Part - 43
Maan: Dadi, aap kabrayiye mat, hum naye actors ko lekhe aayenge
Dadi: lekhin Maan bte hummare paas itna waqt nahi hai
Chchaji: Maan tum toh act kar sakthe ho, haina ?
Ab toh chachaji ne bhi ek achcha idea diya hai,
Maan: mein? Nahi nahi
Dadi: waise Jaspal teek hi keh rahe hai, Maan bte aap ye role aasani se kar sakthe hai,
Mein toh kehthi hoon ki aap already Character mein hi ho
Maan: Dadi?
Dadi: haan bte, ye Raj bilkul aap ki tarah hi hai, aap chahe toh ek bar script ko dekh lijiye
Dadi gives the script to Maan…….
Mamaji: Dadiji, aap fikar mat khijiye, Maan ko mein manaoonga
Maan takes a look at the script…..
Ye toh bilkul bakwaas hai, har doosra hindi film ki story aaise hi hothi……
Patha nahi ye bollywood wale kitne din love sroties banate rahenge?...
Maan toh ye pyar, relations, emotions, rona dona inn sab pe viswaas nahi kartha…..
Usska maanna hai ki insaan ki life usske haath mein hi hai,
Koi bhi successful aadmi apna kismet ko woh kud banatha……
Agar real life mein ek business tycoon aaisa hi koi ladki ke peeche goomtha toh
Woh zaroor apna sab kuch khoke Devdas banjaatha…..
Mamaji: Maan bte, Dadiji bahut pareshan hai, meinne aajtak unko itna udaas nahi dekha
Maan: kyun? Kya hua mamaji?
Mamaji: woh bahut kabragayi, kahi Dadaji ka sapna sapna hi rehjaatha toh?
Maan: ye aap kya keh rahe hai?
Mamaji: Dadiji ko lagtha hai ki agar aap hi iss film mein kaam nahi karte toh hum iss film ko
Nahi bana sakthe……
Maan thinks for a while……….he is worried about Dadi…….
Dadi comes…..she pretends to be sad…….
Dadi: Maan bte
Maan: Dadima
Dadi: toh ab hum kya karein? Ye sab humse nahi hoga, pack up, no shooting, sab cancel….
Maan: Dadi, mein ye role karoonga, aap fikar mat kijiye, kuch bhi ho hum iss film ko zaroor banayenge, aur hummare dadji ka sapne ko zaroor pure karenge…..
Dadi thinks……Wah, kabhi kabhi ye mamaji ka plan bhi kaam kartha hai…….bale bale Balwinder….
Dadi is happy………
Dadi: kya? Aap ye act karenge? Jaspal jaldi shuru karo, Maan mangaye, hare sab kahan chale gaye,
Come on, start camera, Action…………Dadi is excited…….
Maan: lekhin Dadi, ye love story hai, mujhe action karna hi pasand hai
Dadi: aap fikar mat kijiye, aap bas aapke tai-chi practice kijiye, bakhi ka kaam toh hummare Nissar(parvez) aur Hrishi(Hrishikesh Gandhi-DOP) sambalenge(they are also students)
(How could we forget kehna hai kya?...)
Dadi: aap chahe toh ek do stunts bhi add kar sakthe hai hum
Maan: woh Dadi…….Maan is still not interested……..Maan aur lover boy? Kaise hoga?
Dadi: Maan bte, aapko Emraan Hashmi nahi banna padega, zyada se zyada aapko heroine ko jumka pehnana hoga aur ussi ko hi nikhalna hoga, bas ho gayi romance…..Raju singh(music) haina……RR mein sab sambalenge…aap bas hamesha ki tarah Hitlergiri karte raho……
(Unki mahi mahi toh koi bhi scene ko romantic banadegi……)
Finally Maan bana hero…….
Ab Geet ki bhari……
12