FATEFUL LOVE IN AN ARRANGED MARRIAGE
PART -18
Recap - In last part we saw armaan Dnt want to go to conference leaving ridhima alone in home but ridhima manages to convince him n armaan drops her at her mother's home in between they share some romantic passionate moments..
ab aagey
ridhima recovered soon thanks to her caring husband who was always there by her side n ridhima felt like really the most luckiest girl in the universe to get armaan as her life partner
his little little gestures which he showed towards her, his little anger when she always wants to skip her medicines, his affection when she cried in pain, the most of all his soothing words affected her more than the medicines..
she sat near by window caressing her long mangalsutra n was lost in remembering the past days.
flashback
one evening around @7 pm
it was raining heavily outside n ridhima was in deep slumber as the medicine she was taking was Lil heavy dose which often makes her feel sleepy as she was playing with the small heart shaped cushion which was placed neatly beside the pillow n never knew when she gets in sleep still holding the cushion
armaan entered in the room as he was busy in his study room doing all his office stuff...
he came to check on her as it was been soo long he was busy in his work n thought that ridhima will seriously kill him as he was sooo busy from past 2 hours
but to his surprise
she fall asleep hugging. the cute cushion
he smiles at her
he placed his laptop on the couch n went towards the window n closed the windows as it was raining outside...he lowered the temperature of a/c n pulled the comforter upto her neck as she was sleeping on her left side
he removed her fringes n tucked them behind her ear n lovingly stares at her
she was looking like an angel to him
sleeping like a kid without any worries
just a beautiful smile which deepened his smile flashing his dimples
he placed a soft kiss on her forehead n lingered his lips there
she stirs in her sleep n made some cute faces before opening her eyes
he smiles n caressed her hair
she slowly opened her eyes n saw him admiring her
she blinks her eyes thrice n rubbed one eye as she still feels sleepy
ar - Sogai thi aap
she nods n held his hand in hers
ar - itni gehri neend mei thi toh mere choone se kaise uthgayi
Hmmm
she looked at him n whispered
ri - mai aapka wait karte karte Sogai thi na Issiliye neend khul gayi
ar - Acha
she nodded at him n was trying to get up
ar - kya hua
nahi sona ab
by now she sat on the bed resting her back to the bedpost n interwined her arm with his n rest her head on his shoulder
ri - nahi
he kissed on her hair n ridhima spoke
ri - Armaan
ar - hmm
ri - thank you
ar - kisliye
ri - mera saath dene ke liye
ar - kis cheez mei????
she frowns n looked at him
ri - Armaan
Aapko pata hota hai mai kya bolrahi hun Phir bhi aap aise behave karte ho ke Aapko kuch pata hi nahi hai
ar - baby mujhe seriously nahi pata ke aap kis bare mei baat karrahe ho
ri - mch
armaan
she whined n he raised his brow as if asking what
ar - aap kisliye thank you bolrahi ho
maine kis cheez mei saath diya aapka????
mujhe Yaad nahi aaraha
she just stared at him n he continued
ar - Ohhh Kahin iss liye toh nahi ke
aapka khayal rakha in Dino n all crap jo main kuch Dino se sun sun kar thag gaya aur ye bhi bata chuka hun ke ye sab main thank you ke liye nahi karraha
his voice turned more manly by each passing second
she was abt to say something but he cuts her in middle
ar - no i am not done yet
ridhima maine Pehle hi kaha ke ye saari formalities mai Hamare relationship. mei Bilkul nahi chahta tum kyun baar baar Bhul jaati ho ke mujhe Tumhare mooh se ye thank you
sorry
can i do this
can i go there
Bilkul bhi ache nahi lagte
ridhima jaisa tum kehti ho ke mere saare kaam karna mere saare cheezon ka khayal rakhna
tumhara haqq hai
usi tarah mai bhi ye Hamesha se kehta aaya hun ke
tumhara khayal rakhna tumse pyaar karna mera haqq Hai
u Dnt even knw jaan ke tumne Aaj tak mujhe kitna pyaar diya hai
usi tarah agar mai tumhe pyaar karta hun
tumhara khayal rakhta hun
Iska ye Matlab nahi hai ke mai ye Sab tumhare mooh se thank you sunne ke liye karta hun
ridhima i want to love you unconditionally
(he cupped her cheeks)
i want to spoil you baby
i love u
she smiles through some tears in her eyes n he kissed her on her forehead
ri - i love u too
ar - really???
ri - hmm
ar - par mujhe kyun aisa lagta hai ke tum mujhse pyaar nahi karti
ri - huh
ar - Haan
Matlab
baat baat par rona
mujhse har kaam poochkar karna
ye sab toh Woh loag karte hai na
jo apne husbands se darte hai
pyaar nahi karte
hai na
ri - nahi
Woh
aisa nahi hai
ar - toh kaisa hai
ri - mai aapse darti nahi
Aapki izzat karti hun armaan
mere liye aap mera sab kuch ho
aur Aapki har baat mere liye maiyne rakhti hai
aur jaisa aapne kaha ke mujhse pyaar karna aapka haqq hai
usi tarah mere pyaar ki izzat karna mera haqq Hai
aap chahe mujhse hazaar baar kyun na kaho ke mujhe formalities nibhane ki zaroorat nahi hai
par ye sab meri formality nahi meri Zaroorat Hai armaan
Armaan smiles n kissed her hands
ar - u r an angel of my life
tumhari ye baatein mujhpar kitna asar karti hai
u Dnt even have an idea
she smiles too n hugged him
ri - aur aapka pyaar mujh par kya asar karjata Hai Iska Aapko idea nahi hai
she bits her lower lip as out of the blue she just said what was in her heart n he smiles n asked
ar - achaww
she closed her eyes as she know that now he will tease her Alottt
ar - aisi baat hai
she slowly came out of the hug n lowered her eye lids
he pulled her closer n he nuzzled her on her cheeks
she was shivering due to his touch
he whispered near her lips
ar - agar mai iss tarah tumhe chuta hun
toh tumpar kaisa asar hota hai
her voice stucked in her throat
ri - ar..armaan
ar - hmm
bolo na jaan
he pecked her lips n was kissing on her corner of her lower lip just a soft peck
she moaned n armaan smiles seeing her facial expressions
her eyes were closed n her cheeks were constantly getting pink she clutched his shirt in her fist n he sat there doing nothing but admiring her n she was feeling damn shy like a newly wed bride
his dimples deepens seeing her
ar -aankhein kholo jaan
main kuch nahi karraha
she shook her head n instead hugged him tight
ar - Oye hoye ( he sighed)
ab Itna sharmane lag jaogi toh kaise chalega
ri- Armaan
she whined he kissed her on her temple
flashback ends
ridhima smiles n got up from the window side n went towards the cupboard opened the wardrobe took his shirt n closed the cupboard
she smelled his fragrance n said
ri - aap ne Sach much mujje
bigad diya mujhse Itna zyaada pyaar karke
she kissed his shirt n hugged it
ri - i love you jaan.
she looked at the clock n her eyes got wide opened
ri- oh no
shaam ke 4 bajrahe hai aur Maine Abtak laundry nahi ki
ye armaan bhi na
ye sab unki wajah se horaha hai
she took the basket of unwashed clothes of them (AR)
n started washing them
after an hour
she came back in her room cleaned the mess around the room
she sat on the bed resting her back to the bed post
ri -maa se baat karleti hun
Phir jab armaan wapas aayenge
mujje time nahi milega
she took her phn n dialled her mother's number
ri - hello maa
padma - ridzi beta kaisi hai Tu
ri - mai theek hun
aap sab kaise hai
papa nani
padma - hum Sab bhi theek hai
Tu bata kaisa chalraha hai sab kuch
zyaada kaam toh nahi karrahi na
abhi abhi theek hui Hai Tu
mujje pata hai Jaise hi dressing nikal di tere haath pair ( leg) se tuney toh usi din se Shuru kardiya hoga
hai na
ri - nahi maa
aisa kuch nahi hai
mai zyaada stress nahi derahi
bass thoda sa kaam karungi toh fresh feel karrahi hun
itne Dino se aaram karke mai bahot hi bore hogayi
aur lazy bhi hogayi
aur Waise bhi aapke damaad mujhe Kounsa kuch kaam karne dete hai
agar maine ek glass bhi utha liya na toh bass Shuru hojate hai mujh par
Filhaal abhi toh office mei hai Issiliye kuch karsak rahi hun
Warna toh mujje Woh kuch karne hi nahi dete
padma smiles n said
padma - iss maamle mein toh tujhse lucky koi nahi hai beta
bhagwaan ka shukr hai ke tujhe Itna zyaada pyaar karne waala pati mila
meri toh Hamesha se yahi dua hai ke tum dono Hamesha khush raho
ridhima smiles n said
ri - Haan maa
iss baat ka main bhagwaan. ji ka Jitna bhi shukr karun kam hi hai
shayad hi maine koi Acha kaam kiya hoga Jiske badle unhone mujhe armaan Jaise life partner diya
they both kept on talking for sometime
ridhima was preparing the dinner n was constantly looking at the clock
ri - 8 bajgaye aur armaan ka Abtak pata nahi hai
pata tha mujhe
yahi hone waala hai
itne Dino se mere saath rehkar bore hogaye honge
Issiliye office se late aana Shuru kardiya
main bhi na
bekaar mei Soch rahi thi
ke armaan mere liye jaldi wapas aayenge
shayad mere liye kuch waqt hoga unke pass
sab bekaar hai
Waise toh Jab ghar par rehte they toh kaam ko toh neglect hi nahi karte they
mai wait karti thi ke ab aayenge jab aayenge
but nahi poora kaam hi karke aate they
ab Dekho
raat ke 8 bajrahe hai
pata nahi ridhima kaisi hogi
usey call karleta hun
atleast Msg kardeta hun
aisa khayal toh aata hi nahi hai unke dimaaq mein
mujhe bhi kya????
jab aayenge tab baat hi nahi karungi
just then door bell rings n Diana went to open the door
Diana - good evening armaan sir
ar -hi Diana
he went inside n without even asking abt ridhima straight went in to their room
ridhima saw this n fumed with anger
ri - mujhe ignore kardiya
theek hai
mujhe kya karna hai
mai bhi nahi jaungi
AR room
armaan was hell tired n removed his blazer n throwed it on couch
he removed his tie n opened his wardrobe n took his night suit
white t-shirt n black track pant
he came out after taking a relaxing shower n saw his belongings still there as it is how he kept them
ar - ridhima abhi tak nahi aayi room mei
strange
he waited for half n hour still she did not came
so he went down n saw her in the kitchen
by now Diana left only ridhima was doing her work in kitchen
ar - ridhima
she looked at him n said
ri - arey aap kab aaye????
he was abt to speak when she cut him in the middle n said
ri - actually na mai apne kaam mei itni busy hogayi thi Aapko dekhna hi Bhul gayi
it was rather a taunt from her
he nods n said
ar - lagta hai bahot busy hogayi tum
ri - kya karun armaan kaam ko ignore toh nahi karsakti na
he very well knows that she is just pouring her anger out
as he was sooo much engrossed in his work that he even did not make a call to her
ar - ridhima actually
she just closed her eyes in anger n told
ri - Armaan jaakar table par baithiye mai khaana lagati hun
ar - nahi mujje Bhook nahi hai
bass ek cup coffee dedo
i will feel better
ri - Armaan iss time par sab dinner karte hai
coffee raat ko peene se kuch nahi hota
aap jaakar baithiye mai abhi aati hun
he went from there n ridhima said to herself
ri - kya karrahi hu mai
dekha nahi tuney ridhima Woh kitne thake hue lagrahe hai
how can i be so mean
mujje Sirf apna hi gussa dikhayi deraha hai
aur Woh
unke Chehre pe Kitni thakaan hai
kitna kaam kiya hoga unhone Aaj
i was soo rude
mujje unse Waise tarah se baat nahi karna chahiye tha
she looked at him who was busy in his phn n his eyes were like ready to shut
she shook her head n went to set the table
she sat bedsides him n make one plate
he looked that n said
ar - Sirf ek hi plate kyun
tum nahi Khaogi
ignoring his question she said making a morsel
ri - mooh kholiye
ar - kya???
ri - Armaan mooh kholiye
her voice turned Lil soft
he smiles slightly n opened his mouth
as this moment can't be wasted by arguing with her
he always loved this sight of her
caring n Lil bit adamant towards him
ri - Jab Bhook itni lagi hai
toh coffee peekar kyun sona
ar - ab jab tum Itna daant rahi thi mujhe toh kaise khapata mai
she gave a look n he looked down which makes him smile
after finishing their food
she was abt to get up when he held her wrist n made her sit on his lap
ri - aap ye kya karrahe ho
he wrapped his hands around her waist n said
ar - mera dinner abhi complete nahi hua
Woh actually mujje ( he bent towards her) kuch Meetha chahiye
getting the clue she smiles slightly but kept her left hand on his chest n said
ri - sorry Aaj maine kuch Meetha nahi banaya
n abt to get up again he pulled her into his chest
this time Lil bit hard that her face instantly came in contact with his face
their nose touched with each other
he looked into her eyes n she too was lost in his blue oceanic eyes
he caressed her cheeks n said in a husky voice
ar - toh kya hua
mere paas mera dessert Hamesha rehta hai
Kabhi bhi kha sakta hun
she blushed hard at his shameless comment n lowered her eye lids
ri - Armaan
please mujje chodiye
ar - jab paas nahi aata toh gussa karti ho
aur jab door nahi jaane deta toh paas aane se ghabrati ho
kyun
ri - Armaan aap
Cho..chodiye mujje
ar - nahi
she pleaded him with her eyes n he smiled n kissed on her both cheeks
ar - kaam khatam karke jaldi aana
i will be waiting
Ok
she nods n he kissed her again on her cheeks
he sat on the bed stretching his legs n resting his back on the bed post n she sat in between her legs
her back. was resting on his chest n he wrapped his arms around her waist
she rest her head on his chest n he was placing several kisses on her head
ar - jaan
aap Aaj itne gusse mein kyun thi
she pouts n looked back at him n said
ri - Aaj aapne ek baar bhi mujhe call nahi kiya
Issiliye gussa thi
ar - thi
Matlab ab nahi ho
hai na
ri - agar aap chahte ho toh abhi bhi gussa hojati hun
she was getting up from his hold he instantly stopped her
ar - no no baby
iski zaroorat nahi hai
yahi raho na
mere paas
he pulled her up so that her hands wrapped around his waist n his hands too wrapped around her waist
he nuzzled her nose n smiles deeply
ri - Armaan
aap na bahot cute lagrahe ho
she kissed his cheeks n armaan smiles more n said
ar - kya baat hai bhai
Aaj kuch zyaada hi pyaar aaraha hai mujh par
she hide her face in the crook of his neck n said
ri - ab kya karun
aap itne handsome ho na ke mujhse control nahi hota Kabhi kabhi
ar -Ohoo look who's talking
aap Mrs ridhima armaan mallik toh nahi ho na
Woh kya hai na meri biwi toh mere ghoorne se hi sharmane lagti hai
aise Aapki tarah Itna romantic Kabhi nahi Hoti
she giggled n armaan smiles too
ri - Aapko toh isse bhi problem hai
ar - not at all jaana
i am loving it
she tightens her grip on his waist n digged her face more into his neck
ar - Waise i really love this naughty mallik
he nuzzled her ear lobe
ar - iraada kya hai aapka madam
chodogi bhi ya nahi
ri - mhmm
she shook her head
ar - mhmm kyun
ri - mch
Rehne dijiye na please
ar - Rehne hi toh deraha hun na baba
bass pooch raha hun ke Aaj Itna pyaar kaise aaraha hai mujhpar
ri - nahi bataungi
aur pass bhi nahi Aungi
with this she came out of the hug n crossed her hands against her chest
ar - aise kaise paas nahi aaogi
he tickled her stomach n she laughed like kid
ri - stop
armaan
please
she pushed his hands n before he starts again she throwed herself on him
hugging him n he started doing his shaitani
making patterns on her waist n pulling her close n he layed on the bed in that position
ridhima on top of him n he switched off the side lamps n
rest
aap sab khud imagine karlo
Heyya people
this part is especially dedicated to megha bansal aka meghs
dekhle tujhe Tera bday gift Milgaya na
ab mujhko tang mat kariyo next update ke liye
samjhi
anyways
a very happy birthday to u
i wish tujhe bhi is tarah ka hi armaan miley as your life partner
Hihihi
kya mast dua di na Maine
Tu bhi kya Yaad rakhegi
enjoy your day n love u
n baaki sabhi readers ke liye bhi
love u all guys
aap loag. mein Jitna patience hai na
wait karne ka
shayad hi Mujhme Kabhi aayega Itna zyaada patience level
thanks for waiting for my updates
n thank you for the encouraging comments
love u all
take care
Humera
3