here is the next part
n-acha tum dono batien karo, mujhe tohdi packing finish karnii hai
(and she left) she felt kind of good not for herself but for kunal after all this atleast he was happy and she thought maybe love was something like this asking for sacrifice and she hadn't failed in love she still loved kunal and it said if u love a person u can only wish for his happiness and kunals happiness was in natasha.and she carried on with the packing
nats-kunal this all is so random and awkward nah
k-haan, natasha hum baat mein baat karien abhi mujhe kahi jana hai (he didn;t know why he said that,cos he didn;t had to go anywhere but at that time he didn't wish to be with natasha)
nats-thik hai hum mumbai jaake baat karte hain
k- okay bye (and he stood up to go where???? his feet took him to nimmo)
n-kunal tum yaha kya kar rahe ho
k-haan kuch nahi bas mood nahi hai
n-kya,natasha se baatein karne ka mood nahi hai, tum thik toh ho pehle toh need mein bhi usse batein karne ke sapne dekhte thee
k-ha per i think i'm just tired
n-chinta maat karo tumhare dimag ko zyada der tak stress nahi karna padega waise bhi bichara itna chota hai, yeh sab jaldi end ho jayega
k-nimmooo tum hamesha end ki kyun batien karti ho, i don't know but bahut anxiety ho rahi hai
n-kunal end matlab hum dono ke relation i mean contract marriage ka
k-aur humari dosti
n-woh toh rahegi nah bhale hum ek doosre say dur ho
k-dur matalab
n-matlab kuch nahi
k-nimmmo
n-(she was thinking something else but she couldn't tell kunal that, she had to avoid the topic) i mean ek ghar mein
k-okay ab chale
n-yeah
(they reached bombay and met kk and kb, they filled them up with all the details)
kk-yeh sab toh thik hai per natasha ko apne contract ke barein mein toh nahi bataya nah
k-nahi i odn't think hume batana chaiye kynki agar by chance yeh baat leak ho gayi toh pata nahin kya hoga i mean nimmo's parents, property bahut kuch stake pe laga hai
n-yeah u r right
kb- haan aur phir tumhare dadaji ko zor ka jhatka zor se hii lagega aur woh jhatake mein tumharii property toh gayi
n-masi arre bolana natasha ko humne nahi bataya
kb-haan per dadaji ko kaise bataogi
n-hume kuch aisa karna hoga jisse dadaji ki nazar mein kunal acha bana rahe aur dadaji ko mujse nafrat ho jaye
kb-yeh toh kabhi nahi ho sakta pehli bar try kiya tha maloom hai na kya hua tha tum dono ko honeymoon bhej diya, dadaji toh tumhe galat samj hii nahi sakte pata nahi ek baat unki baata mein chipuk jati hai toh woh fevicol ka jod ban jati hai
aur doosari baat tum kar bhi nahi paogi, kisine kuch kaha nahi ki ganga behni shooru ho jati hai
k=kantaben its tought apno ko jaan muj kar dukh pohochana its not easy
kb-arre apne kaha tumhare gharwale hai na
n-massi, bhale woh kunal ke dadaji ho per meine unhe apna mana hai
(kunal felt a sense of satisfaction after hearing this words)
kb-mujhe pata tha yeh line anewali hai, acha sorry nah nimmo
n-it okay kantamasi
kk-per kisi ne yeh socha kya karna hai
n-hum dadaji ko vishwas dilasakte hain ki kunal natasha ke beger nahi ji sakta nad he only loves her
kb-yeh toh pehle wale se bhi impossible hai, iski girlfreinds ki list dekhi hai
kk-baat toh sahi hai, meine sab ke bio-data's jaan kar hii jana ki meri memory kitni powerful hai, itni mehnat school mein ki hoti toh toh ab tak mein doctor baan gaay hota
k-kk bas tum bhi uus party mein shamil ho gaye
kk=kya karoon sir jahan sachai waha mein
k-haha not funny
kk-aur koi option nahi hai humare pass, aur agar yeh paln successful ho gaya toh 1 saal tak bhi intezar karna nahi padega
all had their thinking caps on and agreed
sorry guys for the delay i hope i made up to u
tell me how it was
55