Mediator of love banner
part 27
Arjun next page open kartha hai.
Hai diary,
Sorry kal nahi likh payi ,kyoonki bathathi hoon first kal ke baare me
batahthi hoon .baad me aaj ke baare me teek hai
kal kyoonahi likhpayi isliye kyoonki kal mujhe goli lagi isliye .Wo kya hai
na kal ek security mile hume . kiska patah hai?. ek sow tees karode
rupayonka .baapre hai na ?
us van ke peeche karna hai. hum sab peche jaarhe hai Arjun sir ko
pathnahi .myne pooch phir wo kaha ki wo jeha hona chahiye waha
honge.
sab gaye the Sree mujhse "Ye arjun sir ko raaz chupane me bahuth maza
aath haina ?? kaho ?
Rathore sir sunliya aur danta .wo jaane ke baad phir poocha tho myne kaha
" mere dad kahtah hai ki ek baare danti hue admi ko dubara nahi dantana hai"
Chotu kaha ki " kiseeke samne Arjun sir ko leker kuch nahi kahsakthe "
myne gussa dikhake aagayi lekin ha mere aage Arjun sir kuch kahe aur my sunthe hi rahoo impoossible na .
(Arjun smile kartha hai)
hum uske peeche gaye kise hua patahnahi hume wrong rute me gaye tab
usko pakarne ke liye sab apne apne tareeko me hai.
Mujhe ek aadmi dikha diya tho myne ueke peeceh kiya aur phone bhi
nahi lagi us area me , tho my kisis ko bina kuch kahe my uske peeche
gaye bad jhansi ki rani tarah wo log firing karrahe ho tho my dhar gayi .
thab arjun sir aake mujhe uttake ander lechaala . aur kaha ki mujhe
kuch nahi hone dega trust him .
mujhe dher gayi agar mujhe kuch hoga tho bhai ko kise doondoo , maa paapa ka kya ?
lekin arjun sir mujhe uttake bahar leaaya .
Ha ha wo mujhe uattake leaaya . agar Arjun se aisa uttayega tho my har
din ek goli khane ke liye tayar hoon.
kal dard hue tho nahi likhpayi.
(Arjun ko ab us din ki yad aathi hai. us din Riya entry goon usko shoot karne sab yaad aatha hai.
"Riya sach me tujhe wah dekhker mujhe proud feel hue tum waha tak
aagyi ho leki shoot nahi karpayi wo tujhe shoot kiya tho mera jaan nikal
aayi my tujhe bachane ke alawa mujhe tab kuch bhi nahi sooja .
tujhe us condition me dekhker my kithana gahbara gayi patah hai tujhe .
Kya my uttaya tho har din goli kahvoge . nahi agar tu hotthi tho my hi
tujhe har din uttake lechaltha tha shayad . ab teri wish aise hi rehagayi
aur mera jindagi bhi socheke aage dekhtha hai)
Aur aaj,
aaj is waqth my hospital me hoon . doctor ne kaha ki 10 din rest lena hai.
my dus din ghar me hi rehana hai.
My ETf ki joining ke pehale kabhi aisa leave mila tho bahuth kush hojathi thi .
lekin ab kab is dus din kahtahm honge kab my office jaavoo yahi soch hai.
kyoonki ab duty ko seriously le liyi .
ha ha ha I know my jhoot kahrahi hoon.
Mujhe na Arjun sir ko dekhne bahuth man karahi hai.
Sree tho mere sath hi rahatha hai. chotu bhi sree ke sath join hua.
Rathore sir bhi aaya dekhna , lekin wo nahi aaya aur koun Arjun sir
Aur my pagal kitarah sochrahi hoon wo kyoon aayega ? kya hoon my uske liye ek colleague .bus yehi na ?
( ye padker Arjun apna ankhe band kardetha hai. Riya ki feling ko padker
"Nahi Riya my bhi mantha tere paas aake dekhne ke liye lekin us waqth mere feelings ko sort out nahi karpaya .
Ya karna nahi chaha .kyoonki my normal insan ki life ki tarah nahi hai
na Riya ek taraf Roshini ke yaadien , doosari taraf Roshini ko bacha nahi
paya ye ghav , ooper se duty , phir sik ke liye doondna is saare matters ke
beech pyar aur zindagi kushion ke baare me bnahi sochpaya lekin
tumhare liye feel hai mere dil me lekin tab tak my usko time dene ki
mood me nahi hoon bus ...kuch pal aankhe bamd kardetha hai.
kyoonki Riya ki us thought usko chot pahunchi hai isliye
kuch pal ke baad )
kay karoon bus meri kismath asii hai. lekin aaj Arjun sir ko dekhne ki bahuth man karahi hai.
meri dil bahuth gabahra rahi hai uski ek aur reason hai myne Arjun sir ke baare me sochrahi thi thabhi mujhe ek call aaya myne bina no dekhke phone uttaya sochke kahi arjun sir ka hai?
lekin ...lekin wo uska hai
BITTUU
usne poocha ki "Jaan kiase ho ? mere liye mujhe pakadne ke liye police me join kiya aur is tarah ki feets karke apne apko chot kyoon pahunch rahi ho?
uske wajhse mere dil ko chot pahunchrahi ho dear.
mujhe tak aane ke liye ithana kuch karne ki jaroorath nahi meri jaan bus ek pyar bhari smile kaafi hai teri. my hi tere paas pahunchoonga
Teri kahyal rekhana dear kyoonki tujheme meri jaan basi hai. "
my wo sunker wahi ki wahi statue bangayi thi .
ye phir se meri peeche ??
ab my kya karoon , kiso kahoon? sree ...ya...Arjun sir ??
Shayad mere zindagi ki curse mere peech phirse padi hai.
Riya
Arjun ye padker choukke phir se padha hai.
baad me "Kya bittu yani SIK phir ...Riya ke peeche us waqth?? jab Riya
ETF me hi hai??"
scroll down đ
281