ok here goes the next part...
Kashish and Sujal have a fight...Kashish goes down in anger....
Kashish walks dwon the stairs....Anjali follows her...and Sujal and Akshat also ome behind...
She is sitting on the sofa...talking to Veena and Anjali is sitting with her
Kashish: to Aunty...is baar to ki plan nahi hai na London jannay ka?
Veena: nahi nahi...ab to yahiin rehna hai...
Kashish: achi baat hai....kyunki jo baat India main hai...woh kahiin bhi nhai
Anjali: bilkul theek kaha tumne Kashish...
Veena: haan to Kashish...kia akr rahi ho aj kal...
Kashish: kuch khaas nahi Aunty...apna aik chota sa boutique hai...ussi mein busy rehti hoon...
Anjali: wow thats great....tumhara apna aik boutique hai???
Kashish: haan...tumhain to pata hai..shuroo se hi mujhe fashion aur textiles mai interest tha....
Anjali: main dekh sakti hoon tumhara boutique???
Kashish: haan haan...kyun nahi...aj to chuti hai...kal chalna mere saath...
Veena: tumhain pata hai Kashish...Anjali ne bhi textiles ka course kiya hua hai...
Kashish: oh good...to koi kaam vaam ker rahi ho kia???
Anjali: filhaal to gahr pe hi hoti hoon....London main pehle kerti thi...abhi to pata nahi,...
Kashish: haan to tu mujhe join ker le na..wiasay bhi boutique ka kaam kafi barh gaya hai...mujhe aik assisstant ki zarurat bhi hai...
Anjali is confused
Anjali: i dun know...
Kashish: arey iss main problem kia hai....phir tum mere saath kaam karo...mujhe bhut acha lagay ga
Anjali: i will see...sochoon gi...phir Papa se bhi baat kerni hogi...
Kashish: theek hai theek hai take ur time...
Veena: Kashish...tum Sujal se milli???
Kashish makes a face...and gives a look to Anjali who starts laughing
Kashish: jee Aunty....
Veena: bhut sallon baad millay ho na...tum to taqreeban 4 saal ki thi jab hum log yahan se shift huay thay....wiasay bhut gehri dosti thi tum donon ki bachpan main....
Kashish: (murmurs to herself) lagta hai uss waqt ankhain kharab thi meri...
Veena: kia?
Kashish: nahi kuch nahi Aunty....
Veena: aur pata hai...tum to Sujal ke beghair khana takk nahi kahtii thi...bass Sujal ne saath hona to tumne harr kaam kerna...itney shararti thay na donon Anjali...
Kashish: bachpan nadani ki umar hoti hai Aunty...kuch pata nahi hota....lekin yeh hai ke...Sujal kafi badal gaya hai barra ho ker...
Krippa comes there and lissens to her
Krippa: haan haan...Bhai to aur bhi ziada handsome ho gaye hain....
Veena: yeh lo...agayi Bhaiya ki chamchi...
Krippa: Mummmaa!!!!!
Veena: sach Kashish...Krippa to poora din Sujal ki tareefain kerti nahi thakti...bhai ne aissa kia, bhai aissay hain...bass Bhai Bhai Bhai....
Kashish smiles
Kashish: acha hai na Aunty...Bhai to hottay hi bhut pyare hain....
Krippa: bilkul..lekin jo baat Sujal Bhaiya main hai...kisi aur main nahi..i dun know...he has got a charisma about him...kyun Kashish Di???
Kashish: main bataon???
Krippa: haan...ap ko kaisay lagay mere bhai???
Kashish: ummmmm....
Just then Sujal aur Akshat wahan tapakte hain..
Sujal: rehne do Krippa.....lagta hai in ka mood nahi hai tareef kerne ka...
Kashish raises her eyebrows and rolls her eyes
Kashish: mood to tab bannay ga na jab ap yahan nahi hongay...
Akshat: ley!!! log taraste hain humari company ko aur yeh hai keh.....
All laugh...
Veena: tum log betho baatain kero...Sujal main nashta banati hoon...
Kashish: Nashhhtaa????
Sujal: kyun...ap ki language main kuch aur kehte hain???
Kashish: jee nahi....lekin dopahar ke waqt nashta kerna....ajeeb baat hai...
Veena: hmmm....ab tum hi issay samjhao ke jaldi uth jaya karay...
She leaves...
Sujal and Akshat sit down rite in front of her
Sujal: haan to...samjhao na...
Kashish: samjhatay unhain hain jin ke pass aqal ho...
Akshat: point to be noted....
Krippa comes and sits with Sujal
Krippa: Bhaiiiiiiii.......!!!!
Sujal: kia baat hai Krippa....(looks at her, while putting an arm around her)
Krippa: woh raat ko na dawat hai...Kashish Di ke ghar...
Sujal: Oh...
Krippa: aur dekho na mere pass koi kapray bhi nahi hain pehnanay ko....(in a mournful voice0
Akshat: namumkin...kapray tumharay pass nahi..ho nahi sakta...
Krippa: Indian nahin hain na...mujhe shopping per jana hai...
Sujal: haan to theek hai chali jao...
Krippa: woh....Dad ghar per nahi hai..aur mere pass paisay nahi hain (makes a pathetic face)...
Sujal: hmmmm...acha yeh lo...mera card ley jao...(give sthe credit card to her)
Krippa: thanks Bhai i love u!!!
She hurries upstairs to get ready for going shopping
Anjali: Bhai...yeh ap hi ney bighara hua hai Krippa ko...
Sujal: kia Anjali...choti si bachi hai....
Akshat: jee nahi barri ho gayi hai bachi nahi hai....
Sujal: kia tum sab log uss ke peeche parr gaye ho...abhi enjoy nahi kerey gi to kab karay gi..let her live her life....
Anjali: hmmm.....ap to sarr per bitha lein gay...lekin jiss se shadiui woh nakhray bardasht nahi kere ga madam ke...(alughs)
Kashish is listening to this silently...
Sujal: kaisay nahi bardasht kere ga...koi kuch keh ker to dekhe Krippa ko...
Anjali shakes her head
Anjali: jab koi kehta hai na...to koi rok nahi pata hai....
Sujal: meri Krippa ko kisi ne kuch bhi kaha....ussay hath bhi lagay....to mein ussy nahi chorunga....
Akshat: wah bhayi...Bhai ho to aissa....
Kashish: barra pyaar kerte ho apni behen se....
Sujal looks at her affectionately and nods
Sujal: haan...bhut pyaar kerta hoon
Kashish smiles
Kashish: pehli baar tumne seedhe sawal ka seedha jawab diya hai...
Sujal: hmmm....
Kashish: waisya mujhe samajh nahi ati...tum hamesha serious kyun nahi reh sakte????
Sujal: kyunki tumhain tang nahi keroonga to maza kaiay ayega...
Anjali: acha bas....ab dobara matt larna....
Sujal: arey nahi nahi...hum to lartay hi nhai...
Kashish: haan haan..hum kahan larte hain???
Akshta: jhansi ki rani kehti hai hum larte kahan hain...
Kashish gives him a look...then all laugh
Bass ab bhut ho gaya...chota tha i know...kal acha sa likh doongi!!!!
4