Part-7
Flashback resume
On the way both are silent
Aman wana talk to naina but aman guess from her face that she is too upset and don't wana talk to anyone. So he drop the idea of talking to her.
Soon they reached base camp. Naina said bye to him
Naina- bye capt. And thanks for the visit of shimla and lunch and tea too and she smile at him.
Aman- lagta hai aapne abhi tak mujhe apna friend nai mana, isliye toh kav se Capt hi bol rahe. I told you na, mah friends call me aman.
Naina- nai aisi koi baat nai hai captain, i mean aman.
Aman- so from now we are friends, right and pull his hand toward naina for friendship
Naina shake her hand with him
Naina- hmm friends. Really your company is dam good. Thanks once again
Aman- av fir se kar diya na unknown wali baat. Friendship pe no sorry no thank you. Samjhi miss naina
Naina- ok baba samjh gyi. Av chalein.
Then naina start walk toward her room
Aman- are naina suno toh
Naina turns and said
Naina- hmm kya hua
Aman- actually yaha shimla ke pass kufri hai. Yaha jo bhi shimla aata h waha zarur jata h. Their is fun point. If you go their you really enjoy that place. Its full of snow and fun park too. Its too fun loving. Bolo chalogi
Naina- thik hai chaleinge. But avi nai kavi or
Aman- hmm. Coz waha subh hi jana parega. So jis din base pe chutti hogi hum chalenge.
Naina- ok . Av chalein
Aman- hmm chalo. Bbye n tk cr
Naina- hmm u too
Then they both headed toward their rooms
Naina freshup hoke mess ki taraf jati h dinner karne.
Aaj naina ka mood kafi accha tha toh vo sabko acche se wish kar rahi thi. And jaldi se dinner karke apne room pe aa gyi. Din bhar aaj bahar hone ke baad vo thoda thak gyi thi. And aate sath bed pe let gyi.
Aman mess pe aata h toh dekhta h naina nai aayi abhi tak, lekin usse ye pta nai hota ki vo dinner karke ja chuki h. Vo thoda time wait karta hai then orderly se puchta hai naina ke bare mai.
Aman- naina madam avi tak dinner karne nai aayi, sab thik h na.
Orderly- sir ji vo toh kav ka dinner karke ja bhi chuki, bas aap aaye the uske 5 min pehle vo gyi h
Aman- shit
Orderly- kya hua sir ji
Aman- nai kuch nai , tum jao
;In his thoughts - naina ko dekh v nai paya
Then he headed toward his room and lay on his bed.
On other side
Naina in her thoughts- aaj kitne dino baad itna accha din gya mera, aman kafi entertaining hai. Mere sare friends ke tarh hasata h. But maine aaj aapko bohot miss kiya rajveer sir. Kash aap yaha hote, mai ye sab aapke sath dekhna chati thi. Apni life ka har 1 moment aapke sath spend karna tha mujhe. Why u left me alone here. And a long tear escape from her eyes and she slowly gone to sleep.
Other side-aman in his thoughts
Mai naina ke bare mai itna kyu soch raha hu. Kal hi toh mila hu, fir bhi mujhe itni bachini kaisi ho rahi h usse dekhne ki. Naina ki eyes, uski simplicity, uski smile. Haan uski smile kuch adhuri si lagti hai, jaise vo dil se khus na ho or baat-2 pe kya sochne lagti h or udas ho jati h. Is baat ka pta toh mai lga kar rahuga.
And he also gone to sleep.
Next morning
Naina as usual mess pe b/f karke apni class ke liye nikal jati hai
And aman ko raat kafi late ho gyi thi sone mai (coz he thinking about naina) vo fir se b/f tine pe naina se nai mil pata. Kafi bechain ho jata h vo naina se na mil ke
Aman bina b/f kiye hi nikal jata h.
Or naina ko dhundne lagta hai.
Naina usse training ground pe milti h
Aman naina ko aake baat karta h
Aman- hi naina
Naina- hello aman . Good morning
(Aman ko samjh nai aata vo kya baat kare but usse baat bhi karni hoti h naina se toh vo kuch bhi bolte rehta hai)
Aman- (after lots of thinking finally he says) kaisi ho
Naina- m fine but aapko kya hua hai, hum kal raat ko toh mile the(in her thoughts ye kaise weird behave kar rahe hai, khair mujhe kya)
Aman- yeah but tum kal or aaj mess pe bhi nai mili toh maine socha puch lu( tried to explain her and also try to hide his feelings toward her)
Naina- ohh isliye, woh actually kal thak gyi thi toh jaldi dinner karke so gyi thi and aaj jaldi ready hogai thi toh
Aman- ohh
Aage aman ko kich samjh nai aaya toh vo silent ho jata h and naina ko dekhte rehta hai
Naina thoda uncomfortable ho jati h toh excuse karne lagti h
Naina- excuse me aman, meri class ka time ho raha hai.
Aman break his eye contact from her face
Aman- ahh haan. Bbye . See you later
Naina- bye
Back to present
Naina ko bhi sochte-2 nind aa jati hai.
Next morning
Naina aaj jaldi uth jati hai
Usse tension ki wajh se nind nahi aati thik se
Kal se raj- naina ko apni duty resume karni hai, or raj ko chot bhi lgi h( mana raj army officer hai bt naina uski choti se bhi chot bardash nai kar pati)
Naina to herself
Raj ko itni chot lagi hai. Voh kaise duty resume kar payenge.
Av toh or holiday extend bhi nahi kar sakte. Aise hi itni chutti mil chuki h. Kal head quarter mai report bhi karna hai. Pata nai av kya mission milegA( ofcourse naina ko mission se dar nai lagta but voh raj ko leke tensed hai toh kuch bhi samjh rahi h and kuch bhi barbara ri h, wife is always wife, its not matter what she is professional or her husband is. But she always used to tensed about her husband needs. And fir raj bhi aisa hi h, always there for her what ever the situation is? Chaie choti se choti problam kyu na ho.
Thats it for today
Bt i ll try to update soon and with long too
Sorry 4 short update
13