
FATEFUL LOVE IN AN ARRANGED MARRIAGE
PART -12
armaan n ridhima were spending the most of the time together n armaan was enjoying the best of his holidays with ridhima
ridhima always thinks that is this the same armaan who was quiet n all mature when she met him first on their roka day????
he don't seems to be quite n mature at all
he always do some childish ways to be with her n she did not regret it at all
infact she love this shaitan armaan the most
these days were the bestest days for AR
but as we says
life goes on
armaan again started going to office n he again became the old armaan for ridhima
one such day armaan went office early without informing ridhima
actually she was sleeping peacefully so armaan thought not to wake her up at this early time
when ridhima woke up she didn't find armaan near her
she checked bathroom n whole house but he was no where to be seen
ridhima was confused abt armaan's where abouts
she sat on the bed with a confused look when her phn ringed
she didn't bother to look at the caller n picked up the phn
ri - hello
Ar - gud mrng wifie
ri - armaan aap kahan chale gaye mujhe bina bataye
Ar - Arey pehle mere gud mrng ka jawab toh do
ri - gud mrng
Ar- ab Zara apna phn apne gaal par rakho
ri - kyun
Ar - ridhima tum kitne sawaal poochti ho
maine jo kaha woh karo
she keeps her phn near her cheek
Ar - Muahhh
gud mrng wifie
ridhima blushed n armaan said
Ar - Oye hoye ( he sighed) subah subah Sharmaatey hue tum toh aur bhi khoobsurat lagti ho
ri - armaan
Ar - haan armaan ki jaan
ridhima smiles n said
ri - ab aapka morning Romance hogaya toh kya aap mujhe ye bataingey ke aap kahan chale gaye
armaan smiles n thought to tease her
Ar - woh actually mai London jaaraha hun
1 mahine ke liye
ri - kya?????
her voice strucked in her throat n armaan smiles more
Ar - haan ridhima
i am going away from you jaan
ridhima dnt know what to say
she was confused
ri - par... achanak... kaise...
she was controlling her tears
as at this time in their marriage she can't even think of staying alone
she is getting habituated of him
she dnt want him to go away n here he was going away for whole 1 month
this fact was hurting her more
Ar - kya hua ridhima
ri - aapne mujhe jagaya kyun nahi
mujhse bina miley kaise jaa sakte ho aap
aur woh bhi poore 1 mahine ke liye
Ar - ab sabkuch itna jaldi jaldi hogaya ke mai kya kahun tumhe ridhima
ri - phir bhi aap mujhe bata toh sakte they na
aapke bina 1 mahine kaise rahungi mai
tears started flowing from her cheeks
ri - aap kuch bol kyun nahi rahe armaan
Ar - agar mai kahun ke mai nahi jaaraha toh kya karogi
ri - kya????
Ar - mai toh kahin nahi jaraha tumhe chodkar
ri - sach mei aap mujhe chodkar nahi jaarahe
she smiles through her tears n armaan smiles
Ar - haan baba mai tumhe chodkar kahin nahi jaaraha
mai toh bass mazaak karraha tha
ridhima pouts n said
ri - aap hamesha mere mazaak udaate ho
hamesha mujhe rulatey ho
Ar - Arey
tum ro rahi thi
her mouth opened wide in o shape n she said
ri - nahi mai ultha dance karrahi thi
Ar - ultha kaisa dance karrahi thi
he Giggles n ridhima angrily said
ri - aapko hasi aarahi hai
yahan meri jaan jaarahi thi aur aap...
he cuts her in the middle
Ar - liar...
tumhari jaan kaise jayegi
woh toh mere pass hai
ridhima smiles n said
ri - mujhe aapse koi baat nahi karni
Ar - really???
ri - yes
Ar - Acha theek hai
waise mai office aagaya subah subah aur shaam ko der se aaunga tumhe pareshan hone ki koi zaroorat nahi hai
ok
he said that with sooo much concern in his voice n she said
ri - mai pareshaan nahi honey waali kyunki mujhe aapse baat hi nahi karni
Ar - Oye hoye
kitna gussa aata hai Mrs mallik ko
ri - aur gussa Mr mallik hi dilaatey hai hamesha
Ar - ok baba
i am sorry
aagey se aapko chodke jaane waali baat kabhi nahi karunga
i promise
ri - pakka promise
Ar - meri jaan ki promise
she smiles wide n armaan smiles too
Ar - ok ab mai phone rakhta hun
tum apna khayaal rakhna ok
ri - ok
aur armaan suniye
Ar - bolo
ri - lunch theek se khaayiega
aur skip mat kariye
Ar - aur kuch
ri - aur
jaldi aayiye
Ar - aur
ri - bye
she cuts the call n armaan smiles wide n said
Ar - Haaye Mrs mallik
aapse door hona toh kya aapke Bina ek bhi second nahi jeena chahta hun Mai
he shook his head n started doing his work
after talking to armaan
ridhima freshen up n she wore a simple beautiful red color saree
her hair left open
with minimal make up n sindoor applied on her hair n her chooda was making sweet sounds, a cute small mangalsutra adored her neck with a pair of beautiful earrings
she was looking extremely beautiful n gorgeous
she looked at herself in the mirror n she smiles seeing herself in newly wed bride attire
she came back from her la la land when her phone buzzed
she went n picked up her phn
ri - hello
anjali - hello ridzi
kaisi hai
ri - anjali
mai theek hun
tum Kaisi ho
muski aur nikki
woh dono kaise hai
Anji - mai bhi theek hun aur muski, nikki bhi theek hai
tu bata kaise chal raha hai sab kuch
Mazey karrahi hai armaan ke saath haan
she teased her n ridhima smiles n said
ri -Filhaal toh sab kuch bahot perfect chal raha hai
mom aur dad US gaye hai, dad ko wahan ka business sambhalna hota hai
aur armaan office gaye hue hai
Anji - Ohooo toh sass sasur ko US bhej kar pati dev ke saath enjoy karrahi hai tu
haan
privacy n all
ri - anjali tum bhi muski aur nikki ki tarah baatein karrahi Ho
anjali laughs n ridhima smiles
Anji - Acha jokes apart
tu bata
tu khush toh hai na ridhima
ri - mai bahot khush hun anjali
mujhe hamesha se hi armaan ke jaisa life partner chahiye tha
understanding, caring, loving
Anji - romantic
ridhima blushed n said
ri - haan romantic toh woh hai hi
par jitna khayaal woh mera rakhtey hai na
utna kisine nahi rakha hoga
she sat on the bed n
said
ri - armaan ne mujhe inn dino ekdum princess ki tarah treat kiya
mere bina kuch Boley meri saari wishes poori karte hai
mujhe Halki si kharoch bhi aayi toh unki jaan nikal jaati hai
mere khaane peene ka aise khayaal rakhtey hai jaise maa rakha karti thi
he spoiled me anjali
ab toh mujhe unki aadat si hogayi
unke bina ek pal bhi jeena gawaara nahi karta
anjali smiles wide n said
Anji - OMG... ridzi tu toh ekdum romantic hogayi
ridhima smiles n said
ri - sangat ka asar hai anjali
Anji - Ohooo
matlab love is in the air
usne tujhse ya Tuney ussey confess kiya
ri - kya confess karna hai???
Anji - buddhu yahi ke you guys Love each other
ridhima blushed n said
ri - nahi
Anji - what?????
abhi tak confess nahi kiya tumdono ne
ri - uski kabhi zaroorat hi nahi padi anjali
jo pyaar unki Aankhon mei mai apne liye dekhti hun
mere liye wahi bahot hai
aur main toh unse Jabse pyaar kar baithi jab hum dono ki pehli mulaaqat hui
Anji - awww
ridzi teri baaton se toh lagta hai ke tu toh armaan se bahot zyaada hi pyaar karti hai
ri - itna zyaada ke mai unke bina Jee hi nahi sakti
she remembered her morning convo with him n a tear trikled down her cheeks
she wiped her lone tear
Anji - i wish ke tum dono ka pyaar hamesha barkaraar rahe n tum dono ko life ki saari khushiya miley
ri - thank you
Anji - Acha Chal mai phn rakhti hun
ri - ok bye
Anji - bye
through out the day ridhima missed armaan alottt
she was waiting for his calls but he didn't called her
she was getting bored so she thought to read her favorite novel
she was reading the novel when she started missing him again
she closed the book n went in the garden area to get some fresh air
she hugged herself feeling the cool breeze kissing her cheeks
her hair was flying she looked like an angel in a red saree...
she closed her eyes n was enjoying the cool breeze
armaan tip toed n slowly slowly hugged her from back
ridhima startled first n she looked back n saw him smiling to her
she smiled back, Arman kissed her forehead
ridhima turned to himself n hugged him tight resting her head on his chest
he hugged her tight n said
Ar - miss me
ridhima looked at him n nod in a yes armaan smiles n kissed on her hair
Ar - maine bhi bahot miss kiya tumhe
ri - armaan
Ar - hmmm
ri - aapne toh kaha ke aap late hojaogey aane mein
phir aap toh jaldi aagaye
Ar - mera Mann nahi karraha tha kaam mein issiliye aagaya
ri - Acha kiya aapne
mai bhi din bhar bore horahi thi
Ar - hmmm ( hugged her more) yahin sab kuch karna hai ya andar chale
ridhima looked at him n said
ri - chaliye
they both went inside n armaan changed his clothes into a blue denims n white shirt n he looked sooo hot
he came down n saw ridhima placing the coffee mugs on the table she turned back n bumped into him n they both smiles
armaan held her from the waist n ridhima placed her hands on his chest
Ar - waise aaj tum bahot hi zyaada khoobsurat lagrahi ho
aur ye sauce waala rang toh tumpar bahot hi acha lagraha hai
she looked down n tugged her hair strands behind her ear
armaan smiles n said
Ar - not fair
she looked up at him n he said
Ar - mera early morning view aaj miss hogaya
tumhe agar aaj subah dekhleta iss saree mein toh aaj mai jaata hi nahi office
tum kaise manage karti ho
simple aur khoobsurat dikhne mein
ri - armaan
Ar - hmmm
he nuzzled her on her hair n she held his shirt in her fist.
Ar - agar aise hi rozroz khoobsurat dikhogi
toh mai apne aapko kaise control karun
kaise 12 ghante tumse door Rahun hmmm
ridhima gasped as he nuzzled her neck n she hugged him tight armaan smiles n said
Ar - ek din tumhari ye sharam meri jaan hi na Lele
she hugged him tight n they stayed there like that
Ar - waise kya baat hai tum thodi khoyi khoyi lagrahi ho
she came out of the hug n said
ri - nahi toh... aapko aisa kyun laga
Ar - ridhima ab tum mujhse Jhoot bhi bolne lag gayi
dekho itna toh mai tumhe jaan ne laga hun ke jab tum Jhoot bolti ho toh tab
( he took her hand n said) tumhara ye haath kampne lagta hai
see saw her hand which was shivering n looked at armaan who held her hand
Ar - kya hua ridhima ( cupped her cheeks) kisine kuch kaha tumse
she shook her head n hugged him again
Ar - kya baat hai jaan
mujhe bhi nahi batoagi
ri - mujhe kuch samajh nahi aaraha
Ar - kya samajh nahi aaraha
ri - pata nahi
armaan detangled from the hug n he made her sit on the sofa n sat beside her
he held her hand n said
Ar - ridhima
meri taraf dekho
she looked at him n two tears rolled down her cheeks
Ar - Arey ye aansu
( he wiped her tears n held her cheek) tum ro kyun rahi ho
ri - i dont know
mujhe samajh nahi aaraha ke mai pareshaan kyun hun
Ar - kiss baat se pareshaan ho ridhima
ri - armaan
Ar - haan bolo
ri - aap.. ...
more tears trickle down her cheeks
armaan was confused abt her sudden behavior
he wiped her tears n took her in a hug
she hugged him tight sobbing lightly
Ar - ridhima
mai tumhe aise nahi dekh sakta
aakhir baat kya hai
tum achanak se rone kyun lag gayi
kya hua hai ridhima please mujhe batao
ri - aap mujhse naraaz toh nahi hongey na
Ar - aisi kya baat hai ridhima
she came out of the hug n said
ri - armaan mai aapke bina nahi Jee sakti
Ar - ridhima
he is confused abt her sudden change of behavior
ri - mujhe please kabhi chodke mat jaiye
please
more tears formed in her eyes
armaan held her from her shoulders n said
Ar - mai kyun tumhe chodkar jaunga ridhima
mai kahin nahi jaaraha baby
she looked at him with more tears n armaan hugged her n she hugged him tight
Ar - kahin tum subah waali baat ko lekar pareshaan toh nahi hogayi
she Nods n armaan said
Ar - Ohhh god
ridhima
tumne itni choti si baat ko itna seriously leliya
i can't believe u
maine kaha na mai bass mazaak karraha tha
aur tum jab toh bilkul sportingly lerahi thi na
normal hi toh baat karrahi thi
ab ekdum achanak se kya hogaya
haan
ri - mujhe kuch nahi pata
please mujhse naraaz mat hoyie
Ar - Offo
kya karun mai tumhara ridhima
he tried to detangled from the hug but she hugged him more
Ar - ok baba naraaz nahi honga
tumne koi film dekhi sad waali
she came out of the hug n shook her head
he wiped the lone tear n asked
Ar - koi stupid si novel pada hoga tumne
hmm
she Nods in a yes
he looked at her seriously n more tears started forming in her eyes
Ar - ab kyun rorahi ho
maine toh tumse kuch nahi kaha
ri - par ab daatoge aap
Ar - toh kya karun
shabaashi dun ya dance karun
ek aise stupid novel lekar baith gayi jo tumhe rulati hai hamesha
upar se ye expect karrahi Ho ke mai kuch nahi bolun tumhe
hmmm
ridhima did not said anything n she sat there with her head down like a small kid
Ar - tum na ridhima
seriously mujhe bahot pareshaan karrahi Ho
mujhe laga pata nahi kya hogaya mujhse aisa jo tum rone lag gayi par nahi Mrs mallik ko toh sadey hue stupid novels padhkar din bhar rona hai
ya toh uss stupid novels padhna bandh karo
ya toh usey itna seriously lena bandh karo
ri - woh novel stupid nahi hai
meri favorite hai
armaan smiles n said
Ar - u r just too much ridhima
she looked at him n found him looking At her with his elbow resting on the sofa
Ar - hogaya rona
she pouts n he smiles n took her in his arms
Ar - idiotic novel
she whined like a kid n armaan swayed her in his arms n kissed her hair
hogaya hogaya
part khatam hogaya
hope u enjoyed the part
thanks for your precious comments
it appreciates me to write more
thank you
love u all
HUMERA
3