DIWALI AT PH 22.10
Deepika and Ranveer wish diwali with Dua
RAMAYAN AT PH 23.10
🏏India tour of Australia, 2025: Australia vs India, 2nd ODI🏏
🎉🌟Happy Birthday to the Man Behind the Magic—Vijay Bhatter🎂💐
Rashmika's Thamma opening day at 25 cr - True blue superstar
The Parth Bombshell
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 23, 2025 Episode Discussion Thread
I need to know
Will Smith To Also Appear In Kyunki?!
Kia-amazing miss rimjhim jha urf rita bhanot……………10 saal pehle ki rita chor …..am I right advocate shyam jha………
Shyam-kya bakwaas hai yeh
Kia-aapko ab bhi yeh bakwaas bakwaas lag raha hain…………by the way itna izzat kyun de rahi hu…..i should be calling you tum…..tum lawyer ho naaa toh tell me ki murder attempt,aur rape attempt ka kitna sazza hota hai yahan………..
shyam-kya bakwaas hai yeh..humne kisi ka khoon bhi nahi kiya aur rape toh bilkul nahi
Kia-main toh sirf puchh rahi thhi ..maine point out toh kiya hi nhai ki aapne kya..khud hi bakne ki aadat hogayi hai………..
Shyam-
Kia-achha tumhaari yaddasht kamzor hai yah fake kar rahe ho….kyunki main woah badkismat beti hu jisne apni maa ka rape karne ki koshish karne waale aadmi ko kuch nahin kar sakti thi……main woah beti hu jisko uske aap ne tab sahara nahi diya jab use unki sabse zyaada zarurat thhi………..main woah beti jisne sab galat hote huwe chup chap dekha par kuch nahin kar saki……..main woah beti hun jisne 10 saal tak apni maaa ko uss chiz ke liye tadapte huwe dekha hai……jo unhone kabhi kiya hi nahin………main woah behen hu jise apni maa ki jagah lena pada kyunki meri maa guilt mein chali gayi………….
Arnav(clutching shyam's collar)-tumne toh kaha thha ki tum khushi pe nterseted nahi ho……khushi ne tumhe fasaya tyha na…………..
Kia-I have not finished mr.raizada.aur plz aapko fake karne ki zarurat nahi………just be what you are……..miss.anjali main aapko dosh nahin de sakti kyunki aapke halat aise ho gaye magar mujhe mr.raizada se aitraaz hain…..aap ne toh apne parents bahut choti umar main khoya na…..maine use bhi choti umar main kho diya…………..aapne meri mom ko tab chod diya jab ek ladki ko uske pati ko sab se zarurat hoti hain………….how could you………..ek preg nant woman pe haath uthaya….aapki di ke liye naaa…fine aapki di important hai samajh aagaye lekin apni patni ko toh ek baar support kiya hota…………..(all in tears)ek baar mr.raizada…….sirf ek baar…par aaj agar aap maafi magna bhi chahe toh bhi main aapko maaf nahi karungi……main india sirf aur sirf isliye aayi thhi taaki main maa ko uss guilt se bahar nikal saku….aur kuch nahi……waise bhi main aapse itna bhi nafrat nahin karti jitna unse pyaar karti hu……..
Arnav(going towards khushi)-mujhe maaaf kardo khushi .i really did not mean to do that.mere samajh main nahi aa raha thha ki main kya karoon………
Arjun-agar tumhaare samajh nahi aaraha ki aap kya karein toh iska matlab yeh nahi kki tum meri behen pe haath uthao…….tum apni man ki bhadas uspe nahi nikal sakte.agar tumhe apni behen se pyaar hai toh mujhe bhi apni behen se utna hi pyaar hai………you get that…….
Anjali goes to khushi limping and asks for forgiveness.khushi is unable to give any answer and so just heads towards kiara's room but she find nandini rushing out of the room and in tears
Kia-choti maa..kya huwa.aur aap itni ghabrayi huwi kyun hai…kiara kahan hai?
Nandini-woah kiara ko firse attack aaya hai……
Kia-kyaThe whole room's attention was diverted to the place where nandini and kia were t lking…….arjun and khushi along with rudra rushed up the stairs and so did arnav..khushi went inside the room to find kia nursing kiara and nandini on the bed by her side…..during all this shyam and rimjhim sneak out of the house……..even the raizada family members rush towards the room…….
In the room
Khushi –kiara.baby wake up………..kiara…………kia dekho na woah uth kyun nahi rahi………..
Arjun-main ambulance bulata hu..she needs to be taken to the hospital right now………..
Kia-mamu maine call kar liya.hain……..they must be coming any moment…….till that time we need to make her wake up…………kiara….open your eyes baby look di is back……..kiara plzzz…..
Rudra-kiara bachha utho ..dekho yahan pe sab hain……aapko sona nahin hai……..
Arnav and all the raizada family members are confused as to what has happened……..and why everyone is panicking…..he goes near kiara and tries to call her but khushi stops him and takes him out of the room………
Arnav-khushi kya huwa hai.aur sab itne dare huwe kyun hai…kya huwa hai kiara ko………bolo damnit mujhe jaanne ka pura haq hain…afterall she is my daughter……..
Khushi-daughter ek minutge mr.raizzada woah kiara yashwardhan hain sirf meri beti aur woah aapki kuch nahin lagti.plzz aap yahan se chale jaiye………
Arnav-main yahan se kahin nahi jaa raha kyunki meri beti ko meri zarurat hai……….
Khushi-aapko samajh main nahin aata kya………
Rudra-khushi……aaap ladna band karengi kiara ko hosh aa chuk ka hai aur woah aapko dhund rahi hai shayad aapko andar hona chahiye…………andar jaiye……
Khushi goes inside and even arnav does but rudra stops him
Rudra-arnav mujhe aapse baat karni hai agar aapko koi aitraaz na ho toh………
Arnav-yah……sure lekin kiara ko huwa kya hai aur kia aur khushi itni9 tensed kyun hai…kya huwa hai meri beti ko
Rudra-arnav aaj maine aapke aankhon main apni betiyon se milne ka tadap dekha ………….meri beti ke liye pyaar dekha magar shayd aap ko yeh ehsaas hone main thoda zyada waqt le liya hai…….shayad aapne apni galti sudharne main kuch zyaada hi time le liya hai.lekin mujhe aisa kyun lagta hai pata nahi par main chahta hu ki khushi tumhe ek aur mauka de……apni galti sudharne ke liye ek chance aapko milna chahiye…………
Arnav-main jaanta hu par abhi mere liye khushi ka mujhe maaf karna itna zarurui nahi hai jitna mera kiara ke paas hona hai so plzz forgive me but meri beti ko meri zarurat hai…..zindagi ne aaj firse mujhe mauka diya hai apne baap hone ka farz pura karne ke liye and I cannot let that go.so please excuse me…..i m really sorry
Saying this arnav heads towards the room
rudrA-arnav I will make sure you get another chance to prove yourself because I know khushi aapse aaj bhi pyaar karti hai aur aap bhi karte hai…………..
in the room
kia-kiara don't you dare close your eyes .look di aapko kuch nahi hone dengi.dekho mamma aur sab yahan hai….yeh ambulance kyun nhain aa raha…..
arnav-I will check out…….main arnav singh raizada bol raha hu.get an ambulance to vardhan villa rite now……………
kia-it was really not needed mr. raizada………..
arnav-main apne liye nahi kar raha …………….i m doing it for my daughter and no one can stop me from doing this.you get that
arjun-ambulance aa chuki hai.lets take her…….
Kiara-di……di……..aaa.pp……………….mat jaana
Kia-kiara..dekho di yahio pe hain woah kahin nahin jaa rahi,…….look she's here baby………dun worry kuch nahi hoga…….
Kia-turning to the family I guess mamma aur choti ma ek gaadi main aa sakte hain and daadu and mamu .i will be with kiara in the ambulance…………
Khushi-nahi main hoti hun na kiara ke saath …….usse kuch nahi ho sakta……….kuch nahi
Kia-ma aapne aap ko samhaliye..i will make sure nothing happens to her………..don't you worry……..main sab thik kar dungi………….choti ma plzz ma koo dekhiye……..
Arnav-kia main tumhaare saath chalta hu.kyunki mujhe meri dono betiyon ko samhalna hai……….
Kia-no plzz………….
Arnav-kia yeh argue karne ka waqt nahin hai so plzzz just do as I say after all I am your father….
Kia just goes inside the ambulance and so does arnav they reach the hospital in some time………the other members are also there ……they take kiara inside the hospital after a long time the doctor comes out and asks for
Doctor-bachhi ke parents kaunn hai….
Arnav-main hu and she's my wife
Doctor-aap log andar aayenge plzzz
Kia-no
Rudra-kia let him go and no one objects
In the doctor's room
Doctor-aap log itne laa parwah kaise ho sakte hai…….ek cancer patient ko uska medication na dekar…..
Listening this arnav felt as if the fworld sank down in front of him…………
Chapter : Melodious Encounter https://www.indiaforums.com/fanfiction/chapter/52348
new morning, new day. what does the new day bring us. what will the morning be like after the storm that rages in my heart all night. What is...
Introduction Although the family background of this fiction is the same as of the original series, there are slight changes in the plotline....
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...
55