FATEFUL LOVE IN AN ARRANGED MARRIAGE
PART - 13
as the days were passing
armaan was getting Lil bit of irritating for ridhima
not by his naughtiness but by his Lil rude behavior n snapping back at her often for no reason
ridhima was confused abt his behavior
what is the reason of his sudden change of behavior???
y he is being rude to her???
she was thinking of him while standing near the Window n looking at the moon
ri - armaan ko ho kya gaya hai
woh baat baat par gussa kyun horahe hai
ekdum chid chidey hogaye hai
mujhse toh seedha baat bhi nahi kartey
har waqt snap kartey rehte hai
ya phir gussa hojate hai bina koi baat ke
aur toh aur office se kitni der se aarahe hai
she looked at the clock which stuck 9 pm
ri - 9 bajgaye phir bhi unka koi ata pata nahi hai
she kept her hand on her mangalsutra n was playing with the chain as she is soo tensed
ri - kya karun
unhe call karun
nahi nahi
agar call karungi toh phir se Mujhpar chillangey
ek kaam karti hun
jab woh aayengey tab unhe chocolates se manaungi
she frowns at her own idea n hits her forehead
ri - r u mad ridhima
woh chocolates se maanengey???
woh kya tujhe Chotey bachey lagte hai
jisko chocolate dekar khush kardegi
Mch
toh aur kya karun
hamesha Mujhpar chillatey hai jab bhi unhe unki pareshani ki wajah poochti hun
aur agar mai unke bolne par bhi chup nahi hoti
toh situation se bhag jaatey hai. ya toh unko kaam yaad aata hai ya toh walk lene ke bahane chale jaatey hai
aise mein kya karun mai
she sat on the bed resting her elbow on her lap n placing her palm on her cheek
ri - aisa kya karun Jissey woh puraane wale armaan banjaaye
suddenly an idea came into her mind
she smiles n said to herself
ri - obviously
ye hi theek rahega
haan
this one is nice
aakhir woh bhi toh ek mard hai
kabtak mujhse naraaz rahengey
she grinned n got up from the bed with a determination of making him happy
the door bell rang n she went down n opened the door n saw him with a tired n irritate waala look
he looked at her n she smiles wide
ri - aap aagaye
she took his briefcase n said
ri - jaldi fresh hojaiye mai dinner lagaati hun
Ar - no thanks Mujhe bhook nahi hai
ridhima looked at him n said
ri - aapko nahi hai toh kya mujhe bahot bhook lagi hai
Ar - tum khaalo
Mujhe kuch kaam hai
he started going up removing his blazer n she said making him stop rite there
ri - theek hai matt khaiye
mai bhi nahi khaungi
aur waise bhi ek din kuch nahi khaungi toh mar nahi jaungi
Ar - shut up ridhima
ri - no i won't
ek toh maine dopahar se kuch nahi khaaya
socha aap jab aaogey toh aapke saath khalungi
par ab aap bhi nahi kharahe toh mujhe bhook kaise lagegi
theek hai Phir mai bhi nahi khaungi
Ar - tumse kisne kaha bhooki rehne ko
ri - mere dil ne
she said that with utter most innocence
armaan's heart melt seeing her but he never showed her his expressions
he was abt to go when he stopped n said
Ar - khaana lagao
abhi change karke aaya
he went from there n she smiles wide n went into the kitchen n jumped
ri - Yesss yes
mera first step of mission manao armaan successful raha
kaise nahi hoga
bhagwaan ne itni pyaari shakal di mujhko
unko toh maanna hi tha na
thank you bhagwaan ji
itni Masoom shakal dene ke liye
she giggled n soon set the dining table
he came down wearing his nite track n white t shirt looking handsome asusual
she blushed seeing him n he looked at her... she moved her gaze from him was again busy in setting the dinning table
he came n sat on the chair n she too sat besides him
she served him food n served herself too
they both ate their food silently n armaan ate little n ridhima noticed this n thinks in her mind
ri - aaj toh aapko mujhe aapki pareshaani ki wajah batani hi hogi
bahot hogaya aapka gussa
ab aur nahi dekh sakti mai aapko aise pareshan
mujhe mere poorane waale armaan chahiye
hastey hue
aise Sadu waale nahi
she came into her senses when he got up from the table after finishing his food
she looked at him n sighed n soon finished her food n cleaned all the vessels n switched off the lights of kitchen n went into the room
there she saw him standing near the Window looking at the sky
his back was facing her she went towards him n placed a hand on his shoulder
he turned aside n asked
Ar - kya hua?????
ab mai yahan akela reh bhi nahi sakta kya
ri - bilkul reh sakte ho
par mujhe ab aapke bina nahi rehna
Ar - oh common ridhima
bakwaas baatein mat karo
akeli kahan ho
mai toh hun na yahan
iss ghar mein
she shook her head n he looked confused
ri - aap nahi ho
pata nahi Koun hai ye jo hamesha chid chidey rehte hai
hamesha Mujhpar chillatey rehte hai
baadh baadh par snap kartey rehte hai
mere armaan toh aise bilkul bhi nahi hai
aapne mere armaan ko kahan chupa kar rakha hai
Ar - ( he turned back again showing his back to her) Ye tum kya kehra...
he did not even complete his sentence when he felt her hugging him from the back
she hugged him from his back n clutched his t-shirt in her fist
he closed his eyes feeling her
they stood their like that for sometime
when ridhima spoke
ri - armaan
aap aise kyun behave karrahe ho
kya baat hai jo aap mujhse chupa rahe Ho...
please apni takleef mujhe baatiye...
mai aapko aise pareshaan nahi dekh sakti... nahi dekhsakti aapko aise...
please armaan mujhe mere poorane waale armaan lauta dijiye...
aap waise hi ache lagte ho
aise ache nahi lagtey
he held her hand which was on his chest n removed her hand
she startled for the moment...
he turned at her n looked at her
she throws herself in his arms n he was taken a back at her sudden hug
he took the support of the Window
she hugged him tight n he gave in in her hug
she smiles wide as he wrapped his arms around her
he hugged him tight n carressed her hair
he thought that he was being baselessly rude to her
she understood him n what he did
nothing but always shouted on her n not even gave a reason of his behavior to her
she must be worried for him these all days
without any of her fault he always shouted on her n always upset her
Ar - i am sorry ridhima
ridhima rest her head on his shoulder like a kid n armaan caressed her hair
she detangled her hand from his neck n wrapped them around his waist hiding her face in the crook of his neck
she feels sooo secure
so peaceful in his arms
she closed her eyes savoring the moment
after a whole week she is sooo close to his heart
where she belongs
where her soul belongs
in his arms
armaan kissed her temple n said
Ar - i am sorry jaan
bina koi wajah tumpar gussa tha
jabki tumhari koi galti hi nahi thi
he tried to detangled but she hugged him more n said
ri - please kuch der ke liye aise hi rahiye
bahot dino ke baadh aapne mujhe apni baahon mein liya
he smiles n hugged her tight
he too missed her
how she cuddle like a kid whenever he used to hug her.
he too miss taking her in his arms whenever he came back home from office
ri - aapko meri yaad nahi aayi itne dino se
kyun mujhse naraaz rahe aap
Ar - ( he looked down at her n she looked at him
their noses touched n armaan kissed her nose) maine tumhe bahot miss kiya ridhima
ri - aapne mujhe iss laayakh bhi nahi samjha
ke aap mujhse apne pareshaani baatein
Ar - nahi.. aisa nahi hai ridhima
ri - toh phir kaisa hai armaan
she came out from the hug n said
ri - aapko pata hai Aapko waise dekh kar mujh par kya beet rahi thi
itne gussey mein maine aapko pehli baar dekha tha
upar se uski wajah bhi nahi bataya aapne Mujhe
jab kaam ka itna pressure tha aap par toh mujhe batadedey aap
mai aapko kuch nahi poochti
par nahi aap toh superman ho
har cheez sambhal logey aap
hai na
she completed her sentence with some tears in her eyes n he instantly wiped her tears
Ar - i am sorry
please mujhe maaf kardo
i know mai bahot hi bada ullu hun
bina koi baat ke tumpar naraaz raha
har baar chillaya tumpar
par mai kya karta ridhima
mai bahot bahot pareshaan tha
dad bhi yahan nahi hai agar woh yahan hotey toh shayad situation sambhal letey
par mai bhi chahta tha ke mai khud apni problems solve karun
aur office ki problems solve kartey kartey ghar par problems Create kar baitha
apni Jaan ko hurt kar baitha
he wiped her fresh tears n kissed her cheeks
Ar - i am sooo sorry jaan
i know mai Maafi ke laayakh nahi hun
par kya karun
kabhi kabhi mujhse aisi galtiya hojati hai jo mai chahkar bhi nahi karna chahta, aur tumhe hurt mai apne sapne mein bhi nahi karna chahta
par it's just that office ki problems itni badgayi thi ke mai uska saara frustration tumpar nikaal baitha
i am sorry
ri - ( she sniffed) iss baar aapko itni aasani se Maaf nahi karungi
aapne mujhe jitna rulaaya
utna hi mujhe khush karna hoga
Ar - ( smiles n caressed her cheek n asked) kya karna padega aapko khush karne ke liye
ri - mujhse promise karna hoga ke agar aagey se aisi koi bhi pareshani aayegi toh aapko aapki pareshaani mujhse share karni padegi...
he smiles at her n she continued
ri - aur aise sadey hue stupid se looks office mein hi chodke aana padega
warna mai aapko ghar ke andar aane nahi dungi
he laughs n she frowns
Ar -( pulled her cheeks) itne se aap khush hojaogey
she shook n said
ri - pehle promise karo
armaan smiles n pulled her from her waist n said
Ar - i promise ke aagey se aise kuch bhi hoga toh mai aapko bataunga
aur apne stupid
aur kya tha woh
ri - Sadu waala look
Ar - haan
apne stupid n Sadu waala look office mein chodkar aaunga
kyunki agar ghar mein entry nahi milegi toh meri saansein kaise chalegi
she smiles n he said
Ar - aur kuch
ri - hmmm
she thinks n he took out a Cadbury dairy milk silk from his pocket n showed it to her
her eyes popped out n she said in excitement
ri - silk
she took it from him n he pecked her on her cheeks
Ar - happy chocolate day wify
ri - thank you
aapko pata hai mujhe silk bahot bahot bahot bahot bahott zyaada pasand hai
infact mai toh yahi soch rahi thi ke aap jab aaogey toh mai aapko chocolate dungi aapka mood theek karne ke liye
par phir socha ke aap bachey thodi ho ke chocolate lekar khush hojao gey
phir maine kuch aur socha
aur
she kept on blabbering n he looked at her smiling n admired her as she was blabbering constantly n was playing with the silk
just because of his stupidity he made her cry
he shouted on her n she being herself did not even complained abt his behavior
infact she was worried for him
he mentally smacks himself making her cry for even not her fault
n decided to share his every worries every happiness with her
she kept on talking n he kissed her cheeks
she instantly chup up ( hahaha)
Ar - kitna bolti ho tum ridhima
chapad chapad
she blushed n armaan smiles
Ar - Oye hoye
Mrs mallik back in action
she smacked him on his chest playfully n he laughed
Ar -Acha ab mujhe. ye batao
kya tumne sach mein lunch nahi kiya tha
ri - Haan
Ar - kyun
ri - kyunki mujhe bhook nahi thi
Ar - really ridhima
ri - haan
aur dekhiye mai jhoot bhi nahi bolrahi
she showed her hand to him n he kissed her palm
Ar - aagey se aisi Bewakoofi karogi toh pata hai na
mai kya karunga
ri - kya karogey aap
Ar - mai tumhe ghar aakar thappad marunga
ri- Hawww
aap mujh par haath uthaogey
Ar - uthana padega jaan
kya karun
tum seedhe seedhey kabhi meri baat nahi maanti na
ri - armaan
aap sach mein mujh par haath uthaogey
she held his t- shirt in her fist n he asked
Ar - tumhe kya lagta hai
ri - nahi uthaogey
Ar - hmmm
u r rite
jis din ye haath tumpar uthega uss din mera iss duniya mein aakhri din hogaya
she kept her palm on his mouth n shook her head as if telling him to dnt say this words again
he kissed her palm n removed her palm from his mouth n sucked the fresh tears which rolled down from her eyes
Ar - ridhima
ye Baat baat par aansu bahana kahan se seekha tumne.
ri - aapko issey kya
jabki inke bahar aane ka kaaran almost aap hi toh hotey ho
he took her in his arms n said
Ar - bahot bura pati hun na main
hamesha tumhe rulata hun
ri - aap iss world ke best husband ho
Ar - mai toh nahi hun
par tum zaroor best wife ho
she came out from the hug n said in authorative tone
ri - aap best ho
Ar - ok
if u say so
he caressed her cheeks n she smiles
ri - par mai ye chocolate aapke saath share nahi karungi
Ar -( smiles n pinched her nose) Mujhe raat mein chocolates khaane ka koi shauq nahi hai
tumhari tarah
she giggled n she ate her chocolate like a kid spreading whole chocolate on her lips
he smiles At her innocence
Ar - aaram se khao
kahin nahi jaraha tumhara silk dekho kaise faila liya tumne
he make her turned towards the mirror n she asked
ri - toh kya hua
Ar - u r such a kid ridhima
ri - i know that Armaan
he kissed her hair she ate her chocolate n her mind registered a naughty plan
she immediately wiped her lips with his t- shirt sleeves
n armaan was like in a great shock
Ar - what the hell is this ridhima
she giggled like a kid n said
ri - abhi toh kaha tha
ke mai bachi jaisi hun
toh bachey aise hi toh kartey hai na
she giggled again n he said
Ar - this is not so done
she started running away n he ran behind her
Ar - stop ridhima
ri - nooo
she ran in the whole room throwing pillows at him n he ran behind her
Ar - ruko
stop
ri - nahi rukungi
after running like tom n jerry armaan took a hold of her n pulled her through her waist
ri - ahhh
Ar - ab Bachke kahan jaaogi
she wiped her lips again with his sleeves
Ar - Chiii yaar Ridhima
stop it
ri - sirf chocolate hi toh wipe kiya maine
Aap phir se gussa horahe ho
she pouts n he smiles n said
Ar - waise tumhare chocolate ko wipe karne ke liye mere paas ek aur idea tha
he leaned towards her with a naughty grin n she understood his trick n placed her hands as to stop him
ri - pata tha Mujhe
isiliye toh aapse pehle maine hi apna tareekha azmaaliya
Ar - Acha
badi smart hogayi aap
ri - mai pehle se hi smart thi
Ar - Acha
ri - haan
he kissed her cheeks lingering his lips there n she wrapped her arms around his neck giggling
this part is dedicated to my pyaari si sweet si bunny
kyunki uska happy waala bday hai
A VERY HAPPY BDAY TO U BUNNY HOPE U LIKE MY GIFT
LOVE U
MUAHHH
( ON YOUR CHEEK)
DIRTY MIND KAHIN KI
TUJHE KYA LAGA
KAHA DUNGI
HAHAHAHA
3