Rathore: par tu use kaise kahega ki wooh hamare saath na aye?
Arjun: yahi toh nahi pata hai mujhe.
Riya: sir agar aap dono ko sahi lage toh mein aaj field par na aakar
paper work complete karo. Bohot pending hai.
Both were shocked.
Rathore: jaisa tumhe thik lage riya.
Riya: arjun sir wooh files apke cabin mein hai toh kya aap wooh
mujhe
Arjun: ha chalo.
Arjun went to his cabin and riya follows.
Riya: ap case toh leke tensed hai na?
Arjun: riya tum ne field par an eke liye mana kyon kiya?
Riya: sir wooh paper work.
Arjun: mujhse mat chupao riya.
Riya: sorry par meina apka aur rathore sir ka convo sun liya tha.
Arjun: mein tumhe hurt nahi karna chahta par agar tumhe
kharoch bhi ayi toh mein bardast nahi kar paunga aur yeh case
dangerous bhi hai. i knw danger hamara kaam ka ek part hai par
phir darr lag raha hai
Riya: mein jaanti hoon isliye toh nahi chal rahi field. Waise bhi ab
mein akeli nahi hoon. Mujhse kisike zindagi chudi hai mein khud
ko safe rakhungi aur haan mujhse koi aitraaz nahi hai hamari
shaadi ko raaz rakne mein. Waise tooh main sab ko batana chahti
hoon ki kitni lucky hoon mein apko pa kar bt agar yeh baat
hamare ane wale kal ke liye sahi nahi hai toh yeh baat raaz hi
rakhenge. Ab koi aur doubt hai apko?
Arjun: nahi. Wooh yeh case solve ho jay uske baad ghar dekhe ne
chalenge jo pasand aye bata dena aur ek baar tumhara parents ko
bhi hamare bare mein bata denge .
riya: thik hai.
Arjun goes to the door.
Riya: arjun.
Cmes closer to him and pecks him on his cheeks.
Riya: all the best and please take care.
He kisses her forehead in return.
Arjun: I wll. Aur ha mein lunch tme tak aa gaya toh saath me
khayenge varna tum kuch kha lena.
Riya: hoon.
All leave for the case and riya is dng paper work and sending sme
research details as help too.
hope u all like this...
44