First of all Thanks you everyone for liking and giving your beautiful comments.
Part 3 - Sach ka Saamna
Next day Khushi got up early in the morning and went to kitchen to finish off with tasks so that they can start fast.
At breakfast all were silent and Khushi asked Akash to be there as well with Payal.
Khushi asked "Di, Nani aap chalne ke liye taiyaar hai.."
"Haan Khushi Ji hum sab taiyaar hai.."
Payal was surprised as she was not aware of any plan. Khushi did not tell her as Payal may spill the beans before required.
Khushi told Payal "Jiji aap aur Jiju bhi taiyaar ho jaaiye bus ..aapko sab pata chal jaayega..
"Jiju bus kuch der phir aap wahin se office chale jaana.."
All were ready and waiting for the car to arrive, by that time Khushi called up Aman from her room.
"AmanJi aapko hamare ghar Laxmi Nagar pahuchna hai. Hum log yahan se abhi nikal rahein hai aap bhi pahuch jaaiyega."
"Ok Madam I will be there.."
"Aman aap hamein Khushi bula sakte hai Please?"
"Ok, Khushi.."
They all started and reached Laxmi Nagar in few minutes. Khushis parents did not know that they were coming.
When they all came together they were all surprised ,anxious and seeing Aman and NK with camcorder made things worse.
"Arey titaliya..Humko batayegi kya chal raha hai?"
Khushi took a deep breath and she spoke to Aman,
"AmanJi aap bahar jaa kar Happy singh Ji ko bulakar layiye.."
OK Khushi, I will be back with him.
Di aapke mobile main Jijaji ki photo hai na hamein wo chahiye..Anjali handed her mobile with photo.
Khushi continued.."Abhi main aapko kuch sach bataoongi ,jab main bata rahi hoon tab koi kuch nahin bolega..sab khatam hone ke baad aapko aapke saare sawaal ka jawab de denge.."
Ma aap babuji ko bhi le kar aaiye hum chahte hai ki wo bhi yahan rahein..
Garima came back with babuji ,Aman with HappyJi and Nanheji was ready with camcorder.
Khushi continued now" Nanheji ab hum jo baatein Happy Ji se karenge aapko wo record karna hai.."
Haan main shayar hoom said NK with his thumbs up.
Shayar nahin Nanhe Ji Taiyaar
OK start Nanheji..
[Recording]
Happy Ji ..Aap ye photo dekh rahen hain?
Haan
Aap inko jaante hain?
Haan main jaanta hoon , ye aapke yahan kiraye pe rehte the and phir aapka engagement inke saath hua tha. Shyam ji.
"What..Aap Ye kya keh rahe hai HappyJi..Anjali was first one to shout."
"Di, Please keep calm , I told you, Please wait,you will come to know everything."
She now looked at Happyji and asked - Ye yahan kitne samay tak the?
"Ye kareeb 5-6 manhine tak the sahayad."
Appne inhe yahan aate jaate dekha tha?
"Haan kyon nahin dekhenge , yeh roz yahan aate jaate rehte the, aur teej main bhi to yahin the, humne hi inhe mandir tak choda tha. Inhe kisi Rani sahiba ne bulaya tha to ye gaye the?"
"Aapko ye kaise maaloom?
"Arey unhe uss din jaana tha aur unki gaadi kharab ho gayi thi, to hamne unhe lift di thi, aur tabhi kisi Rani sahiba ne phone karke unhe jaldi mandir main bulaya"
Ok..Happy Ji Aapka dhanyawaad..aap jaa sakte ho..
Aman was silent all this while and started writing down few things for information.
Now she turned to everyone and said.
"Saboot1 - Happy Ji"- Ye iss baat ke gawah hain ki Mr. Shyam Manohar jha hamare ghar main PG ki tarah rehte the and unhi ke saath hamari sagai hui thi."
Saboot 2- "Buaji- Aapke pass hamara rent agreement to hoga jo hamare aur ShyamJi ke beech hua tha"
Buaji came back with rent agreement copy and handed it over to Khushi.
Khushi handed the same to Anjali and mentioned. "Di aap ye dekh lijiye .ye back dated hai and jisme Shyam ke signature bhi hain jisse aap check kar sakti hain"
Anjali opened the same slowly and went through the same on seeing the signature her tears at last started its flow.
"Di sambhaliye apne aapko, aapne waada kiya tha ki aap kamzor nahin padegi."She took the paper from Anjali and handed it over to Aman.
He understood and noted few other things.
Hum ab aapko batate hain ki hamari mulakat Shyam se kab hui and ye sab kaise hua.
She elaborated the entire story to them starting from Shyam saving from the goons till engagement and till she went to tell Anjali the truth.
"Di, hum aapko uss din sach batane aaye the jab aapka mangalsutra toot gaya aur aap itna pareshan ho gayi, hamari himmat hi nahin hui aapse sach batane ki."
Phir pata chala aap pregnant ho to hum kuch nahin keh paaye, hamein laga shayad ab sab theek ho jaayega.Hamein laga ki wo sudhar jayenge, par aisa nahin hua.
Aur ussi waqt Payal jiji ki shaadi ke din , unhone terrace main hamein dekha aur hamse kaha ki wo humse pyaar karte hain.
Hamein bahut gussa aaya par kuch keh nahin paaye aur kuch kar bhi nahin paaye , samajh nahin aaya ki hum kya karein.
Shayad ussi waqt Arnavji ne hamein unke saath dekh liya aur phir unhone humse baat ki, jab hamne unhein ye bataya to unhone humse shaadi kar li socha meri shaadi hone par sab theek ho jaayega.
She looked at Nanheji and signed him to stop recording.
She skipped the contract and the forceful marriage from her side as she could not see everyone hating him for this reason as she now knows how it feels to be left alone and hated by the family. She could not wish the same thing for Arnav, so she easily skipped it.
There was a pin drop silence in the room and everyone had tears in their eyes, including Aman as he knew the hatred for Khushi ASR has as he had seen it in office and also knows about the 6 month contract. Who else will create the contract other than Aman?
He was surprised ,happy that ASR got such a woman with good self respect, strong headed and beautiful too. He smiled thinking how would ASR react if he comes to know he was thinking about his wife.
They all heard a loud shout from babuji suddenly. He was shaking his head vigorously and trying to say something. They could not understand what he is trying to say. After lot of try Kushi holded hios hand and cleared his tears and said"Babuji, hum jaante hain aap kuch kehna chahte hain, shayad Shyam ke baarein main?"
He nodded his head in a very loud manner. She said Babuji, jab aap theek ho jaayenge aap tab bata dena, OK.
He was helpless and could not do anything. She turned and everyone heard Khushi
"Ab sirf ek kaam aur baaki reh gaya hai" They all saw her expecting her to continue.
She looked at Aman and said "Aap Amanji abhi humne ye saare saboot aapko de diye abhi aap iss ko further investigate karke aur saboot ikhata kijiye taaki hum ASR ke saamne ye de sake." Iss ke liye hamare pass sirf ek ya do din hi hai.
"Aur Di abhi aapko yeh sochna hai ki ab kya karna hai, Aap ko agar hamari baton pe vishwaas hai, nahin to aap Amanji ke sabooton ka intezaar kar sakti hain."
Anjali was silent looking at her hands as said "Mujhe...Mujhe thoda waqt do ye sab samajhne ke liye, hum iss baarein main Shyam se bhi baat karenge,
Par Di Khushi interrupted.
"Nahin KhushiJi, hum aaj job hi hua wo nahin batayenge.Phir hi hum kuch faisla lenge. Abhi hum sabko ghar chalna chahiye."
Everyone started getting up, leaving towards the door. Khushi called suddenly. "Rukiye Di. Anjali turned and heard Khushi saying "Di, Hum ye poochna chahte hai ki kya aap ab bhi chahti hai ki hum uss ghar main wahan wapas aayen?"
Edited by liyer75 - 10 years ago
10