PART ' 4
Neel is getting ready for college n soon reaches college now his destination is cultural activity hall, he is passing through the corridor when suddenly his eyes recognize prithvi who is sitting along in the empty classroom, Neel goes towards Prithvi n hits him from behind, Prithvi look at him surpriseingly,
Prithvi :- tu ish wakt Inha clg mein kya kar raha ha?
Neel :- Mera chod, aur apna bata '''''''' ekele classroom mein bethkar chair-table ginna tera jaruri kam tha ??
Prithvi :- car kharab ho gaya tha, ushe thik karne k liye deke clg mein kuch paper work complete karne a geya ,principal round pe geye hain unhi ka wait kar raha hnu
Neel ask in confusion :- who sab tho thik ha but car Car? kahan se ayaa??
Then mockingly add :- yeh clg wale hare k students ko hostel taka ne jane k liye car gift karte hain kya ??????????
Prithvi :- car clg waloon ne nehi Dad ne bheja ha,
Neel who is almost in a shocking state, somehow ask ' kya?
Mr. Kanjus Malhotra ne kar bheja ha? Unki tabiyet tho thik ha na ?????
Prithvi with a serious expression :- don't worry! Dad bilkul thik hna, aur ishka example unka bheja hua who khatara car ha jo inha atehi bhagwan ko pyaara hogeya,
After this Neel n Prithvi look at each other then both of them suddenly burst into laughter, after some time they somehow control their laughter n Neel sit next to Prithvi n they both goes to the memory land '''''''''''..
Neel :- uff! Tere gharwale bhi na! ek se badhkar ek namune hain sab ''''''''
Tere Dad Mr. Ranveer Malhotra, zindegi bhar kanjusi kar kar k paise se Amir tho bangeye lekin dil se gareeb reh geye'''''''.. serf paise dene k mamle mein hi nehi, pyaar dene k mamle mein bhi kanjoos No. 1 hain,
Prithvi :- mujhe tho yaad bhi nehi ki kabhi unho ne mere taraf pyaar se dekha bhi hoga!
Neel :- tere Dulari bua, jo apne gareeb pati ka ghar chod kar mayke mein serf ishliye chali aye kiuki bechare phufa ji unka daily nakhra afford nehi kar sakte the, hukum jharne mein, aur tanaa marne mein hindi serials k saas ko bhi 4 kadam piche chod dengi ''''''
Prithvi :- who na ek acchi maa hain, na saas, aur nahi bua, unka pyaar erf ek dikhawa ha,
Neel :- Dulari bua ka chota beta, Mr. Rahil Diwan '''''''''' pichle janam mein kumbhakarn raha hoga, din-raat-serf sota rehta ha biwi ' bacche k taraf koi farz nehi, drink karne mein tho unka koi jawab nehi,
Prithvi :- kabhi kabhi nashe mein apne biwi aur beti tak ko nehi pehchan patein fr may tho unke liye koi maine hi nehi rakhta
Neel :- unki patni, "Meher bhabi" ''''''dil ki bohat acchi per ghar mein sab k pairoon ki jooti, muslim ghar ki beti thi ishliye koi unke hatoon ka khana nehi khata, per baki gharke sabhi kam wohi karti hna, serf naam k liye bahurani hain halat kii naukrani se kam nehi,
Prithvi :- Prithvi bhaijaan bulati hna mujhe, parwa tho meri bohat karti hain lekin gharke kamse, apni beti ki dekhbhal se,pati aur saas se darne seunhe fursat hi nehi milta ki who mujhe thoda wakt d,
Neel :- chahat Rahil bhaiya aur Meher bhabi ki beti , bohat cute ha, we can call her chota packet badha dhamaka ,
Prithvi :- hna! Jabbhi ghar mein hota hnu chachu chachu kehka piche piche ghumti ha, ushk saath wakt kab beet jata ha pata hi nehi chalta,
Neel :- Sulari bua ka bada beta, Mr. Sameer Diwan'''''''''. Ek chalta firta computer! Arey unhe dekh kart ho computer ko bhi sharm ajaye '''''''''. Din raat serf kam, kam, aur kam, officmein kam, ghar per ake fir kam, uff!
Prithvi :- unhe tho may janta hi nehi , rehte tho ek hi ghar mein hna, lekin kisi ajnaabe se kam nehi ha hum dono ,
Now both of them remain silent for sometime '''''''''''''
After that Prithvi takes a deep breath n continue ' pata ha ,pehle bohat takleef hota tha jab tere mom, dad ''''''. I mean Akash uncle aur Neeharika aunty ko tera parwa aur tujhse bohat pyar karte huy dekhta tha, Neel trying to consoles him ' who log serf mujhse nehi, tujhse bhi bohat pyar karte hain, mer mom, dad, aurdadi maa ko hum dono ki hi bohat parwa ha,
Prithvi :- (with moist eyes) hmmm'''''''''''''.. janta hnu ishliye ab aur takleef nehi hota muhe apne paribar walon se pyar ki jo ummid thi, ushe kahi jyad pyar aur apnapan mujhe tere parivar walon se mila ha, thank u yaar, thanks for every thing
Neel (with full on filmy style) :- dosti me no sorry , no thank u '''''''.
Prithvi smile a little '''''.. but suddenly he recollects something and ask in confusion :- tujhe nehi lagta neel ki kuch der pehle jab tu mere sare family members k description de raha tha , tab tune ek member ko miss kar diya??
Neel with a shakken voice :- ab '''''. Woh '''''.haan tere mom ka naam reh gaya tha but unka kya description deta main Prithvi ? unke bare me serf itna hi suna hai jab tu 5 saal ka tha tab woh apne kisi purane ashique k sath vag gaye thi '''''''''''..
Prithvi look at him angrily , speakes through gritted teeth :- main us aurat ki nehi '''''''''.NUPUR BHABI ki baat kar raha tha
Neel quickly get up and says :- ohhh shit main to vul hi gay tha , mujhe cultural activity hall main jana ha, sorry yaar
Prithvi also get up and says :- its ok tu ja , waise Principal bhi ab tak round se wapas aa gaye honge mujhe unse kuch signature karwana hai so see u let bye
Neel :- bye
They both hug each other tightly, n then Neel leaves the classroom ,
After that Prithvi under his breaths :- main ye nehi janta Neel tu Nupur bhabi k bare mein kya soch ta hain mujhe to bas itna pata hai ki ''''''. Mere Nupur bhabi ko khana banana nehi ata, lekin raat ko khane par ghar me serf wohi mera intezar karte hain .
After sometime ,
Mujhe kuch nehi sochna hai unke bare mein, nhi janna chahta main unhe , nafrat karta hoon mai unse , serf nafrat!
I hate you Mrs. Nupur Diwan '''''''''
With these words Neel stop abruptly , now Neel lost in his own thoughts standing in the middle of the cooridor looking at the ground ,
Few feet away chandni is walking with Tanvi's notes in her hands , suddenly she hits Neel '''''''.
Neel angrily turns to see her ,
Neel :- andhi ho kya? Dekh kar nehi chal sakti ??
Chandni don't pay any attention , she adjust the notes and move forwards
Neel :- dikhai to deta nehi sath mein sunai bhi nehi seta kya ? '''''''''''.. hello , tumse baat kar raha hoon ''''''''''who BEHEN JI
Chandni stops abruptly '''''''''''''.
After few minutes
She takes a deep breath, then slowly turns '''''''''''''.
Chandni walks in front of Neel and look deeply into his eyes ,,''''''''''
Seems like she is searching for something his eyes '''''''''''''..
Neel :- ab ghungi bhi ho ?
Cchandni smile a little :- na andhi hoon, na behri hoon, or nahi ghunghi hoon, bas jo dekhna nehi chahti, who dekhti nehi, jo sunna nehi chahti who sunti nehi , or jo bolna nhi chahti woh bolti nehi
Neel ask in confusion :- kya ?
Chandni :- mujhe ek baje se pehle apne dost ka ye project submit karna hai, so plase jthoda aldi bolo ge kya bolna tha?
Neel :- who hello bolna to tumhe chahiye "Sorry" kiuke kuch der pehle tumne mujhe dhakka marke disturb kiya tha , isn't it!!!!!
Chandni :- no, it's not '''''''''.. haan main thodi jaldi mein ja rahi trhi , lekin apni hi duniya mein goom beech corridor pe tho tum khade the na?...ab agar kisi k rasten mein khade rahoge tho dhakka tho lagega hi na!
Neel proudly says :- dekho, apni goal goal baton mein mujhe nehi fasa sakti''''''''''..
Dhakka tumne diya hai to sorry bhi tumhi bologi,
Chandni cutely ask :- serf sorry sunne k liye tum mujhse rudely baat kar rahe ho?
Neel :- to tum kya expect kar rahi ho ? dhakka bhi kau sorry bhi na sunu, or sweetly baat bhi karu?
A wide smile cover chandni's face;
Neel look at her annoyingly :- maine koi joke mara ?
Chandni :- lagta hai tumhe kabhi kisi ne bataya nehi ,ki formality k liye bola gaya sorry serf ek dikhawa hota hai, jo koi maine nehi rakhta , sorry ko to dil se feel karna parta hai !
Neel :- tum ye gyan free mein bat ti ho , ya koi charges hai ?
Chandni :- tum kisi aur ka gussa mujh pe kiu utar rahe ho ?
Neel :- aisa kuch nehi hai
Chandni :- aisa hi hai tum kisi baat ko lekar , ya fer sayad kisi ko lekar pehle se hi bohat naraz ho , isliye dhakka lagna jaise choti si baat ko bada bana kar apna gussa gazir kar rahe ho, anyway you take your time , jab tumhara gussa sant ho jayega tab tum thik samajh jaoge ki meri koi galti nhi thi , I need to go now bye
After few second ,
Chandni is disappear now leaving a behind the confuse Neel who questioning himself :- kya such main us Nupur Diwan ka gussa is bechari ladki par utar raha tha ?
It is afternoon and most of the students are retuning back to their respective hostels
Chandni & Prithvi both are walking towards the college gates from different sides of the campus , they both are lost in their own thoughts
Both under their breath '''''''
Chandni :- aisa kiu hota hai k kabhi kabhi paraya bhi apna lagta hai , bina jane hum unhe samajh pate hai
Prithvi :- aisa kiu hota hai k kabhi kabhi apne hi paraye ho jate hai , jante huye bhi koi hume samajh nehi pate hai
Prithvi is about to reach the colg gates when he here some noise he turns around and see a black-red combo bike with its full speed rushing towards Chandni '''''''''''''
Suddenly Chandni comes back to the present from her never ending thoughts, when she feel strong hands around her shoulders and in another second she lay on the ground looking opposite at Prithvi '''''''..
N for sometime they lost into each other ''''''..
Seems like they speaks through their eyes '''''..yes you read it right !
Prithvi :- are you all right ?
Chandni :- Yes I'm ,
''''''''''' they share this two line convo through their eyes without uttering a single word,
(Scene change)
Delhi,
Tanvi is sitting on the bench out side the hospital, when some goons come ''''''''. And starts teasing her '''''' she gets scares ''''''''she starts to walk '''''''''.but the goons are more fastr then her '''''''''''''.. they catch her ''''''''.and teasing her''''''''''''touching her '''''''..sh is crying and pleading to leave her '''''but they are not listening to any of her pleadings '''''''..when one of the goons held her arm ''''''''..Tanvi close her eyes ''''''''''''..goons move his face to her face to kiss her ''''''''''
But then someone put a hand on his shoulder ''''''..moves him '''''''..and punch him tightly on his face ''''''.
someone uttar from the crowed '''.
Inspector Nupur Diwan !
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''.
Precap :- Nupur :- kitni bar bola hai maine jab tak ghar mein aag na lag jaye tab tak mujhe duty k wakt phone kar k disturb mat karna
Meher with a shaken voice :- sorry bhabi jaan par woh baat hi kuch aisi thi, aj subha pata nehi kaise achanak apki aur Sameer bhaijaan ki shadi ki tasveer toot kar gir gayi
Nupur :- Uff ho Meher, serf ek photo frame hi to toot kar gira hai na ! konsa mai tumhare Sameer bhaijan ko chod kar kisi doodhwale k saath bhag gai?
80