part 3:
now all the rituals of marriage has completed gauri is sitting in her room and waiting for pratham.
pratham enters into the room and sit besides gauri and looks in her eyes . gauri feels shy and just downs her eyelashes. pratham come more closer to gauri and take her left hand in his hand.pratham don't say anything and coming more close to just kiss on her cheek suddenly there is knock on door and gauri wakes up from her dream and now in realit pratham enters into the room.actually it was her dream.now pratham slowly slowly come towards the gauri and sits besides her.he wants to say something to her but not able to understand from where to start.but then he said i want to say something to you par samajh nahi aa raha kaise shuru karu. gauri don't respond any thing and sitting be silent.then he said dekhiye main aapko shaadi se pehle hi sab bata dena chahta tha ye sab lekin mauka hi nahi mila aur phir hammari shaadi bhi itni jaldi ho gayi ki kuch samajhne ka mauka hi nahi mila.actually main abhi shaadi ke liye ready nahi tha par apne ghar walo ki khushi ke liye mujhe ye shaadi karni padi.main aapko koi dhokha nahi dena chahta tha isliye maine bahut koshish ki aap se baat kar ke aapko sab baatane ki .lekin mauka hi nahi mila.aapke saath life shuru karne se pehle i need some time.I hope aap meri baat samajh rahi hai. lekin main aapko vishwas dilata hu ki aapko is ghar mein koi pareshaani nahi hogi. aap jaise chahe waise rah sakti hai.agar kabhi bhi aapko kisi bhi jarrorat ho to aap muje bata sakti hai. duniya walo ke liye bhale hi hum pati patni hai lekin main kabhi aap par apne pati hone ka haq nahi jataunga aur umeed karta hu aap bhi aisa hi karengi.then he stands up from bed and said raat bahut ho gayi hai .ab hummein so jana chahiye aap bhi bahut thak gayi hogi . gudnight. pratham said all this and sleeps on right side of bed while gauri is sitting like a statute after hearing all this and going to cry because usne jo sapne apni shaadi ko lekar dekhe the wo ek hi pal mein bikhar gaye but still controls herself and then see towards pratham who has slept already. gauri just wakes up and standing towards window and see towards sky and thinks ye sab mere saath hi kyon ho raha hai.koi baat nahi bhagwan agar aap ki yahi marji hai to yahi sahi and the she also sleeps.
actually pratham is not bad but he just want to take some time to understand each other.
next day in morning,gauri is doing pooja in morning as ideal bahu does and give prasad to every body but pratham is missing from there. gayatri asks to gauri that where is pratham then she said mummyji wo to jaldi hi office chale gaye kaha rahe the ek important meeting hai. then gayatri said ye pratham bhi na kabhi nahi badlega kal uski shaadi hui hai aur aaj bahu ko akela chod kar office chala gaya . lagta hai mujhe hi kuch karna hoga.
in evening when pratham come from office gayatri call him in her room and give two tickets of shimla to him and said that ye tum dono ke liye hai. shaadi se pehle bhi tum dono ek dosre se nahi mil paaye aur aaj bhi tum office chale gaye.isliye main chahti hi tum dono kuch din shimla ghum aayo jahan tum dono ko koi disturb na kar sake.
pratham: maa main abhi main nahi ja sakta main abhi ek bahut hi important project par kaam kar raha hu. waise bhi shaadi ki tayaarion ke wajah se main dhyan nahi de paya.
gayatri: wo sab kuch main nahi janti ti jayega to bas jayega,
after saying this she left the room and pratham is tensed and don't understand what to do.
pratham enters in his room with tickets, gauri is already present in room.she sees that pratham is disturbed and she asks kya baat hai aap kuch preshan lag rahe hai.
pratham:haa wo maa chahti hai ki hum dono kuch dino ke liye shimla ho aaye aur mujhe abhi ek important project handle karna hai lekin maa to kuch sunne ko tayiar hi nahi.
gauri: agar aap kahe to main mummyji se baat karu.
pratham: nahi .agar aap maa se baat karegi to unhe pata chal jayega humare baare mein. main hi kuch karta hu.
gauri seeing pratham is very disturbed and decided to talk with mummyji.
gauri goes to dadi's room where gayatri is also present.
gayatri: to tum dono apni packing kar li shimla jaane ke liye.
gauri: nahi mummyji
gayatri: jarror pratham ne kuch kaha hoga.
gauri: aisi baat nahi hai mummyji, wo maine hi mana kar diya.main abhi nahi jaana chahti.
gayatri:kyon
gauri: main abhi abhi to yahan aayi hu. kuch din aap logo ke saath bitana chahti hu aapki seva karna chahti hu.waise bhi dadi ki tabiyat kuch thik nahi hai shayad shaadi ke itne saare kaam ki wajah se. to main kuch din un ka khyal rakhna chahti hu.aur waise bhi agar hum chale gaye to unka dhyan dadi ki tabiyat ki taraf rahega.aise mein na wo enjoy kar payenge na main.
dadi: dekha gayatri bahu hummein kitni achhi bahu mili hai jo hummare baare mein itna sochti hai.
gayatri:jaisa tumhe thik lage .
pratham is listening all this from outside the room.
gauri enters in her room .pratham also comes and say thanx to her.
gauri:thanx kisliye.
pratham: wo abhi maine sab suna jo aap ne maa aur dadi se kaha.
gauri: isme thanx ki koi baat nahi hai. maine jo kuch kaha sach kaha .main sach mein kuch din abhi yahi rehna chahti hu.
pratham is just looking at her.
gauri:raat bahut ho gayi hai aap so jaayie kal aapko jaldi office bhi to jaana hai.
pratham: aap sahi kaha rahi hai and both say gudnite to each other and just smiled.
next: some more good moments between pratham and gauri.