NOTE
Oki for those who wants to go in details………..
Aur jo loog apni biwiyon se rishta na rekhan chahny ki kasam kahay in k liyan 4 mahinay mudaat hai ..ah phir agar woh laut aay tu Allah beksahny wala hai ( surah baqar 226)
Yeah talluq dono martaba hain.. ya tu achi se rukh lay( iddat k andar) na… ya phir undigi se chor dayna… ( surah baqar 229)
Okay there is huge clash going on the iddat part….and I define it yet Maria do have certain things against it…and I certainly repect her point.. and I think I may have miss sumthing leading to this huge clash…
Previously in coment to Ruchi I defined it
iddat ek period hai..4 months k, ya 3 PMS k...jo us waqt se strt hojata hai jab larki ko ya tu divorce ho ya us k husband maar jay... during that period she cant remarry...
kuch muslims mein yeah baat mani jati hai k agar husband jis ny tallaq di hai..us ko regret ho..aur woh wapas apni biwi ko apni life mein chahta hoo aur biwi bhi yeahi chati hoo tu woh is period mein asa ker sakta hai... aur woh dono wapas se husband n wife ki taraha rah sakty hain...
magar ek baar yeah period khatam hogaya tu kuch nhi hoskta... aur as per muslim law... for example...
agar gunjan k shadi mayank se hoti hai...aur mayank us ko tallaq day ta hai... aur iddat k time bhi pora hojay tu now... mayank kitna hi chahy gunjan se shadi nhi kersakta...untill..."halala" nah hojay...
halala means gunjan ko kisi aur se shadi kerni hogi...e.g samrat se...us k sath as a wife rehna hoga... aur us k baad by chance divorce hojay samrat se tu woh mayank se shadi ker sakty gi..wanra no way
I didn't went to details of how many talluqs believing that muslim's here pretty well knew all the rules themselves….and as it has nothing to do with the story so I wasn't getting in details…
So talluq 3 times hoti hai…
Husband ny wife ko talluq di … on a moment saying mein talluq dayta hoon….( for hanifi fiqah ) yeah ek talluq hai …..
Aur mein taluq dayta hoon, talluq dayta hoon, talluq dayta hoon….. yeah 3 times talluq hai .. chahy ek hi waqt mein kahi jay..
But for me as I belive in words of Quran ,… and fiqah Shafi…also…
As us ayat mein talluq do murataba hai.. do talluq nhi…
Yeah talluq dono martaba hain.. ya tu achi se rukh lay( iddat k andar) na… ya phir undigi se chor dayna… ( surah baqar 229)
so we belive
husband ny ek moment per kaha
mein tum ko talluq dayta hoo, talluq dayta hoon taaluq dayta hoon
ya kaha
mein tum ko talluq day ta hoon
yeah dono hi 1 talluq mani jay gi
aur is k baad iddat k wqat shoror hoga…agar woh dono chay tu razamndi k sath, wasp rojho ker sakty hain….
Magar 4 mahinay ya 3 Pm k time period mein hi
Magar agar auraat ny talluq mangi jis ko hum KHola bhi kahty hain tu us mein iddat k waqt ek PM hota hai
..
Refernce to all this surah Baqarah…. Tafseer by Mulana Sulahauddin yousuf… the tafesser is published under religious department for KSA..
……………….
kuch muslims mein yeah baat mani jati hai k agar husband jis ny tallaq di hai..us ko regret ho..aur woh wapas apni biwi ko apni life mein chahta hoo aur biwi bhi yeahi chati hoo tu woh is period mein asa ker sakta hai
kuch muslim as fiaqahan difference hai( Maria.. u don't believe in it I respect tht but many doo…)…tu I was referring to it…
and I pretty well now explain wht it is…
hope its okay now..and its understand able too
any issues regarding it, u can pm whenver u want…
thnks
……….
Baat religion ki hai islyn mein bhi koi hawa mein baat nhi kero gi…
35