Swayam house in evening...
Tani:kya mein kuch galat kar rahi hu...kya mujhe tauji ko sab sach bata dena chahiye ki rey dancer hai...agr taiji ko pata chala toh woh rey ko kabhi accept karenge...
Tauji:tani kya hua kya soach rahi ho?
Tani:tauji mujhe aap se kuch aat karnii thi...
Tauji:haan kaho na kya baat hain...
Tani:woh tauji rey ke baare mein...
Tauji:haaan rey kaisa ha woh meine usse cofee pe bulaya tha aaya kya...
Tani:nahi tauji woh nahi aa sata aaj par uski bare baat hain...
Tauji:haan bolo na kya hua.
Tani:woh taiji woh tauji kya hain na woh rey woh rey...
Tauji:haan tani woh rey pata hai mujhe...
Tani:apko pata hai?
Tauji:han mujhe pata hain ki rey tuhmara dost hai...
Tani:woh hai tauji par rey ekkk dance mera matlab dancer hai...
Tauji:kya tum pagal ho gayi ho wh toh...
Tani han tauji woh ek dancer hai maine aapse jhooth kaha tha aur rey ko bhi aap se jhoot bolne ko kaha...
Tauji:tum aisa kar sakti ho tani aaj tumne sabit kar diya ki tum swayam ki hi behan ho...
Tani:tauji meri baat toh suniye meine aapse chupaya kyuki ,,,,,,
tauji:kyuki kya...tani
tani:kyuki mein rey se pyaar karti hun aur woh bhi mujhse bohot pyaar karta hai...
Tauji:kya tum hai pe padai nahi balki ye sab karne aayi thi in anger bas tani ye sab swayam ko pata hai...
Tani:hhaan ...
Tauji:usne bhi mujhse chupaya ha wh kyu batata mujhe woh toh ek no ka bevkoof hai...khair chodo bas ho gayi tuhmari padhai tum mere saath abhi ke abhi jodhpur wapas jaa rahi ho...
Tani:nahi tauji meri padai...
Tau:bas ho gayi aur kuch nahi...
Tani:par mein rey se pyaar karti hun...
Tauji:stop it tani mujhe kuch nahi sunna iss bare mein tum mere saath chalogi n its final...
Precap:swayam calls rey.swaam:rey tani jaa rahi hai mumbai chodke ...
Rey:par kyu woh papa ko pata chal gaya ki tum dancer ho...
So guys hows it pls comment agar acha toh toh conti karungi have a good day...
Part 2 pg 3
272