekh ko dekha

aur aage jaane lagi...)...

aalekh:- ek minute ragini... ( she stops...)... mujhe nahi pata ander kya baat hui hai... tumne veer ko ha kaha... ya

na... nahi pata mujhe... but mujhe bas itna pata hai ki wo tumse bahut pyar karta hai... so tumhare aur uske beech

jo bhi college ke initial days me hua... wo sab bhul kar apni aur uski zindagi ka faisla lena... aur khabardaar jo...

ragini:- wait... what do u think of ur self ha... samajhte kya ho tum apne aap ko... tumhe kya lagta hai... ki main raj

se pyar nahi karti... uske sath main jo hu... wo sab ek naatak hai... ( after a big pause...) bilkul sahi lagta hai

tumhe...( dhamaake on aalekh's face)... aur aalekh maine na... raj ko i love u too kaha hai... samajh rahe ho na... (

she winks at aalekh and left...)...

at stage...

jab pyar kiya to na socha... na samjha... na bujhaa...
jab dil diya... to kaise rahe... nazar me koi duza...
kehde koi... kitna bhi koi kahe...
kehde koi... jo kahe... main to bas ek baat kahunga...
.
(rajveer stage pe apna guitaar liye... bade hi dreaming feeling ke saath ga raha tha... uski aankhien band thi...

usne apni aankhien kholi to saamne ragini bhi audience me thi... jo rajveer ko dekh rahi thi... rajveer use dekh

kar smile karta hai...)

jab pyar kiya to na socha... na samjha... na bujhaa...
jab dil diya... to kaise rahe... nazar me koi duza...
kehde koi... kitna bhi koi kahe...
kehde koi... jo kahe... main to bas ek baat kahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...

(rajveer apna guitaar side me rakhta hai... aur ragini ki ore ishara karke ga raha tha... ragini bhi smile kar rahi

thi... rajveer dance bhi kar raha tha...)...

jab pyar kiya to na socha... na samjha... na bujhaa...
jab dil diya... to kaise rahe... nazar me koi duza...
kehde koi... kitna bhi koi kahe...
kehde koi... jo kahe... main to bas ek baat kahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...

(rajveer apne sath kuchh boys ko bulata hai... aur saare milkar dance karte hai... aalekh back side khade bas

rajveer ko dekhe ja raha tha... jahan rajveer ke face me sirf khushiyaan thi... wahin aalekh ke chehre me dard...)

dil ne... dil se...dil hi dil me... jo wada kiya...
maine tumse milne ka jo iraada kiya...
heyyy...dil ne... dil se...dil hi dil me... jo wada kiya...
maine tumse milne ka jo iraada kiya...
( rajveer bilkul audience ke pass baith jata hai... aur ragini ki ore apna hath badhata hai,,,,, ragini halke se apna

hanth rajveer ko de deti hai...)

ab roke koi... roke yeh sara jahaan...
roke ruke na yeh chahat...
main dil ki baat karunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
jab pyar kiya to na socha... na samjha... na bujhaa...
jab dil diya... to kaise rahe... nazar me koi duza...
kehde koi... kitna bhi koi kahe...
kehde koi... jo kahe... main to bas ek baat kahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
( ragini ko rajveer stage pe lata hai... aur uski waste se pakad kar use apni taraf pull karta hai... dono hi ek dusre

ki aankhon me dekh rahe the... sabhi unhe cheer kar rahe the... wahi rajveer ragini ki aankhon me dekhte hue ga

raha tha...aalekh bas dono ko dekh raha tha...)...


doori kaisi... kaisi doori... jab dil paas hai...
tu hi jaan hai... tu hi jeene ka ehsaas hai...
heyyy...doori kaisi... kaisi doori... jab dil paas hai...
tu hi jaan hai... tu hi jeene ka ehsaas hai...
( rajveer ragini ko chhod... apna guitaar uthata hai... aur uske charo taraf ghoom - ghoom kar ga raha tha...)

ab tere bin... bin tere dil na lage...
ab tere bin... dum na lunga... aur ek saans na lunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
jab pyar kiya to na socha... na samjha... na bujhaa...
jab dil diya... to kaise rahe... nazar me koi duza...
kehde koi... kitna bhi koi kahe...
kehde koi... jo kahe... main to bas ek baat kahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
humesha tere saath rahunga...
(rajveer apna guitaar wapas rakh deta hai... aur ragini se door jata hai... bahut door... aur apni baahien faiyla

deta hai... ragini daud kar aati hai... aur rajveer ko hug kar leti hai... rajveer ragini ko baahon me utha ka ghumte

hue... gana ga raha tha... sabhi is couple ko cheer kar rahe the... sabhi khush the... siwaay aalekh ke...)...
movie :- Krishna Cottage...

rajveer & aalekh's room...

rajveer:- what... just shut up aalekh... kya bakwaas kar raha hai... i love her alot...

aalekh:- i know... but she doesnt... veer mera yakeeen kar... wo tere laayak nahi hai... mujhe pehle bhi uspe shaq

tha... but... usne khud mujhe...

rajveer:- main nahi maanta... pyar... pyar karta hu main usse... aur wo mujhse... agar wo mujhse pyar na karti jo

kuchh bhi kal humare beech hua wo na hota...

aalekh( shouting):- tu samajh kyun nahi raha hai... wo naatak tha uska... wo ek no. ki... she bloody bi***...(rajveer

turned and slaped aalekh... aalekh is really shocked...)...

rajveer(tears flows down to his cheek):- just shut up... pyar hai wo mera... wo aisa nahi karegi... khabardaar jo

uske baare me kuchh bhi kaha to...

aalekh:- tune us ragini ke liye... mujhe... mujh par...( wiping his tears...)... theek hai... bahut yakeen hai na tujhe

us par... kar yakeen par main bhi tera dost hu...kisi ko tera bura karne nahi dunga... kabhi nahi...( aalekh left

with anger in his eyes...)

rajveer:- aalekh... aalekh... oh god... tujhe kuchh galat fehmi hui hai aalekh... tu samajh...

aise hi kuchh din beete... aalekh ne rajveer ko ragini ka sach batane ki bahut kosis ki... kahin na kahin rajveer ka

dil aalekh ki baat maanne ko kar raha tha... par ragini ke liye uska pyar is baat ki gawaahi nahi de raha tha... dusri

taraf ragini rajveer ke dil me aalekh ke liye zeher ghol rahi thi... aur apna jhutha pyar dikha rahi thi...

in store room...of college...

aalekh:- just shut up ragini... mana ki veer ne kal mera yakeen nahi kiya... par bahut jald main tumhara asli

chehra uske saamne la kar rahunga... nahin chhodunga main tumhe...

ragini( with wicked smile)..:- achha kya karoge... ha... bolo... yeh karoge...( ragini ne apni sleeves phaad li...)...

aalekh:- yeh... yeh kya kar rahi ho... pagal ho gayi ho kya... ( ragini ne apne baal messy kar liye...)... ragini..

what are u...( ragini bahar ki ore bhagi...)...

ragini:- raj... raj...

aalekh:- oh no... raginiii...( aalekh bhi uske peeche bhaga...)...

ragini bhagte - bhagte rajveer se takra gayi... (rajveer se takra gayi...rajveer use aise dekh kar shocked tha...

aur baki students bhi...ragini ne raj ko hug kar lia..)...

rajveer:- ragini... kya hua... yeh... ( tabhi aalekh bhi aa gaya... rajveer ko kuchh samajh nahi aaya...)...

ragini:- raj... yeh tumhara ghatiya dost aalekh... isne mere sath...(dhamaake on rajveer's face,...)...

aalekh:- just shut up ragini... jhooth mat bolo...

ragini:- raj.. yeh aalekh nahi chahta ki main aur tum saath rahe... isliye mujhe dhamki di... mujhpar hath uthaya...

aur kaha ki agar main iski nahi to mujhe tumhari bhi kabhi nahi hone dega... ( dhamaake on rajveer's and

aalekh's face...)...

aalekh:- yeh tum kya keh rahi ho... tum jaisi... veer... veer tu mera vishwaas kar... yeh jhooth bol rahi hai...

rajveer:- bas... bas... bahut ho gaya aalekh... aaj tak main chup tha... maine samjha... ki tu mere pyar ka sath

dega mera sath dega...par tune hi... tujhe saram nahi aai...( aalekh is really very shocked with rajveer's

words...)...

aalekh:- veerrr... tu mujh par... humari dosti...

rajveer:- no more... our frndship is no more aalekh... aaj ke baad tune meri ragini ki taraf aankh utha ke bhi

dekha na to...

aalekh:- veer tu... tu aisa kaise... ( aalekh ne ragini ko dekha... nafarat thi aalekh ki aankhon me... wo ragini ke

pass gaya... usne ragini ko soulders se pakda...) band karo apna yeh naatak... tum jaisi...( rajveer held aalekh and

punched him hard)...

rajveer:- kaha tha na... door reh... bhaad me gayi dosti...( again punched him...).. get lost... get lost

aalekhhh... (aalekh toot gaya tha... wo bina kuchh kahe wahan se chala gaya... ragini ne rajveer ko hug

kiya... rajveer ne use uske ghar drop kiya... aur apne room me chala gaya... aalekh nahi tha... ek taraf rajveer apne

room me toot gaya tha... sara samaan yahan wahaan fek raha tha... wahi aalekh abhi bhi college back yard me

tha... aur ro raha tha...) kyun aalekh... kyun... kyun...

aalekh in college yard:- nahi... kuchh bhi ho jaaye... main veer ko... nahi ragini... mera aur veer ka rishta itna

kamzor bhi nahi...jab tak yeh aalekh zinda hai... koi mere veer ka kuchh nahi bigaad sakta... mujhe pata hai veer

tune jo kaha gusse me kaha hai... ( he again started crying...)...

rajveer in room...
rajveer ko aalekh ki saari baatein jo us din concert me hui... aur aaj college ki sab kuchh yaad aa rahi thi...( to him

self) nahi aalekh aisa nahi kar sakta... jarur kuchh to aisa hua hai... jo main nahi janta... main is waqt aalekh se

nahi puchh sakta... par ha ragini... ha ragini... jarur uske aur aalekh ke beech kuchh galatfehmi hui... main

aalekh ke bagair nahi reh sakta... nahi mana ki ragini mera pyar hai... par aalekh... wo mera bhai... mera dost...

mera sabkuchh hai... nahi... main abhi jata hun...( kafi raat ho gayi thi... fir bhi rajveer nikal gaya ragini ke

ghar...)...

after some time...ragini's house...

ragini to her frnd kali...:- you know what kali... rajveer is such a emotional fool... maine kaha tha na... ki us

rajveer ko apni ungalio pe nahi nachaya to mera naam bhi ragini garodia nahi...

kali:- right... tune jo kaha wo kar dikhaya... yeh le tere $5000 u won... par tune yeh sab kiya kaise...

ragini:- muskil tha... par na mumkin nahi... dekh yaar... mana ki maine tujhse shart lagai thi... ki rajveer ko apne

pyar me pagal bana dungi... par mujhe rajveer se badla bhi lena tha... tujhe yaad hai... usne meri... ragini ki insult

ki thi... pure college ke saamne mujhe thappad mara tha... aur fir sameer tune ( to a boy...) bhi to meri help ki...

time laga... but pehle rajveer se dosti ki... uske kareeb aane lagi... bilkul sati savitri type banna pada mujhe... par

wo aalekh... humesha apne veer ko bachaane ke liye aa jata... to maine phir finally jab rajveer ne mujhe prapose

kiya... uska praposal accept kar lia... aur aalekh ko apna sach bhi bata diya ki main rajveer se pyar nahi karti sirf

naatak kar rahi hun... then fir... rajveer ko bhi roz manipulate karti thi... aur finally naatak karke unki wo so

called frndship bhi tudwa di... thchhh...thchhh...thchhh... bechara rajveer... na ghar ka raha na ghat ka... aur

aalekh... poor him...

sameer:- to ab...?

ragini:- nothing...bas ek baar aalekh ko raj ki zindagi se baahar nikal feku... raj ko dump kar dunngi... (tabhi

ragini ko kisi ki claping ki awaaz sunaai di... sabne turn kiya to dekha rajveer khada tha... usne in sab ki saari

baatien sun li thi... uski aankhien puri laal thi...)...raj... ( wo uske paas gayi...)...raj wo... ( rajveer slaped

her hard...everyone was shocked)...

rajveer:- dont u dare... naam mat lena mera...(rajveer wahan se chala gaya...)

yahan aalekh room pahuncha... wo room ki haalat dekh kar dar sa gaya... aur rajveer ko dhundhne laga...

aalekh ko ehsaas ho gaya tha ki kuchh to galat hua hai... aalekh ne rajveer ko kafi dhundha par rajveer na

mila... usne ragini ke ghar jaane ka faisla aalekh ne taxi li... aur aur nikal gaya... rasrte me hi usne apni aur

rajveer ki car dekhi... wo utar gaya... aur car ke pass gaya... wo ek sunsaan si valley thi... aur rajveer ek patthar

me baitha tha... aur bas piye ja raha tha...

aalekh:- veerrr... (aalekh daud kar gaya uske pass...)...dekh veer i m sorry... tu jeeta main hara... par plzz aisa

dubara mat karna na... maaf karde mujhe... i promise u kabhi bhi ragini ke khilaaf kuchh nahi kahunga... (ragini

ka naam sunte hi rajveer ki aankhon me gussa chad gaya... wo jis bottle se pi raha tha... usne itane kash ke wo

bottle pakdi ki bottle tute gayi... aur rajveer ke hath se khoon behne laga...( aalekh dar gaya... aur daud kar uske

saamne gaya... aur bina kuchh kahe hi rajveer ki aankhon ne aalekh ko sab kuchh bata diya...)... veer... veer

yeh..tune...(aalekh ne apna rumaal nikala aur rajveer ke hanth me bandha... rajveer itna toot chuka tha ki aalekh

se nazare bhi nahi mila paa raha tha...)... tu yahan is tarah... ghar chal...

dono ne kuchh nahi bola... aalekh rajveer ka hanth pakad kar ghar lekar gaya...car me bhi rajveer chup tha...

aalekh ne kuchh na kaha... ghar pahunchte hi rajveer ne apne aap ko room me lock kar lia...usne abhi tak aalekh

ko kuchh nahi bataya tha... par aalekh ko ehsaas ho gaya tha ki ragini aur rajveer ke beech kuchh to galat hua

hai...aalekh ne rajveer ko akela chhod diya aur ragini ke ghar gaya...


aalekh:- ragini... ragini... (kali bahar aai...)...ragini kahan hai...?

kali:- aalekh wo...

aalekh:- maine puchha ragini kahan hai... where is she...? kya hua hai uske aur veer ke beech...? kali tell me...

kali:- wo... wo... actually aalekh woh... ( then kali told him every thing...)... ragini ko apni galti ka ehsaas hai...

wo rajveer se...

aalekh:- never...aaj ke baad tu ya wo ragini mere veer ke aas - paas bhi nazar aai na jaan se maar dunga... aur

main aisa kar bhi sakta hun... bol dena apni dost ko.. waise thank god jo main nahi kar paya... wo bhagwaan ne

kar diya... sachha pyar kiya tha veer ne use... aur wo... par ha... veer udaas jarur hai... lekin main use sambhal

lunga...( aalekh gusse se chala gaya... humari nazar upar stairs par padi jahan ragini khadi thi... jisne aalekh ki

saari baatien sun li... uski aankhon me gussa aur aanshun dono the...)...

Tanhaaiii...Tanhaaiii...
(rajveer apne room me tuta hua sa baitha tha...)

dil ke raaste me, kaisi thokar maine khaai...
tute khwaab saare... ek mayushi hai chhai...
har khushi so gayi...
zindagi kho gayi...
tumko jo pyar kiya...
maine to saza main paai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
milon hai faili hui Tanhaai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
milon hai faili hui Tanhaai...

(puri raat guzar gayi... rajveer ko hosh hi na tha... bas apne aur ragini ke sath bitaaye hue palon ko koste hue wo

bas piye ja raha tha... uske kisi cheez ka hosh na tha... aalekh ne door open karne ki kosis ki par koi fayda nahi

hua...)...

khwaab me dekha tha ek aanchal maine apne haanthon me...
ab tute sapno ke seeshe chubhte hai...in aankhon me...
khwaab me dekha tha ek aanchal maine apne haanthon me...
ab tute sapno ke seeshe chubhte hai...in aankhon me...
kal koi tha yahin... ab koi bhi nahin...
banke naagin jaise hai... saanson me lehraaii...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
palkon me kitne aanshun hai laai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
palkon me kitne aanshun hai laai...
(rajveer sydny ki road me chal raha hai... charo taraf sirf virana hi virana hai... kai din beet gaye hai... uske aur

ragini ke breakup ko... but wo us sadme se abhi tak bahar nahi aaya tha... chup ho gaya tha... bas... aalekh se bhi

jarurat ke mutaabit hi baatein karta... uska hasna khelna... khush rehna sab kuchh tham gaya tha... chalte-

chalte rajveer ek shop ke bahar baith jata hai.. aur viraan sadak ko dekh raha hai... bina ki aash ke... bina kisi

umeed ke...)

isi beech... aalekh ne shalini ko sab kuchh bata diya... wo apne bhai ke liye bahut dukhi thi... shalini baat karna

chahti thi rajveer se... par rajveer kisi se baat nahi karna chahta tha... last term ke exams suru ho chuke the...

rajveer ne apne aapko sirf studies me itna involve kar lia... ki kisi cheez ka hose nahi rehta tha use... ya to wo peeta

tha... ya padhta tha... aalekh se uski yeh haalat dekhi nahi ja rahi thi... par fir bhi wo puri kosis kar raha tha ki

rajveer ko normal kar sake...akhiri exam dekar rajveer aur aalekh bahar aaye... saamne se ragini bhi aa rahi

thi...ragini ko dekhte hi rajveer ki aankhon me khoon sa utar aaya... itani nafarat kisi ne kisi se nahi ki rahi

hogi... jitani nafarat aaj rajveer ragini se karta hai... ragini dari hui si bas rajveer ko dekhe ja rahi thi... aalekh

rajveer ko kheech kar le gaya...

kyun aisi umeeed ki maine jo aise naakaam hui...
door banaayi thi manzil to raste me hi shaam hui...
kyun aisi umeeed ki maine jo aise naakaam hui...
door banaayi thi manzil to raste me hi shaam hui...
ab kahan, jaun main... kisko, samjhaaun main...
kya maine chaaha tha.. aur kya kismat me hai aai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
jaise andhero ki ho gehraai...
(rajveer college yard me baitha hai... aur khaali playground ko dekh raha tha... use apne college me bitaaye saare

pal yaad aa rahe the... sab kuchh ragini ne jhuth hi sahi... par rajveer ne dil se wo pal jiye the uske sath... itna

pyar kiya tha rajveer ne use... ki ab rajveer ke paas pyar sabd hi nahi bacha tha...rajveer ne so sapne dekhe the...

sab toot kar bikhar se gaye the...)

dil ke raaste me, kaisi thokar maine khaai...
tute khwaab saare... ek mayushi hai chhai...
har khushi so gayi...
zindagi kho gayi...
tumko jo pyar kiya...
maine to saza main paai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
milon hai faili hui Tanhaai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
milon hai faili hui Tanhaai...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
Tanhaaiii...Tanhaaiii...
Tanhaaiii...
(rajveer aur aalekh ko wapas india jaane ka waqt kareeb aa raha hai... bas ek hafte baad dono wapas delhi chale

jayeinge... par rajveer ki yeh haalat aalekh se dekhi nahi ja rahi thi... aur wahi rajveer sirf apne hi khayaalon me

khoya hua sa baitha rehta tha... ander - hi ander ghut raha hai... rajveer tarrace pe baitha hai... aur uske

aankhon se lagataar aanshun beh rahe hai... wo ghut raha tha... par abhi tak usne aalekh se kuchh bhi nahi kaha

hai... yahan tak ki ab usme itani himmat nahi bachi thi ki kuchh mahino dino pehle jo usne aalekh ke sath kiya

tha.. kaha tha, uski maanfi mang sake... aalekh to bhool bhi chuka tha... par rajveer ko to ander - hi ander saari

baatien maar rahi thi...)

movie:- Dil Chahta Hai...


india jaane ke 2 din pehle...
aalekh ne saari packing kar li thi... wo kuchh college ke papers ke kaam nipta kar aata hai... to dekhta hai... ki

rajveer kitchen me tha... aalekh hairaan ho gaya... usne papers paas ki table pe rakhe aur rajveer ke pass gaya...

aalekh;- veer...

rajveer( making coffee);- are aalekh aa gaya... bas 2 minute... coffee ready hai...

aalekh:- tu theek to hai na...

rajveer ( nazare churaate hue...):- are ha.. mujhe kya hona hai... oi m fine...

aalekh:- mere saamne to natak mat kar... ( aalekh ne uske hath se mug kitchen top pe rakha... aur use turn kiya...)..

kya hua hai... tu... ( rajveer ki aankhien num thi...).. veer 2 mahine ho gaye hai... kab tak apne aap ko saza deta

rahega... parso hum apne ghar ja rahe hai... kya tu aise jayega ghar... apne baare me na sahi uncle aunty di

pooja dadi unke baare me soch... unke khatir...

rajveer:- aur tu...?... tu kabhi mujhe manf kar payega... jo maine tere sath kiya... ( aalekh sab samajh gaya tha...

rajveer bol nahi paa raha tha...)...

aalekh:- tujhe kya lagta hai veer... tera aur mera rishta itna kamzor hai ki tu mujhe 2 kadvi baatien keh dega aur

main tujhse muh fer lunga... tu pagal hai kya...? ha... kabhi nahi...

rajveer (hanth jod kar):- manf karde mujhe...(aalekh held his hand)...

aalekh:- shut up dubara tune mujhse manfi mangi na to main sach me naraaz ho jaunga... agar tu chahta hai ki

main tujhe manf kar dun to... bas khushi - hkushi yahan se ghar chal... bas... aur kuchh nahi... bahut tang kiya

hai tune mujhe, di ko... pichhle do mahine se teri jo haalat thi... nahi dekha jata yaar...( rajveer hugs him... both

had tears... but had smile too...)...

few hours before there way to india...

aalekh:- veerrr... all ready na... kuchh bhool to nahi raha na...

rajveer:- yup... i m all set...

aalekh:- ha dikh raha hai... sakal me 12 baji hai...

rajveer:- give me some time yaar... (tabhi door bell rang...)... ja dekh... ( aalekh went n opened the door... and

shocked to see ragini there...)...

aalekh:- tum... tum yahan kya kar rahi ho...? just get hell out of here...

rajveer:- kaun hai...( rajveer bhi aya... aur wo bhi shocked aur gussa dono tha...)...

ragini:- raj... aalekh... just 2 minutes... bas.. i promise... main chali jaungi...

aalekh:- no ways... tum... ( rajveer stoped him...)..

rajveer(stern face without any expression):- bolo...

ragini:- thanku raj...

rajveer:- veer... Raj - Veer... naam hai mera...

ragini:- ok rajveer... main yahan sirf tumse manfi mangne aayi thi... i know maine bachpane me bahut badi galti ki

hai... maine jo kuchh bhi kiya tha... uske liye..( hanth jod kar) ho sake to mujhe manf kar dena...

rajveer:- ho gaya,,... ya aur kuchh...?

ragini:- nahi bas ho sake to tum dono mujhe manf kar dena...

rajveer:- theek hai now u can go...

ragini:- raj... plz... kya hum humare rishte ko...

rajveer:- just go... ( shouted) jaao yahan se warna... get outtt...( ragini chali gayi...)...

aalekh:- tu theek to hai...(rajveer nods in yes... tabhi aalekh's phone rang... he went and picked it up... and

shocked to here everythinf from other side,...)... whattt...? (rajveer dar gaya... aur daud kar

aaya...)...

rajveer:- kya hua... tu... kiska phone tha...? aalekh bol na...

aalekh:- p...p...poo...pooja ka phone tha... shalini di... ka...

rajveer:- kya hua di ko...?

aalekh:- accident...( dhamaake on rajveer's face...)...

flashback ends...

Rajveer open his eyes... tears were all over his face,... he is crying... then again he closed his eyes... but this

time... naina's smiling face was infront of his eyes... he instantly... open his eyes...

rajveer:- nahi... main naina ke sath aisa nahi kar sakta... mujhe dhoka mila hai... kitna dard hota hai... is baat ka

ehsaas hai mujhe... nahi main abhi... abhi sabko sach bata dunga... aalekh sahi kehta tha... i m wrong... i m

wrong... ( tabhi his phone rang... he went to his bed and picked it up...) hello... hmmm theek hai... aa

raha hun... ( he cuts the call...)... ab aur nahi...

he went to his cupboard and picked up his jacket... when some thing falls on the floor... he lifts it... it was the same

scarf of naina... rajveer touched it softly... some memories of naina and his... was overpowering his heart and soul

then he kept that scarf in cupboard... and straightly get out of the house...

it was quite late night... rajveer stop the car... in a valley... there was pin drop silence... rajveer gets out of

the car... and saw a lady was there...opposite her car... he went to her...

rajveer ( with stern voice):- kyun bulaya mujhe yahan...?( that lady turned arround and she was none other than

Ritu...)

End of Part 15
press like if u really liked it
do comment
love Chandni
************************************************
************************************************

Edited by rkchandni - 9 years ago

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42

8 years ago

Rivanya and Raina ff - Love me like you do

Ritik Mehra : Business Tycoon and Elder brother of Raghav Shivanya Kapoor : Doctor and Elder Sister of Naina and love interest of Ritik

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: sarveshjoshi42

8 years ago

Rivanya,Ishveer,Raina,Ragsan and Vikresha ff - My love is only for u

Let's me introduced the Characters Ritik Raheja (Arjun Bijlani) : A very rich business tycoon and elder brother of Ranveer and Ragini Ranveer

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: LizzieBennet

5 months ago

Love-O-Rama's Pyar ka Trope-fest RESULTS!

Hello, hello writers, graphicers, readers and all IF ites! We are finally ready to announce the results of the much-awaited Pyar ka trope fest...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: FFEditors

7 months ago

Love-O-Rama #1: Pyar ka Trope-fest : Closed

You feel it in your fingers, you feel it in your toes Love is all around you, and so the feeling grows Yes, the day of feeling love, giving...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Koeli

5 years ago

Comment Migration Request Thread #1

Hey guys, This is the place where you can request for comment migration. Please know that FFEs are going to migrate your comments. Rules - You...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".