os-luve prevails a new chapter posted - Page 4

Created

Last reply

Replies

130

Views

37.3k

Users

52

Likes

309

Frequent Posters

sasr thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#31
Wow...really amzing...well written...i really like it...i send you my buddy request...pls...accept it n pls pls pls pm me yyour nxt update...am very eager ti read it...pls continue soon
rashgirl000 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#32
wow loved the update. pls pm me
tinsel thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 3 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#33
Fantastic updates! It's Khushi ...👏
udaymanyata07 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#34
👏👏thanks...great job...brilliant...amazing...please update sooon...fantastic...👏👏
Stapleton thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#35
wow amazing part.
interesting precap.

plz pm me
Aksxxx12 thumbnail
Posted: 13 years ago
#36
Wow,gr8 story.
Waiting for next part.
Update soon
renuja_rg thumbnail
Posted: 13 years ago
#37
superb story
such a cliff hanger...
plz update soon..
teja21 thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 2 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#38
yaaar dat was awesome ...
cant wait for d next update...
pm me plzzz
shelja thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#39
Oh! god ur story is so interesting that I'm dying for next update. Plz don't take more time like others otherwise I'll die to read ur next update.
I'm new plz tell me when u give ur next update.
plz plz plz plz plz plz plz plz be sooon
-Loq- thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago
#40

Chapter 12-curtain raiser

A new morning in the Vardhan villa ….kia is woken up by a servant and she gets ready and even makes kiara ready……..

Kiara-di aaj mamma aa rahi hain na

Kia-haan kiara ..mamma aarahi hai

Kiara-aur kal mere budday ke liye hum bohut dhamamka wala party rakh rahe hain na

Kia-aapka budday main iss baar double dhamaka hoga……….aaj bhi aur kaal ………aaj intezaar khatam……ab kuch hi ghanto main sab clear hojaega……

In the raizada mansion

Arnav-yah aman.tell me

Aman-sir gadbadh hogayi…….koi bhi websites main kia yashwardhan ke bare main kuch bhi nahi hai and to the extent humaare office main ko data nahin.

Arnav-how is that possible damnit... ………..

Anjali- chhotay …….kispe chilla rahe ho subhe subhe…….

Arnav-kuch nahin di…………achha di aaj raat main bahar dinner kar raha hu…toh plzzz mere liye wait mat karna…..

Anjali-arrey chhote hum batana hi bhul gaye ki aaj kia ne hum sabko vardhan villa pe bulaya hain..woah keh rahi thhi ki unhe humko apne parivaar se milana hai.isliye usne hum sab ko bulaya….

Arnav-oh actually mujhe bhi bulaya hain and main wahi jaa raha tha……..

Anjali-achha toh thik hai sab saath challenge.tum aur rimjhim……

Arnav-nahin di main kisi ke saath nahin jaa raha.woah actually main office se directly jaa raha hu………..

Anjali-magar chhtoe

Arnav-plz di.main office jaa raha hu

In the raizada office

Arnav-how is this possible.koi raizada industry se kisi client ka saara detail le jaata hai.and kisi ko kuch pata nahi chalta.what nonsense.i want the information about kia yashwardhan right now………

He is interrupted by a phone call…….

Kia-kyun mr.raizada aap tensed hai ki aap mere bare main kuch nahin jaan paaye ….magar aap chahe toh bhi aapko nahin milega…..kyunki kia Yashwardhan yeh nahi chahti aur jo main nahi chahti woah hokar hi rehta hai…………

Arnav-tum chahti kya ho…………..main sirf yeh jaana chahta hu ki tum mujhse itna nafrat kyu n karti ho aur tumari pehchaan kya hai……………..

Kia-for the timebeing aapke liye yeh jaana ki main kia yashwardhan hu yahi badi baat hai ok……..aur waise bhi ab 2 ghante ke baad toh aapko pata chal hi jaaega…………..

Arnav-2 ghante kyun ..abhi kyun nahi…tum kaho main tomhaare ghar aajaunga…………

Kia-no and don't you dare do that.kyunki har chiz ke liye ek sahi time hota hai aur aapne jo kiya hai uska ehsaas dilana bhi bahut zaruri hain…..majboori……..dard………..anxiety………….bebasi…….inn sab ka ehssas hona bhi bahut zaruri hoga…….warna aapko iss chiz ka realization kaise hoga jo main aapko karwana chahti hu.by the way maine yeh kehne ke liye fone nahi kiy tha………….aapki office main ek packet aaraha hain .uss main aapki hone wali wife ke kuch fotos hain jo aapko shayad dekhne chahiye…ok bye and yes have a gud afternoon kyunki aapki evening ko toh main aaj spoil kardugi.by the way aap aa rahe hain na………….i m sure aap aayenge kyunki aap majbur hain aur majburii main insaan kuch bhi karta hain jaise………… aapko toh pata hoga…………

She disconnects the call and goes to the devi maiya temple along with kiara…….here on the other side arnav is given a gift where he gets photos of rimjhim sneaking with khushi's saree,sprinkling oil in the floor…and the most important the photo where khushi is shown pushing Anjali but rimjhim is doing if the photo is observed claearly……………..he barges out of his office and goes to vardhan villa ……he is stopped on the gate and is said that no one is at home……………

Arnav had never found him so helpless in his life where he knew that he had some connection with this gal but did not who>>>>>>>>

Kia and kiara went to the temple…………….

Kiara-di aap toh bhagwaan pe trust nahi karte ho na………….toh aap uss din bhi mandir aaye jab hum india aaye aur aaj bhi?

Kia-haaan kiara .main aaj bhi in pe trust nahi karti……india aane par main aayi thhi kyunki tab main ek mission pe thhi and aaj I guess woah complete hoga toh just wanted to talk to her……..

kiR-ok aap baat karo main bhi karti hu……..

kia-(in her mind)maine socha tha ki jo 10 saal pehle hua uske baad I would neva come to u…par mujhe aana pada………..aapko yaads haii na mera challenge …..jab shyam ma ke saath jabardasti kar raha thha……..ki main shyam ko uski aukat dikha kar rahungi..today the day has come …ab aadha ghanta…..par main aapse share nahi kar rahi.ok ……………main aaj un sab ko punish karugi jisne mujhse mera bachpan china……..mom se unki khushi..kia se uska parivaar ka pyaar.and for every wrong deed that they did to mamma………..

she takes kiara back with her and heads towards vardhan villa……..she opens the gate and goes towards the villa……….

Kiara-di aap kaho naa main kya pehnu………

Kia-jaan aap kuch bhi pehno aap ache lagte ho ………ok(she sees arnav)kiara aap jaake dress up kijiye.mary ko saath lejanna ok………..

Kia-welcome to vardhan villa mr raizada..aur should call it hell for u…WELCOME TO HELL MR.RAIZADA…….

Arnav-tum ho kaun aur chahti kya ho…….

Kia-aapne shayd mujhe thik se ab tak jaana nahi hai mr. raizada maine kya kaha thha ki main apne aap ko aapse introduce karwaungi magar sahi time main……..aur abhi woah time aane main15 minute abhi baaki hai………so just stay calm and cool.otherwise blood pressure high hojaega…………jab itne saAALON TAK AAPKE HUMARE BAARE MAIN JAANNE MAIN UTSUKTYA nahi hui.so what tha hurry………aapko waise bhi kaunsa farak padta hai……………aapki purani aadAT JO HAI

JUST THEN THE OTHER Members of the raizada family enter

Anjali-arrey chhote aap itni jaldi aa gaye

Kia-oh miss Anjali……..nice to see you..come on in.mary kiara ko upar se lekar aao…………

Shyam and rimjhim are shocked to see the grandeur and luxury of vardhan villa…………they are smiling among themselves………

Kia-I m glad you all came….mamma aur baaki sab bhi aate hi honge flight land ho chuki hai…………

Aap log tab tak photos dekhiye mere family ki and says –arrey ramu kaka yeh do photos se toh parda nikala hi nahin.plz nikal dijiye…………..

Ramu kaka takes the photos out and the whole family is shocked to have a look at the photos……….the two photos comprised of kia,khushi and kiara and khushi's photos with the rest of the family…………….

Kia then introduces-yeh meri choti ma hai,woah mamu .dats dadu ….and she is my mom…………

Everyone is dumbstruck to see the photos and specilaay arnav…………….

Kia-toh mr.raizada this is my family….how isit…….and yes meri mamma ke bare main toh aap kuch mat kehna kyunki aapke zubaan se meri mom ka naam suit nahi karta………………………..

Arnav lost his temper he went to the placewhere kia was and

Arnav-tum chahti kya ho…aur tum kaise ho sakti ho khushi ki beti jab woah khud hi margayi thhi 10 saal pehle…………….kya mazak hai yeh

Kia-mazak toh meri mom ka huwa thha…….sab ke saamne jab uske pati ne usseh thappad mara tha…………unki life ki regret ka karan aap bangaye aur aap kehte hai ki mazaaak…….aapke liye toh sab mazaak hai ……aur yah shayad mujhe yeh kehna chahiye ki aapko apni di ke chhodkar baaki sab ko mazaak hi kehne ki aadat ho chuki hai…..taking him towards the door.issi darwaaze se aapne meri mom ko nikala thha yeh keh kar ki unhone aapki behen ka miscarriage karwaya thhha………….right….10 saal tak aur shayad mom who nahi jo pehle huwa karti thhi……… aaj bhi meri mom uss hadse ke liye apne aap ko gunhegaar manti hai jab ki yeh kaam kisi aur ka thha………………aap sab ………….aap sab ne meri mom ko maara……………meri you all are murderer…………aapne sahi kaha mr. raizada khushi ki maut 10 saal pehle ho gayi.lekin farak yeh hai ki who accident nahi thha.woh murder thha…………jo aap sab ne kiya…..bloody murderer…………………

By then arnav lost his temper..he raised his hand on kia…..but just then another hand stopped him….he looked to see who it was…………..it was khushi holding his hand ……………

Khushi-don't you dare mr.arnav singh raizada……………..meri beti pe haath uthhane ki himmat bhi mat karna…………….don't even think about it……………….

Nandini-khushi aap shant rahiye aur…….(kia runs out of the house)kia.kia humaari baat suniye

Khushi-bhabhi unhe jaane dijiye…………..woh aa jayengi.meri beti itni kamjor nahi hai…………….i know she will return…………..but that is not my concern……….main yeh janna chati hu ki aap log mere ghar mein kya kar rahe hai………….

Arnav is just dumb struck seeing khushi..he does'nt know what to speak…………..

Rimjhim-hum yahan aapne marzi se nahi aaye hai…………..aapki hi laadli beti ne humain bulaya hai……..

Khushi-I did not ask you for the answer so better don't open your mouth……………..jisse sawal puchhe wahi jawab de toh behtar hoga…………magar yeh toh tumhaari puraani aadat hai na..dusron ki mamlo main taang adaana……………

Nandini-khushi plz stay calm…arjun aur papa aate hi honge.so plz……aur waise bhi ghar main aaye huwe mehmaan ke saath aise baat nahi karte………….hum maafi mangte hai.plz aap bura mat maniyega.plz bethiye na…….. khushi papa ke aane tak aap acche se baat karengi .apko humaari kasam aur plz apne ghusse pe aap kabu rakhengi……….

Khushi-magar bhabhi……….

Nandini-khushi humne kehdiya na……..kiara kahan hai unhe niche le aayieh ramu kaka………….aur khushi aap yah rahiye hum kia ko dekhte hain.kahin ghusse pe who kuch kar na de……………..

Saying this nandini leaves…………..khushi is uncomfortable but moves on and takes her seat…………arnav also goes in…………the family is shell shocked to see khshi in such a look ……………

Mamiji-aareey ee phati sari toh bilkul badal gayi hai aur English bhi bahuiai achha bolne lagi hai…………

Khushi goes towards payal and speak-aap kaisi ho jiji?

Payal-in hehar mind hum jaante hai khushi ki tum aaj bhi humein aapni jiji manti ho lekin humne jo 10 saal pehle kiya who hum majbur the aur shayad aaj bhi hain isliye chakar bhi hum tumse baat nahi kar sakte…kyunki 10 saal pehle humne raizada parivar ki bahu hona chuna thha………humain maaf kardena……

Hum thik hai………….

Rimjhim-shaym yahan se bahar nikalna hai aur jaldi agar isne bol diya ki 10 saal pehle humne iske saath kya karne ki koshis ki thi toh saare kiye karaye pe pani firega….jis kaam ke liye itne saalon se intezaar hai who mitti me mil jaega………….

Shyam –hum kuch karte hai…………..

Rani sahiba humain yahan se chalna chahiye.hum uss insaan ke saamne nahi reh sakte jisne humaara bachhe ko maara tha…………….

Khushi-kyun mr.shyam jha dar lag raha ki main jinda hu toh aapki polkholdungi………….

Anjali-ek minute khushi hum chup hai toh iska matlab yah nahi ki aap jo man chahe who keh sakti hai aur hum chup rahenge…………………….aur waise bhi yeh jhooth thodi keh rahe hai…..aap hi ne toh maara humare bache ko…….aapko kya pata ki maa ka dard kya hota hai…………….aap ki betiyan thodi hai………

Khushi-aap shayd bhul rahi lekin mare do betiyan hai…………….aur mein bhi ek maa hu………aur jo 10 saal pehle huwa who ek hadsa kiya thha maine jaan buch nahi aur iske liye main aaj tak sharminda hu………

Shyam-sharminda……………aapko kehna kya hai…..aur do betiyan hai iska ghamand kise dikha rahi ho……pehle mujhe faansa apne jaal main.fir saale saab ko aur uske baad yeh bichare kis ko apne jaal main fanskar Dhoka dengi..aap jaisi ladkiyan ko humne ache se pehchana hai…………..aur waise bhi who do ladkiyan aapki betiyan hongi .zarur hongi….paaap ke natije…ganda kho………..o.n

He is not able to complete when some one shout from the back saying-enough…………….guess who it is

Here in the maen while kia rushes out of the vardhan villa and sits in the garden of the house……………she cries her heart out…………

Kia-kyun humesha hi aisa hota hai……kyun………………kyun who kabhi puri baat nahi sunte …………unhe kaise bharosa nahi hota ki hum bhi unke bhi betiyan ………………..thak gayi main duniya se ladte……………….har din ek jung ki jaise lag raha hai……………..kaise saabit karu ki unke haath uthane se kya hho sakta hai…………..

She is all crying……………when suddenly a hand is on her head………..kia looks up to find nandini

Kia-choti ma…………..main kya karun…aaj fir aapki kia hargayi…..fir se

Nandini-kia…nahin bachha meri kia nahin hari……..aur abhi toh jung shuru bhi nahin huwa hai……main nahin jaanti ki aapne kyun raizada ko yahan bulaya………….lekin main itna jaanti hu ki meri beti kabhi kuch galat nahi karsakti………..aap ka jo maksad hai who aap zarur pura karengi ……………aap manzil ke karee bhai aura b aake aap haar nahi mansakti…………..it's not the time to cry baby…………fight back ……fight for all the 10 years where you suffers……………..apni zindagi ked us saal ke baad tumhe yeh mauka mila hai….apne adhoore kahani ko pura karo……………tumne aaj tak apni takdir khud likhi hai..toh aaj kaise piche hat sakti ho.jao kia………….aaj mamma ko tumhaari zarurat hai……uss support ki zarurat hai jo tumne unhe 10 saal pehle diya thha……kia common …….agar aaj nahi kiya toh kabhi nahi ar paogi……………now it is do or die kia…………….main tumhari asli ma toh nahi par maine tumhari parwarish zarur kiya haiaur maine meri beti ko haalat se harna nahin sikaya………………….fight back kia……..do it

Kia-(wiping her tears)you are right choti ma………….main ab nahi haar sakti.manzil ke itne karib aakar if I lose then dhikkar hain mujhe……………it is now or never ……main yeh kar sakti hu………..i can do it……

Related Topics

Fan Fictions thumbnail

Posted by: MidnightLibrary · 1 years ago

Rishtey the Bond of marriage (new chapter)

Chapter : Melodious Encounter https://www.indiaforums.com/fanfiction/chapter/52348

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: zajedno · 3 months ago

new morning, new day. what does the new day bring us. what will the morning be like after the storm that rages in my heart all night. What is...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 1 years ago

Tu Meri Pehalwan ~ A VeeRat Tale - Chapter 15 on pg 7

Introduction Although the family background of this fiction is the same as of the original series, there are slight changes in the plotline....

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: Rizz-ington · 1 years ago

A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: abavi · 4 years ago

From the author's desk : Welcome to thread 6! I started to write this story years ago when the show was live and now when I look back on what...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".